Hello 🤗
Welcome 🫂
I hope you all are doing well 💕
So let's start 💝
Voh jatin dekh kar bolta hai fir yn ko dekhta hai jo niche dekh rahi hai fir tahir ki Nazar yn ki gardan (neck) par apna hotto ko rakh deta hai
Aur yn ki aakhan badi ho jaati aur voh Tahir ko piche karne ki kosis karti hai par Tahir us sa jyada strong hai
Tahir yn ki gardan ko bite karta hai stuck karta hai aur thodi der baad voh hatta hai aur apna art ko dekhta hai
Aur fir voh yn ki taraf dekhta hai jo ki niche dekh rahi hai fir voh yn ki chin ko pakad ta hai aur uska muh upar karta hai aur yn ki teary eyes par yn fir sa apni Nazaro ko niche kar leti hai aur fir tahir bolta hai
Tahir - Upar dekho baby
Par yn kuch nahi bolti aur na hi upar dekhti hai aur Tahir kuch bolna wala hota par Jatin Tahir ke haatho se uska dupatta lekar usa vapas kar deta hai
Jatin - Yeh lo
Yn jaldi sa apna dupatta jatin ka haatho sa leti hai aur vaha sa chali jaati hai aur fir tahir jatin ko maare na ke liya aage aata hai
Jatin - Bhai please maf kar do
Tahir - Maf kardo saala tujhe
Javin - Nahi bhai Maro esha
Tahir usa dheere se marte hai aur thar mein beth jaata hai aur un dono ko bhi bolta hai
Tahir - Chalo beth jao
Voh dono bhi beth jaata hai aur fir voh vah sa chala jaata hai
NEXT DAY
Subha ke 10 baje hai aur Tahir ji abhi tak so raha hai aur voh bhi takya( pillow) ko hug karke aur fir vah par himanshi ji aati hai aur Tahir ke haath se takiye kheech kar Tahir ka kaan kheechti hai
Himanshi ji - Tahir uth Jaa
Tahir uth kar beth jaata hai aur fir himanshi ji bolti hai
Himanshi ji - Aur kya kar rahe tha tu takiye ke saath
Tahir - Kya yarr mumma parshan mat karo please
Himanshi ji - Kya parashan mat karo kya hua
Tahir - Kuch nahi
Himanshi ji - Acha ab tu apni mamma ko bhi nahi baataga
Himanshi ji - Koi baat nahi
Tahir - Yaar mamma ap ais akyu bol raha ho
Himanshi ji - Acha ton chal baata kya baat hai
Tahir - Phele ap beth ton jao
Himanshi ji bed par beth jaati hai aur Tahir apni mamma ki god mein sar rakh kar let jaata hai aur apni akhan band karta hai
Aur yn ka chehra yaad karte hai aur uska chehra par ek choti si smile aa jaati hai
Tahir - Mamma ek ladki hai mujhe na voh bohot pasand hai mamma
(Author - Matlab mein guyiez your author)
(Tahir - Baby tum kuch jyada hi nahi bol rahi )
(Author - Ton Tahir ap ton hum sa pyaar karta hai na)
(Tahir - Haan 'hugging')
(Author - Oh I love you baby)
(Tahir - I love you too baby)
Readers be like
Chal kya Raha yah
Author - Sorry guyiez romance chal raha tha humare
Author - So let's start
Readers - Thank you
Author - It's ok
Himanshi ji - Acha ton Mera beta ko acha hmmm
Himanshi ji - Ton kya naam hai Mera hona wali bahu ka
Tahir - Mamma yn hai uska naam
Himanshi ji - Acha yn ton uski koi photo hai Tera pass
Tahir apna sar haa mein hilate hai aur apna phone mein yn ki photo dekhta hai
Himanshi ji - Arey voh meri Bahu ton bohot hi jyada Sundar
Tahir - Kya yaar mamma Nazar mat Lago
Himanshi ji - Acha theek hai chal ab jaldi se uth ja aur jaldi sa tyaar ho kar niche aa jaa
Himanshi ji - Aur haa jyada time mat lag Anna Tera papa wait kar raha hai Tera
Tahir - Haan mamma aa raha hu
Fir himanshi ji vah sa chali jaati hai aur Tahir bed par let jaata hai
Tahir - I love you yn
Tahir - Chal beta Tahir jaldi tyaar ho Jaa yn sa bhi ton milna jaana hai
Fir tahir jaldi sa uth kar washroom mein chala jaata hai
So that's it for today 💜
I hope you all like it 💜
YOU ARE READING
Ishq ❤️
FanfictionThair is a flirty type of boy and he just like to flirty with girls and staring at girls and he was didn't interested in girls yn is so innocent sweet girl and she didn't dare to staring at any boy what will happen if Thair fall for yn what will h...