Confession 2

3.1K 214 27
                                    

Thankyou for loving the SS..!!!

here's the next part.

continue from previous part.

------------------------------------------------

Armaan entered the room and saw her studying. He can clearly feel her weeping silently.

she felt him and wiped her tears,

armaan : abhira please ek baar meri baat sunn lo please phir tum jo kahogi main maan lunga.

he sat beside her and cupped her face. She shivered at his touch.

Abhira : I am sorry.

Armaan : tum kyu sorry bol rahi ho sorry toh mujhe bolna chahiye.

abhira : maine tumhe itna sab suna diya uske liye, mera koi haq nahi hai tumse itna sab kehne ka.

armaan : pura haq hai tumhe mujhse sawal karne ka aur main jawab bhi dunga, abhira main...

abhira : kyu explain kar rahe ho waise bhi humari shaadi konsi real hai jo tum mujhe explain kar rahe ho.

She tried to go but he pulled her by waist shocking her,

armaan : abhira main humari shaadi ko real banana chahta hu.

She was shocked it was an understatement.

armaan : haa abhira I know humari shaadi ek deal thi par humne toh kabhi usse deal samjha hi nahi, infact shaadi ke baad humne kabhi humare beech uss shabd ko aane nahi diya, abhira main jaanta hu shuru mein main confused tha par ab nahi, main apni puri life tumhare saath bitana chahta hu, tumahra khadusmaan tumhare saath hi dadaji banega.

she chuckled.

abhira : talk about yourself, main kabhi dadi nahi banungi, I'll be always young.

armaan : fine fine, ab maafi milegi ya main koi dusra tarika apnau.

abhira : dara rahe ho mujhe, main na case kar dungi mujhpar.

armaan : accha aur charges kya honge?

abhira : mera pati dhamkata hai mujhe.

armaan : koi maanega hi nahi, log line mein khade rehte hai ki armaan poddar se ek meeting ho jaaye aur tumhe ghar baithe baithe pura ka pura armaan poddar mila hai toh koi value hi nahi hai.

abhira : meri life mein tumhari kya value hai sirf main hi jaanti hu ek promise chahiye mujhe tumse.

he nodded.

abhira : mumma ne bhi promise kiya tha ki woh mujhe kabhi chod kar nahi jayengi lekin chali gayi tum toh mujhe chod kar nahi jaoge na.

his heart fluttered.

armaan : never, apni iss gadbad ki dukan ko chod kar yeh khadusmaan kaha jayega.

she smiled and hugged him tightly.

armaan : come on aaj bohot aansu baha liye ab ek kaam karo change karo aur so jao, kal se ek nayi zindagi tumhara wait kar rahi hai.

abhira : matlab?

armaan : please shock ke maare behosh mat ho jaana, dadi sa ne...

abhira : ab kya kaha dragon sa ne mujhe taane hi diye honge 100% aakhir unki pyari ruhi ki baat jo thi.

armaan : sunn toh lo abhira, dadi sa ne tumhe poddar family ki bahu accept kar liya hai, pure dil se.

she looked at him with wide eyes. she was still.

armaan : abhira..abhira kya hua..??

abhira : dadi sa ke andar koi bhoot aa gaya hai kya.

armaan : nahi sach hai yeh yakin nahi hota toh kal dekh lena.

abhira : jo main itne time se nahi kar paayi woh tumne ek din mein kar diya aisa kya kar diya.

armaan : woh sab chodo bass abhi so jao kal subah jaldi uthna hai.

she nodded.

------------------------------------------------

Next morning,

Everyone was sat for breakfast,

Abhira was shivering because of dadi sa's intense gazes on her.

Dadi sa : abhira yaha aao.

She looked at armaan who asked her to go. she went to her.

dadi sa : armaan ne tumhe bata hi diya hoga humara faisla.

she nodded.

dadi sa : bass itna samajh lo hum sabko ek hi mauka dete hai tumhe bh ek mauka denge, aur hume aasha hai ki tum uss par khari utrogi.

abhira : ji dadi sa main puri koshish karungi aur aapko upset hone ka koi mauka nahi dungi.

dadi sa : hmm...jao armaan ke pass baith jao.

she nodded and sat beside armaan. ruhi clenched her fist controlling herself.

kiara : bhabhi waise toh aapka welcome ho chuka hai lekin finally officially...

"welcome bhabhi sa / abhira...!!!!!"

everyone cheered making her smile as well as cry.

armaan : ab roh kyu rahi ho.

abhira : mumma ke baad itni care karne wala armaan mila aur ab aap sab bhi, Thankyou..!!!

aryan : bhabhi sa aapki mumma ki jagah toh nahi le sakte par haa aapko hum kabhi rone nahi denge.

kiara : haa bhabhi sa.

krish : aur kabhi bhi aapko humari help ki zarurat ho toh bass ek baar keh dena.

vidya : haa beta maa ke liye main hu na.

madhav : maa ke saath papa free hai beta.

she chuckled.

manoj : aur chacha chachi bhi.

kajal : aur bua bhi.

abhira : thankyou..ab sab shuru kijiye warna thanda ho jayega.

Everyone nodded.

-----------------------------------------------

Armaan was leaving, he opened his car door,

Abhira : khadusmaan ruko.

Armaan : abhira akele mein bulati ho thik hai at least bahar toh khadusmaan mat bulaya karo izzat hai meri.

She chuckled.

Abhira : tum kuch bhul rahe the wahi yaad dilane aayi thi.

Armaan : sab toh le liya hai maine.

She forwarded his phone.

Armaan : oh sorry, bye.

Abhira : ek aur chiz bhul gaye ho.

Armaan : ab kya?

Abhira : apna dimaag.

Armaan : mera dimag.. seriously abhira.

She laughed.

Armaan : yeh mazak karne ka time hai main late ho raha hoon.

Abhira : sorry jao.

Armaan : waise tumhara college ya office nahi hai aaj.

Abhira : woh kuch kaam tha isiliye.

Armaan : okay bye take care aur time pe khana kha lena.

Abhira : tum bhi warna kaam mein bhul jaate ho.

He nodded. He came near her, she was confused, but shivered when she felt his lips on her forehead. He kissed her forehead.

Armaan : bye Mrs Poddar..!!!

She was still unable to say anything just blushed. He chuckled.

Abhira : bye.

She said and ran inside.

He smiled and left.

Everything was seen by ruhi, she was heartbroken...!!!!

--------------------------------------------

Next part soon..!!!

I hope you are liking it.

ABHIMAAN : OS /TS/ SSWaar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu