Part 23

296 46 11
                                    

Hello everyone 👋
I hope all of you are doing good 😊

Let's begain

( cheetosh reaches to the Bihar and the address , there was small hut cheeta knock on the door a lady was standing there )

Ss:- aap..

L:- santu

( both of them hug each other )

ss:- kesi ho aap yha kya kar rahi ho , yeh to shivani ke maasi ka ghar pushpa ji

Pj:- santu  shaant ho jaa pehle ander aa

( santu and chita came inside )

Cc:- santu ji aap janti hai inko 

Ss:- haan chitey yeh pj hai 1 mahine pehle inhone kaam kya tha humarey saath jab meri posting dilli main hui thi fir uske baad yeh kha chali gayi kisi ko kuch nahi pata

( pj gave water to both of them and sit in front of them on mudi )

Ss:- pj aap shivani ko kesey jaanti hai ?

cc:- aur shivani haseena mam ki soutali behney kesi hai ?

Pj:- btati hoo sab shuru se kayi saal pehle haseena ke abbu yani ahmaad khaan ji ke shaadi haseena ke ammi noorjhaa se hui thi

cc:- love marrige thi ?

Pj:- haan aur uss smay noorjhaa aur ahmed ko ghar se bedhakal kar diya gaya tha

ss:- kyun pj ?

Pj:- kyunki unhone love marrige kari thi aur sab jantey uss jmaney main love marrige ko ganda manna jata tha halaki kuch rishteydaar jo ki bulatey the noor aur ahmed ko apne har function main par unke pass koi rehney ki jagah nahi thi  to woh log bhagtey - dortey humare ghar ke pass pahuch gaye aur uss din pehli baar main noor aur ahmed se milli aur fir hum sab saath main rehney lag gaye aur esey hi din beetey chale gaye aur humara na ek chotta sa pariwar ban gaya tha purey 5 saal ho gaye the hummey saath rehtey hue par noor abhi tak maa nahi ban payi thi jo rishtey daar aatey the vo noor ko issi baat se haar baar toktey the ya tane dete the noor ko bhout bura lagta tha kyunki vo bhi maa banna chahti thi uski god bacchey god main bacche ko khilaney ke liye taras rahi thi par pta nahi bhagwaan ko kya hi manzoor tha

ss:- fir pj noor aunty ne baby ko adopt kyun nahi kar liya tab bhi to voh mother ban hi sakti thi

Cc:- kitni samjhdaar hai santu ji aap bas ab aap jaldi se mri ho jaye ( whisper )

ss:- kuch kha tuney ?

Cc:- nahi to

( pj understoods it and she looks both of them and indirectly smiles )

Ss:- pj aap boliye

Pj:- socha tha aur par usmay itni formalities thi ki adopt karney bhout time lag gaya

Ss:- to fir IVF karva leti

Pj:- santu uss smay tak ivf nahi aaya tha par haan noor ek magzine padti thi jismay usney sarogassy ke bare main pad liya aur usney yeh baat ghar ahmed ko btaye pehle to ahmed nahi manna par usney bhi noor ke zidd ke samney ghutney tak diya fir inhone sarogassy ke liye aurot dhudney nikal gaye kyunki sarogassy sirf out of country main hoti thi uss  samy jis may ache khase pesey lagtey hai aur ahmed ke constable tha uske pass itney pesey nahi the  fir ek raat ahmed apne thaney se lout rha tha to dekhta hai ki ek aurat uske pass bhagty hue aa rahi hai

Flasback starts

L:- help...help...

( lady standing behind ahmed )

Love letterWhere stories live. Discover now