chapter 7.

4 1 0
                                    

Maya:- ye sab tumhe kab ehsas hua....

Varun:- ussi din jab hum dono pehli baar mile the.... Pehli baar mein hi tumne mere dil mein aake jagah bana li....

Maya:- will you marry me.....

Varun:- kya kaha tumne....

Maya:- haan, mai bhi tumse pyar karti hun, uss din se jis din hum dono pehli baar mile the, mai tumhe batana chahti thi lekin himmat hi nahi hui isliye mai aaj tak chup rahi lekin ab der ho chuki hai I'm sorry.....

Varun:- kya matlab der ho chuki hai.... Tum aakhir kehna kya chahti ho....

Maya:- yahi ki tum already kisi aur ke ho....

Varun:- mai sirf tumhara hun, aur tum meri, mai tumse pyar karta hun aur tumhare saath apni puri zindagi bitana chahta hun....

Maya:- kya tumhari family mujhe accept karegi....

Jhanvi:- haan kyun nahi....

Maya:- ji aap kaun....

Jhanvi:- jis ladke se tum pyar karti ho mai uski maa hun...  Aur ye uske dad....

Harsh:- hello beta....

Maya:- hi uncle, hi auntie....

Harsh:- khush raho.... Aur hamesha ek saath raho....

Jhanvi:- bahut pyari bacchi hai, agar bura na maano toh tumse ek baat puchun....

Maya:- haan kahiye na....

Jhanvi:- actually, mujhe tum pehle din se pasand ho kya hum apne bete ka rishta lekar tumhare ghar aa sakte hain tumhari family se milne....

Maya:- mai itni jaldi shaadi nahi kar sakti auntie.....

Harsh:- kyun.... Sab theek toh hai na beta....

Maya:- actually meri ek badi behen bhi hai, uske shaadi hone ke baad hi mom and dad meri shaadi kar wayenge....

Harsh:- toh hum tumhari badi behen ko apne ghar ki badi bahu bana na chahte hain....

Jhanvi:- ye toh bahut acchi baat hai...

Varun:- mom dad, kahin aap dono kunal ki toh baat nahi kar rahe hain....

Harsh:- haan hum kunal ki baat kar rahe hain... Dekh uske maa baap toh hain nahi, ab humne uski parvarish ki hai toh ye zimmedari bhi toh nibhani hogi na.....

Maya:- actually meri behen ka rishta pakka ho chuka hai.... Unka naam bhi kunal hai.....

Harsh:- haan, hum ne hi usko tumhare ghar bheja tha tumhari behen se shaadi karne ke liye.... Kal engagement aur 6 mahine baad shaadi hai na....

Maya:- haan aap ko kaise pata....

Harsh:- mujhe sab pata hai... Toh kyun na hum ek kaam karen.....

BEPANAH (season 2).Where stories live. Discover now