leap

222 34 7
                                    

Rakshit kiss her on her lips to shut her...

Rakshit:- you are mine only mine you know that right..

Drishti nodded..

Rakshit open her blouse strings.. and kiss on her back

Drishti moan..

He bite on her beck enterwind their fingers..

Rakshit turn her and saw her face that she want or not... drishti pulled him and kiss him... he was happy and both spent beautiful night...





Next day...

Drikshit did breakfast happily... he kiss on her forehead and went for office





Drishti:- kal dad ka birthday he.. mujhe dad ki diary chahiye...  diary kaha chali gayi.. room me bhi nai he..

Drishti went in store room.. she search there.. and found that diary..

Drishti:- dad jab bhi bahut bada decision lete the mom ki diary me jarur likhte he.. unhe lagta tha ki wo mom ko inform kar rahe he.. but unhone aise chupa kyo di thi....

Drishti came in her room and start to read...









And...










And...













Drishti shocked badly that his father indirectly pressurised Rakshit to marry with her he deal with him.. sarthak help his family and rakshit did marriage with her.. its a deal.. not love.. not respect... and she is a fool..

Drishti crying hugging pillow..

Drishti:- why dad.. why.. kisi ko majburi ka fayeda uthaya wo bichare apni family ki problem me fase the and aap unhe mujhse shadi karne bol rahe the.. isliye unke chehre par koi khushi nai thi.. mujhe laga wo family ki wajah se pareshan he.. divya chod kar gayi isliye dukhi he but aapne to hadd kar di...

Drishti angry on his father and crying more...

Drishti:- and ab jab.. divya vapas aa gayi he unka pyar unki khushi.. but meri wajah se wo log ek dusre k saath nai ho sakte...




In evening...

Rakshit came back with flowers for drishti..

Rakshit:- Drishti.. drishti... kaha ho tum Mrs shergill...

Divya came out..

Divya:- Drishti ko mene bahut time se nai dekha..

Rakshit:- kaja chali gayi ye..

Rakshit try her call but its not reachable.. they went in their room.. but..




But..



Rakshit found letter..

Letter:- Rakshit mere is tarah ghar se jane se aap bahut gussa hoge janti hu me.. but mujhe aaj dad ki diary se wo baat pata chsli he jo na kabhi dad ne batai na aapne... AAP DONO K BICH ME DEAL THI..IS SHADI KO LEKAR.. DAD NE AAPKI MAJBURI KA FAYEDA UTHAYA.. YE BAAT AB ME TOLERATE NAI KAR SAKTI ISLIYE YAHA SE JA RAHI HU.. PL MUJHE SEARCH KARNE KI TRY MAT KIHIYE.. AAPKA PEHLA PYAR DIVYA VAPAS AA GAYI HE USE ACEPT KIJIYE OUR KHUSH RAHIYE..

DRISHTI..




Rakshit became angry..

Rakshit:- wo deal nai thi.. mene khud tumse shadi ki thi tumhare dad ne bas proposal diya tha.. wo mujhe blackmail nai kar rahe the.. tumne galatfehmi me sab barbaad kar diya.. hamari life ki khusiyan sab khatam ho gayi..

Divya:- sambhalo khud ko Rakshit wo mil jayegi..

Rakshit:- use mujh par mere pyar par trust hi nai he . Barso puari diary par trust he mujh par nai.. meri feelings par nai .. kal raat hum kitne khush the.. saath the.. ek the... fir bhi use lagta he ye deal thi... koi itna nasamaj kaise ho sakta he..

Rakshit crying and divya went from there...





Other side...

Drishti went in her friend mahi's home..

Drishti:- mahi me aise bina bataye aa gayi..

Mahi:- chup kar hum friends he na.. fir ye formalities kyo.. aaja.. hum dono maze karenge..

Drishti:- thanks..




At night..

Mahi:- ye tune thik nai kiya itne saalon me kya rakshit ne kabhi tujhse pyar nai kiya .

Drishti:- kiya he our karte bhi he... unka pyar saccha he but me chahti hu ko wo apne pehle pyar ko acept kare our divya ko sari khusiyan de.. wo dono ek dusre se bahut pyar karte the..

Mahi:- karte the.. our tu past k liye apne pati ko kisi our k pas chod aayi.. bevkuf ladki he tu..

Drishti:- wo jo bhi hu.. kisi ko blackmail karke rishte nai banaye jate Rakshit ko kitna pain hua hoga mujhse shadi karke.. our ab wo divya k saath khush reh sakte he..

Mahi:- jitna tune uska bare me bataya he wo tera wait karega.. wo tujhe nai chodega..

Drishti:- mujhe lagta he aaj nai to kal wo divya ko acept kar hi lenge..

Drishti crying saying this and mahi hug her..

Mahi:- tu to meri strong drishti he na..

Drishti:- mere liye ek job search kar..pl

Mahi:- jo hukum meri mata..

Mahi try to smile drishti..







6 years later..




Rakshit in office..

He was shouting on vinay that he lost a deal again..

Rakshit:- baar baar deal hamare haath se kyo ja rahi he pata karo..

Vinay:- okk sir..

Divya came with lunch..

Divya:- kitna gussa karne lage ho.. kya ho gaya he tumhe..

Rakshit:- kuch nai.. mujhe bhukh nai he divya..

Divya:- ye sab me nai sunne wali.. chalo khao.. and aaj hume mall bhi jana he.. shivansh ka birthday he.. gifts lene he..

Rakshit smile to hear shivansh name..

Divya:- chalo tumhare face par smile to aayi...

Rakshit:- shivansh champ he mera.. uske liye best gift lunga me...

Divya smile and nodded..

Divshit did lunch happily and divya went from there..


Rakshit took drishti's pic and caressing that..

Rakshit:- tum kaisi ho drishti.. thik to hona.. abhi bhi utni hi careless hogi khane k matter me.. pata nai kon tumhe khana khilata hoga.. pl take care of your self.. i miss you so much.. we will meet again.. i trust on destiny..





Otber side...

Mahi and drishti talking with each other.. when a small cute girl came with anger..

Girl:- khana khaya..

Drishti:- bhul gayi bas kha rahi hu..

Girl:- our baad me milk bhi peena he.. yaad kyo nai rehta..

Drishti:- sorry my dear.. come here..

Mahi:- oooo.. teacher ji.. aapne khud ne homework kiya ya nai..

Girl:- wo to me bhul gayi..

Girl bite her tongue and ran to drishti and hide in her arms...

Mahi:- Drishti ki amma.... use  daat rahi he our khud ne kuch nai kiya..

Girl:- hum aaj mall jayenge na pl..

Drishti:- okk hum jayenge.. ab khush..

Girl:- yess yess yess...

Drishti and mahi laugh to see her cute actions..





Precap:- SAVI..

our path✔Where stories live. Discover now