Chapter 11

251 8 1
                                    

Droupad: mei ab ye sowayambar bharamino kliye kholta hun .

Shakuni : maharaj paranthu aapki putriyo daridhra bharamin k saath kese apna jeewan yapan karengi .

Dristadhyum: yeh aapki samsya nahi hai gandhar raj .

Rukmi : jab ham kashtriya purus ye karne mei bifal hochuke hai tou ye bharamin kaya karsakte hai .

Krishna: jo aap sab balwan yodha karna sake hosakta hai ki yeh bharamino mei se hi koi karsake .

While they were arguing the pandavs now were worried.

Nakul : lagta hai vasudev aapka bibha karwana chahate hai bharata arjun.

Sahadev: bharata nakul uchhit kherahe hai bharata dekhiye vasudev hamare taraf dekh kar muskarahe hai .

Bheem : jeysth mujhe lagta hai ki hame yaha se jaana chahiye .

Yudhisthir: hmm uchhit kaha  tumne bheem chalo chalte hai .

While they were going towards the gate . Krishna stopped them saying.

Krishna: kaha jarahe hai bharamin devta.

They all turned towards them and saw him calling arjun .

Krishna: aaiye ye sowayambar ab apkeli khulchuka hai .

Yudhisthir: jaou arjun vasudev tumhare or hi dekh rahe hai .

Arjun : paranthu jeysth.

Yudhisthir: kintu parntu kuch nahi arjun tum jaou .

Arjun : jaise aapki agya jeysth.

Yudhisthir: mei nakul or sahadev bahar jaate hai or bheem tum yehi ruk jaou .

Pandavs: jo agya jyesth.

Arjun came forward . Dropanya was shocked to see him mean while Draupadi was happy to see him come and participate.

Arjun greeted the the royal family and princess to . Seeing this some illiterate and egoistic man said .

Prince : tum rajkumariyo ko pranam kyun karrahe hou . Jaise woh koi devi  hou .

Arjun : haryek istri mei devi ka waash hota hai .

Rukmi : tou kya inke saath bibha k paschyat inhe gerhe mei lejaou ge ya inkeliye mandir isthapit karoge .

Saying this all the princes and kings laughed at him .

Arjun : agar yeh dono rajkumari mere gerhe mei aayengi tou woh sowyam  hi mandir banjayega .

Hearing this both of the princess were happy and satisfied that they choose the right man .

Arjun picked up the bow while the bharamins cheered for him and he shot the arrow and it hit the fish on the eye . Meanwhile.

Karna: arjun ....

Duryodhan : kya ? .... mitra tum uska naam kyun lerahe hou .

Sahkuni : mere bacche kya tumhe lagta hai yek bharamin iss sowayambar ko jeet sakta hai .

Karna : haan mitra woh koi bharamin nahi hai apitu arjun hai .

Dussahsan : iss ka aarth hai ki pandav jeewit hai or jo uss bharamin k saath anya bharamin upasthit they woh anya pandav hai .

They were shocked knowing that the pandavs were alive but karna was feeling happy even he didn't know why . But we know why so let's continue.

After arjun won the sowayambar flowers started to rain from the sky .

Droupad: jaou putriyo unhe mala pehenaou .

Both princess came down and made him wore the maala and arjun did the same . They were looking at each other when suddenly.

Sahkuni : aapsab ko lajja aani chahiye ki yek bharamin ne hamare maan ko chati pohunchai .

Duryodhan : haan ham sab baalwan yodha yek bharamin se kese parajit hosakte hai .

Dussahsan : isiliye mahan kashtriyo apne apne astra uthaiye .

Rukmi : haan haan iss bharamin ko khatam kardo or in uddant istriyo ko agni kundh mei fekdo .

They were about to attack on arjun , Draupadi and dropanya . But our vrikodhar bheem saved them .

Droupad: aap sabh ne mere putriyo k saath jo karna chaha woh kadapi ucchit nahi tha isiliye aap sabh abhi isi sahandh yaha se chale jaiye .

Rukmi : maharaj droupad aap apni putriyo ko yek bhar....

Dristadhyum: pitashree ne kaha na tou aap jaiye yaha se .

Shikandini: isi sahandh aap yaha se chale jayenge tou ye aapkliye uchhit hoga .

All the princes and kings left that place now only droupad, Draupadi, dropanya , shikandini, dristadhyum, arjun , bheem ,and krishna were left .

Arjun : maharaj mei chahunga gi bibha k purv dono rajkumariya meri bakike bharata se or meri maata se bhet kare isiliye mei unhe kuch sahandh k liye lejana chahata hun .

Droupad: uchhit hai .

They left from the palace and were going from the jungle when Draupadi and dropanya were looking at each other and talking in sign language.

Draupadi: waise aapne apna naam kya bataya tha .

Arjun : mera naam ?

Dropanya : haan aapka naam aapne aapna naam kya bataya tha .

Arjun : mera naam ..... mera naam ... haha .. haan mera naam narrottam .

Draupadi: paranthu aapne pitaji k samaks tou yeh kaha ki aapka naam dhanajya hai .

Arjun : meine ayesah kab kaha  rajkumari.

Dropanya : aapne kaha tha ki aapka naam dhanajya hai, aap hamse jhut bolrahe hai .

Draupadi: iska arth hai ki aap hampar bishwash nahi karte , uaahhhhh ahhhhaah huuuunn .

Arjun : aap rudan kyu karrahi hai...

Dropanya : uhhaahhh haasshh ahhahhahah .

Arjun : ab aap kyun rudan karahi hai .

Dropanya : kyunki jiji rudan karrahi hai tou mei bhi rudan karahi hun . .. uahaah ..

Draupadi: paanchala ham tou yek raksash se jeetye gaye hai .

Dropanya : mujhe raksash se ati bhey lagta hai jiji .

Arjun : kya mei apko raksash lagta hun . Dekhiye rajkumariyo mei raksash ki bhati bhayanak or kurup bahi hun . Aap inhe kuch kahiye na bharata .

Bheem : raksash bhayanak hote hai or kurup bhi hun ...

Arjun : kshama bharatashree parthu kya bhabhishree bhi yese hi rudan kartthi .

Bheem : hasn arjun . Kshama maango .

Arjun : kshama ,  paranthu kyun bharata meri kya bhul hai .

Bheem : arye priye anuj agar sukhi bebahik jeewan chahate hou tou kshama maagna sikhou mei apne anubhav se kheyraha hun .

Arjun : uchhit hai bharata , suniye rajkumariyo ham koi bharamin nahi hai apitu hastinapur ke rajkumar hai mei arjun hun woh mere bharat bheem hai or hamare saath hanari maata hai or    
Anuj nakul or sahadev. Hai or hamare jeysth bharata yudhisthir bhi hai paranthu hamne rajya ka taayag kardiya hai .

Draupadi: haame gyat hai rajkumar arjun , haam tou aapke saath parihas (joke) karrahe thye .

Dropanya : jaise hi aapne dhanush udhhaake  nisahna lagaya hame gyat hochuka tha ki aap hi kuru kumar arjun hai .

They all laughed and went to the kutiya and they saw other pandavs also present their and they greeted each other .








Well this much for today I haven't watched mahabharat just listened it from others thats why there might be slightest mistakes. So comment below if you liked it and peace out ✌️

Another pandavpriya On viuen les histories. Descobreix ara