Ishq

140 12 10
                                    

Mahira's Pov -

For a moment there , I thought I lost my senses . It was so sudden that I couldn't even think about it happening. Did I just kissed him ? No mahi you didn't kiss him !!! HE kissed YOU !!!! Calm down mahi or else your heart will give up on you . Take deep breaths , come on . Breathe in . Breathe out . Breath in . Breath out . Calm down .

Arhaan's POV -

Fuckkkkk !!!! Her lips . Oh gosh ! I am addicted to her lips !!!! I spent the rest of the night thinking about how soft her lips felt against mine , how luscious her lips felt . How close I was to her and how our breathes mixed how badly I wanted her . How desperate I am to feel her close to me , so close that no one could take her away from me . Mahira what in the world are you doing to me ?
Pehle toh kabhi aisa feel nehi hua , jab bhi mahira se baat karta tha tabh toh aisa feel nehi hua toh ab kiyu Ho raha hai ?
Uski hazel eyes , aankhein hi itni khubsurat hai , dil karta hai unmey kho jaun , when she's so focused on something ki uski aankhein chamak ne lagti hai , hayeee meri mahi . The way her whole face becomes red when she's angry , the way she stomps her feet and glares at the person who did a mistake , oh how she lowers her gaze when I'm in front of her . Fuckkkkk !!!!! Am I in love ? Yes I'm in love with her . Get a hold of yourself Arhaan bohot bura phas geye tum .

Author's POV -
The next day both Mahira and Arhaan were still thinking about the kiss they shared . On one hand , Mahira was still in shock . She just lost her first kiss , to her best friend's brother , the brother who she used to hate so much , the brother who used to annoy her to death , is the same person she's craving to feel again . Only she knew how she felt when he grabbed her by the waist , only she could feel how tempting those lips seem to her . Oh how Mahira wanted to see those beautiful brown eyes of Arhaan once again , oh how she wished to drown in that beautiful smile of his . But they both were busy ignoring their feelings towards each other . Only if they knew what was coming for them .

Mahira's pov -
Kya hogeya mujhe , mein aise bina kisi baat ke smile Kiyun kar rehi hu , pagal wagal toh nehi hogeyi mein ? Mujhe doctor ke pas Jana chahiye . Khair , I should go and get ready for office.

Baba - " mahi beta jaldi neechay ajay aap , nashta thanda Ho raha hai "

" mein aageyi baba , sabr "

Baba - " aap Aur apka ye sabr kehne ka habit ekdin meri jaan lega "

" BABA itni fazool ki baatein na kiya karein aap , jaan jay humare dushman ki , aapko kuch nehi hoga . Samjhe aap ? "

Baba - " Haanji shehzadi, samajh geye hum . Abh aap nashta karle humein office ke liye late Ho raha hai , Aaj Ahmeds ke sath ek meeting bhi hai . Aur Haan aap ek kaam karna , aap Arhaan ko call karna Aur unsey kehna ki woh as soon as possible ajay "

" Arhaan ki Kya zaroorat ? Ussey kiyun bulana hai ? "

Baba - " mahi beta , Arhaan tumhe iss project main help karega , woh bohot Hi talented ek bacha hai "

" talented Aur woh ? Allah khair karein "

Baba - " Chalo shaba call karlena , mein ja raha Hu office , aap bhi nashta karke aajao on time "

" Ji baba , aap befikar hoke jay , mein Arhaan ko handle karlungi don't worry "

Baba - " Allah hafiz , dhyan se aana "

" Allah hafiz baba and don't worry aap jay office "

On call with Arhaan -

Arhaan - " hello ? Kaun ? "

Mahira - " hello , Walaykum Salam , Banda samne se Salam hi kar Leta hai kam se kam , khair , baba ne tumhe bulaya hai Aaj office main . Unko koi zaroori baat karni hai tumsey , jaldi aajana bye "

Arhaan - " arerererere arhaan ko jaan thoda sa toh Sabar karo , Kya ek saans main keh ke bye kar rehi ho , thoda sa Sabar karo Aur mujhse baat bhi karlo "

Mahira - " kiyun ? Mein tumsey baat kiyun karu ? Tum Kya mere shohar lagte Ho ? Khabees insaan , Aur Kya laga ke rakha hai Arhaan ko jaan Arhaan ko jaan , bandh karo ye sab nehi toh tumhara muh torh dungi mein Aur mein mazak main nehi keh rehi ye "

Arhaan - " arereeee meri angry bird , itna ghussa kiyun ? Chalo theek hai aajao office mein bhi waha aake baat karta Hu tumsey , apna dhyan Rakhna ajr safely aana office , bye "

Author's Pov -
Before Arhaan could complete his sentence , Mahira hung up the call , throughout the entire call her brain was stuck on only one sentence or more like only three words " arhaan ki jaan " but mahira being mahira , she tried her heart and soul to forget about that incident but her body and her brain wasn't cooperating with her will . She kept on smiling while having a crimson shade of red on her face .

Mahira's pov -
Mein ghar se nikal geyi as usual Aaj pata nehi kiyun itna khush Ho rehi hu mein , zindegi main jab jab khush hui Hu tab tab kuch na kuch wrong hua hai , Allah karein iss dafa kuch wrong na Ho . Khair mein humesha ki tarha ready hoke car Keys leke bahar garage main aageyi , Aaj mein apni car se jaungi khudh drive karke . In the meantime Arhaan called me , tabh tak mein car main settle Ho chuki thi , toh Uskey call aane pe mein phone Bluetooth se connect karke car start kar chuki thi .

On call with Arhaan :-

Arhaan - " mahira , mein office main Hu tum kaha Ho "

Mahira - " mein rastey main Hu , kiyun kya hua ? Kuch urgent kuch hua hai Kya ? "

Arhaan - " nehi nehi kuch urgent nehi hua , woh investors aageye hai so ab bss as usual tumhara wait kar rehe hai hum "

Mahira - " Acha theek hai , Sabar karo mein arehi Hu tum Zara hand-
* AAAAAAAHHHHHHHHHH *

Arhaan - " MAHIRAAAAAAAAA MAHIRA MAHI MERI JAAN KYA HUA MAHIIIIII "

And with that Mahira's car crashed , leaving a terrified and angry Arhaan .

________________________________

Do vote and comment for the next update .
Vote target complete hone se next Sunday ko bhi update milega Goiz so make sure to complete the vote target .

Vote target - 10
Comment target - 10

Need you Место, где живут истории. Откройте их для себя