7. Roka!!!

666 121 8
                                    

Pratha: Rishab.....😳!!

Rishab Gujral: an Army officer. 2, year ago, he and his family came to Pratha's house to see her. Then they took time for thinking about decision. After that Rishab had to on a mission. He likes Pratha. Pratha also like him as a human being. But she doesn't want to get married so early. But her parents want.

Prity raises her eyebrows and winks at her with mischievous smile. Pratha glares at her. PM saw her.

PM: Aree.... Prity. Agayi Tu beta. Andar aa. Dekh Rishab aur uske parents Aaye hai.

Pratha goes inside.

Rishab: hi Pratha

Pratha smiles at him.

Pratha: Hi. Namaste Uncle aunty

Rishab mom (RM)

Rishab dad (RD)

RM/RD: namaste beta

RD: Kaisi ho beta?

Pratha: Ji, achchi hu.

RM: betho na beta.

Pratha sits beside her Dadi.

RM: Mr and Mrs Sharma. Aapko toh pata hi hai hum Kyu Aaye hai. Uss Baar hum final decision Lena chahte hai. Rishab bhi 1 Saal se abroad mei tha. Pratha ko bhi Walt Mila hai 1 Saal tak. Abhi I think Hume late nehi Karna chahiye. Agar aap logo ki sehmati hai toh hum jald se jald Pratha Rishab ki Shaadi karwana chahte hai.

PM, PD, Pratha's Dadi and Prity everyone becomes happy except Pratha. She leaves from there.

PM: Sharma gayi Hogi

Others smile

PD: Hume koi aitraj nehi hai. Rishab itna achcha ladka hai. Mujhe pata hai Meri beti ko bohot Khush rakhega. Hum ready hai? Kyu maa?

Dadi: belkul, Meri pari ki khusi hi mere Liye jyada jaruri hai.

Rishab: Uncle, phir bhi Pratha se ek Baar Baat kar lijiye

PM: beta, woh aur Kya kahegi. Hum saabko najar aata hai woh Tumhe Pasand karti hai.

RD: toh, baat yehi baan gayi. Aapko koi problem na ho toh hum parso hi Pratha Rishab ka roka Karna chahte hai. Jyada Kuch nehi, bas hum gharwale honge.

PD: par itni jaldi....

PM: Haa, aur tayariya bhi hai. Kaise Hoga

RM: uski tension maat lijiye. Sare tayariya hum kar lenge Saath mei.

PD: thik hai, toh aaplogo parso Yaha ajayiye.

Rd: ji, thank you.

PM: Aree.... Aaplog toh Kuch le hi nehi Rahe hai. Please Thoda snacks lijiye.

RM: Mrs Sharma, itna tension maat lijiye. Aab toh hum samdhi hai. Khana peena ana Jana Laga hi rahega. Kyu Prity beta

Prity: belkul sehi kaha aapne aunty.

Parents and Dadi are gossiping. Rishab is looking around. Prity notices that. She goes near him.

Prity: jija ji...... Aap jisse dhund rahe hai na. Woh aapne room mei hai. Aso chaho toh Mai aapko waha Leke jaa sakti hu

Rishab smiles blushingly.

Prity: but Meri ek Condition hai.

Rishab: Jo aap kahe saali saheba. Kya chahiye?

Prity: aap meri do ko bohot Khush rakhna. Unhe kabhi takleef maat Dena. Meri di bohot bholu hai. Unhe sambhalna hai aapko

Rishab: it's a promise.

Prity: thanks jiju
.
.
.
In Oberoi mansion. In Veer's room, Tanya is talking on phone

Tanya: listen, Tumhe Jo but chahiye Mai dungi. Just keep your mouth shut. Agar Veer ko Kuch bhi batane ki kosis ki na toh mujhse bura koi nehi Hoga. Veer ko Kuch pata nehi chalna chahiye

"Mujhe Kya pata nehi chalna chahiye Tanya " someone comes from behind

Tanya: Veer!!!

She immediately cuts the call. Veer comes near her.

Tanya: woh veer..... Woh actually..

She's stammering

Tanya: Veer woh it's a surprise

Veer: surprise!!!

Tanya: surprise for you. Toh now I can't tell you. And don't force me

Veer: okay but Tum kisse baat karrahi thi

Tanya: woh Mai.....

Meanwhile Aahan and Ishan enters there running.

Aahan/Ishan: chachu.....

Veer: champs

He immediately lifts up Ishan in his arms

Veer: how are you my champs?

Aahan/Ishan: best like you chachu

3 of them smile. They start doing their fun. Tanya is looking at them

Tanya in mind: ufff..... First time yeh do bachche mere room mei Aane se mujhe khusi horahi hai. Chalo Kuch kaam toh Aaye.

She leaves the room.
.
.
.
Other side in Pratha's room. Pratha is sitting on bed. Someone knocks the door.

Pratha: come in

Rishab comes inside. Seeing him Pratha becomes unprepared.

Rishab: I'm sorry if I have disturbed you.

Pratha: nehi nehi, ajayiye na Rishab ji. Please bethiye

He enters and sits beside her.

Pratha: aapko koi kaam tha?

Rishab: Pratha, parso Humari roka hai.

Pratha: I know

Rishab: are you happy?

She looks at him

Rishab: Pratha, listen. Don't be forced. Agar Tumhe manjoor nehi toh yeh shadi hum nehi karenge. Tumhe koi aitraj hai?

Pratha is looking at him with widened eyes.

That's it. Hopefully you all like this part. Please do vote and comments. Thank you 😊

TejRan: Anjan Hai Hum Dono Where stories live. Discover now