emotions

227 35 6
                                    

Sarthak fired on drishti but rakshit fired on his hand and drishti saved... she open her eyes and shocked to see rakshit there...

Rakshit beating him badly..

Rakshit:- kya socha tune hamare cm sir ko marega.. ye ho nai sakta jab tak army he drishti jaise honest log he.. tere bure irade kabhi pure nai ho sakte...

Rakshit beat him very much.. that he went unconscious.. soilders took him with them..

Rakshit opened her rope and wiped her blood from her lips...

Rakshit:- tum thik ho na..

Drishti:- thik hu.. but cm sir ko nai bacha paye is baat ka bahut regreat he mujhe..

Rakshit:- CM sir zinda he..

Drishti happy..

Drishti:- sach..

Rakshit:- haa humne jaan bujh kar ye news viral ki thi jisse unhe secure place par le jane me koi problem na ho our sarthak ko pakadne ka time bhi mile...

Drishti:- wo thik he.. bas our kuch imp nai he..

Rakshit:- haa chalo..

Rakshit caught her hand but she took her hand back and start walk..



Drikshit reached in pradyuman's office.. where shikher also present...

Pradyuman:- thank you so much dr drishti.. agar tum time par inform nai karti to hum cm sir ko bacha nai pate.. ye sab tumne kiya he

Drishti:- sab messed bhi to meri wajah se hua tha na sir.. so.. ye jaruri tha..

Pradyuman:- hum tumhe tumhari job dignity k saath vapas karna chahte he.. pl na mat bolna..

Drishti:- thanks sir aapne itna socha mere liye but ab me army me kaam nai karna chahti.. me vapas amritsar jana chahti hu..

Rakshit shocked badly..

Rakshit:- but why drishti cm sir ne khud tumhe ye job and medal dene k liye bola he.. tumhe lena chahiye..

Drishti:- sorry major saab.. but pl bas mujhe respect k saath yaha se jane dijiye..

Shikher:- drishti pl mat karo aisa..

Drishti:- me ek dr hu.. our kahi bhi kaam kar sakti hu our army me.. me isliye aayi thi ki ye meri mom ki last wish thi ki chahe 1 year k liye hii sahi me army joint karu.. so aa gayi thi.. pl ab ijaajat dijiye..

Pradyuman:- thik he agar tumhara man nai he to me tumhe nai rokunga...tum dignity k saath yaha se ja rahi ho.. tumhari nani tum par bahut proud karegi..

Drishti:- thanks sir.. ab chalti hu..

Drishti went from there.. ignored Rakshit completely..





In drishti home..

Drivya were packing her luggage..

Divya:- packing to ho gayi 2 hours me teri flyght he hume nikalna chahiye .

Drishti:- haa chal

Divya"- me tujhe bahut miss karungi..

Drishti:- tujhe jab time mile.. mere ghar aana hoga.. me tera wait karungi..

Shikher:- me bhi aa sakta hu na..

Drishti:- ab jiju ko kaise na bol sakti hu.. you are also welcome...




And..




Rakshit also enter in her home with some gifts...

Divya:- are wah major saab bhi aaye he..

Drishti silent..

Shikher:- we will miss you drishti..

Drishti:- me too.. me coffee tea kuch lau..

Shikher:- no need thanks

Shikher signal divya..

Divya:- drishti mujhe shikher k saath kaam he tu sir k saath chali jana.. sir aap drop to kar denge na..

Rakshit:- haa kar dunga..

Drishti:- no need me cab le lungi..

Rakshit:- divya tum jao me drop kar dunga.

Dishi went from there..




Rakshit:- mat jao drishti sab thik he..

Drishti:- sab thik nai he major saab.. nai he.. kabhi nai socha tha ki lady officer ki maar khani hogi.. terrorist ki tarah sawaalon k jawab dene hoge... mujh par trust nai kiya jayega... hurt hua he mujhe.. bahut hurt hua he...

Drishti crying and rakshit wipe her tears but drishti took step back..

Drishti:- aap mujhse rishta jodna chahte the.. mujhe kuch haq dena chahte the.. but aap mujhe trust nai de paye... jiski mujhe sabse jyda jarurat thi...our jaha trust nai hota waha pyar ki koi place nai he.. so.. mujhse koi rishta banane ki try mat kijiye kyoki ab me aapke saath aage nai badh paungi

Rakshit:- i know tum hurt ho.. jo hua bahut galat hua.. but me kya karta.. us time meri jo duty thi mujhe puri karni hi thi..

Drishti silent..

Rakshit:- jab hum army me hote he.. to hamari jaan.. hamara pyar.. kisi ki bhi desh se jyada importance nai de sakte... mujhe apni duty karni hi thi...

Drishti:- aapko jo thik laga aapne kiya.. now its my turn

Rakshit:- fir bhi me galat hu.. manta hu me.. kya mujhe ek baar maaf karke ek chance nai de sakti.. pl...

Drishti:- pl.. mujhe jane dijiye.. me ab yaha nai ruk paungi.. tut gayi hu andar se.. amritsar mera ghar he meri nani he waha jaha mere liye sukun hoga..

Rakshit:- thik he ab galti ki he to saza bhi milni hi chahiye.. so.. jao.. and khush raho.. tum khush hogi to mujhe bhi sukun milega..

Drishti:- mujhe airport jana he..

Rakshit:- chalo.. pl kam se kam iske liye na mat bolo..




Drikshit reached on airport..

Rakshit:- tum shayad mujhe bhulna chahogi but i will miss you drishti me tumhe kabhi nai bhul paunga tum bahut special ho mere liye .

Drishti went in without saying anything.. rakshit's eyes moist to see her in pain..





Some hours later..

Drishti reached at home where suman waiting for her.. drishti hug her and both crying hugging each other..

Suman:- i m very proud of you drishti.. tune jo bola wo kar dikhaya... aaj sab log teri kitni taarif kar rahe he.. tu respect lekar aayi he meri bacchi khush teh..

Drishti:- thanks nani.. aap hi to meri himnat ho.. ye sab aapke our mom k liye hi to kiya he warna mujhse kaha kuch ho pata

Suman:- meri pyari drishti.. baaten bana rahi he..

Drishti:- aapne khana banaya ki nai..mujhe bahut bhukh lagi he.. chole bhature khane he aapke haath k..

Suman:- haa haa sab ready he tu change ka le fir hum saath me raj kapoor ki movie dekhte hue khana khayenge

Drishti:- ye hui na baat.. meri pyari nani...



Drishti went in her room and saw vidya's pic..

Drishti:- mom jisne aapke saath galat kiya tha use saza mil gayi he.. aapke sankaar our himmat ki wajah se use pakad payi me.. thanks mom... i love you.. and i miss you so much mom...

Drishti wiped her tears and went for change..

Drishti and suman enjoy movie and dinner with ralk.. they were laughing.. also..





Precap:- marriage..

iljaam✔Where stories live. Discover now