ON THE OTHER SIDE
Javin - papa meine bola tha na ki yah dono so rahe hai
Tabhi Tahir javin ke gaal par ek rapta mar deta hai aur javin ke haath se chamach (spoon) niche gir jaati hai
Aur fir javin usa uthana ke liya niche jukta hai aur javin ka haath Arijit ji ka pairo par lag jaata hai
Arijit ji ek dam khada ho jaata hai aur javin bhi jaldi sa table ke niche sa bahar aa kar bolta hai
Javin - sorry sorry bade papa
Arijit ji - Tu yah par kya kar raha hai
Javin - Voh papa meri chamach gir gayi thi
Arijit ji - Fir Aisa koi chamach utha ta hai table ke niche gush kar
Javin - Sorry na bade papa
Arijit ji - Haan theek hai theek hai
Fir javin dobara sa niche Beth jaata hai aur dinning table ke niche sa hi jaana wala hota hai ton fir Arijit ji bolta hai
Arijit ji - Arey tu yah sa kaha sa Jaa raha haiJavin - Arey bade papa yah sa shortcut hai naa
Arijit ji apna sar naa mein hilate hai aur bolta hai
Arijit ji - Chup chap jaa ke Beth jaa vah par
Javin apna sar haa mein hilate hai aur jaldi sa apni jagah par beth jaata hai
Fir Tahir aur jatin dheere se bolta hai
Tahir/jatin - Aa gaya sawad
Vo bolta hai aur hasana shooru karta hai
Aur javin un hai ghur kar dekhta hai aur voh dono usa ignore kar niche dekh kar hasna shooru karta detaAur fir thodi der baad voh apna khana kha kar jaldi se bahar jaane wala hai
Tahir apna haatho mein thar ki chabi gumta hua jaa raha hai aur jatin apna phone gumta hue aur javin simply Jaa Raha hai
Voh bahar jaane wala hota hai tabhi Un hain ek awaaz aati hai
Arijit ji - Kaha Jaa Raha Mera teeno laat sahab
Tahir chabi gumta hua jaa raha hota hai Arijit ji achanak se bolna sa Tahir chabi javin ki taraf fack (Throw) deta hai
Aur chabi javin ki aakh mein lag jaati hai aur jatin ke haatho sa phone girna wala hota hai lakin voh usa pakad leta hai
Fir Tahir thoda darta hue bolta hai
Tahir - vo...vo....pa...papa...hu...hum.to....
Ton....bas...ai...Aisa.....hi...gedi....marna....
Ja... ra....raha.... thaJavin -Haan bade papa bas Aisa hi chakar maarna jaa Raha hai
Tahir - Tsh tsh Tsh hey ghanchakar chup raha hai champali (oversmart)
Jatin - Manja (Matlab)
Tahir - Vidata jaane
Javin - Ton ussa kaisa pata
Tahir - Muh mein aaya ton bol diya
Javin - Lakin yah ton Marathi hai na ton tujhe kaha se aati hai
Tahir/jatin - Arey hum voh dekhta hai na TUMKO ton us mein jethalal aur bhide Marathi mein baat mein baat karte hai na
Arijit ji - Aey tum dono Gujarat aur Maharashtra se vapas aajao
Javin - Aata bolaa
Javin jaisa hi bolta hai vaisa hi tahir aur jatin uski taraf gussa mein dekhte hai
Aur Arijit ji bolta hai
Arijit ji - Jyada bolna ki koi jarurat nahi hai chalo jao aur jaldi aana theek hai
Fir voh teeno Ghar sa bahar jaane wala hota hai par fir sa Arjit ji bolta hai
Arijit ji - saara din chakar chakar abhi mein ghar mein hu ton abhi hi tum etna chakar
Arijit ji - Marta ho jab mein ghar mein nahi hota ton kitna chakar maarta hoga tum band karda
Arijit ji - Tera yeh chakar marna Teri sahat ka liya acha hoga chalo jao
Javin jo Tahir ke piche chupa hue tha voh jaldi sa Tahir ke piche sa apan sar haa mein hilate hai aur jaldi sa bahar chala jaata hai
Aur fir tahir aur jatin bhi vah sa chala jaata hai aur fir Arijit ji apni jagah par ja kar beth jaata hai aur fir sumit ji akhbaar padta hue bolta hai
Sumit ji - khaha jaane ki baat kar rahe tha yeh
Arijit - malakaya myth (mujhe kya pata)
Sumit ji un hai 'kya' wala look deta hai
That's it for today 💜
I hope you all like it 💜
ESTÁS LEYENDO
Ishq ❤️
FanficThair is a flirty type of boy and he just like to flirty with girls and staring at girls and he was didn't interested in girls yn is so innocent sweet girl and she didn't dare to staring at any boy what will happen if Thair fall for yn what will h...