Vicky in JPT

149 18 3
                                    

2 weeks later
Vicky is currently in Lucknow for a case.

JPT
Suresh and Shalini are on leave for some days so only Karishma, Rajvir and Aditya are present in the thana. Karishma is working in her cabin. Vicky comes to the thana.

Vicky: Excuse me humhe yaha ki SHO se milna hai.

Aditya: Ji woh yahi hai.

Rajveer: Hum leke chalte hai aapko chaliye.

Rajveer and Vicky goes to Karishma's cabin. Karishma sees Vicky but isn't able to recognise him because of his fake beard, still she feels him familiar.

Karishma: Tomar ji e kon hai?

Rajveer: Maddam yeh aadmi aapse milna chahta hai.

Karishma: Ji kahiye ka hua? Kahe milna hai aapko humse?

Vicky: Woh maddam ka hai na sundar mahilaon se milne keliye kaaran nahi bas iccha honi chahiye. Ek baat kahoon maddam aap na bohot hi sundar hai, aapse sundar shayad hi koi mahila hogi.

Karishma clenches her fist hearing this.

Rajveer: O bhaisaab aap aise humari maddam se baat nahi karsakte samjhe. Maddam ke saath flirt karna bandh kardo woh shaadi shuda hai.

Vicky: Woh shaadi shuda hai ya nahi usse humko koi matlab nahi. Hum aapke SHO se bohot pyaar karte hai aur woh bhi humse karti hai. Humari Karishma keliye hum kuch leke aaye hai.

Karishma: Ama tumhari maiya ki sasu maiya, tumhari toh....

Karishma gets up and was about to hit him but stops as she sees what he bought for her. It was the chocolate pastry that she was craving and asked Shrishti to get for her to the thana. She stares at Vicky with full concentration.
Karishma takes the pastry and keeps it on the table after which she turns to Vicky and slaps him. Due to the slap his fake beard comes out. Karishma immediately jumps on him and hugs him wrapping her legs around him and resting her head on his shoulder.

 Karishma immediately jumps on him and hugs him wrapping her legs around him and resting her head on his shoulder

Йой! Нажаль, це зображення не відповідає нашим правилам. Щоб продовжити публікацію, будь ласка, видаліть його або завантажте інше.

Like this 👆🏻

Karishma(cutely): Vickyyyyyyy.

Vicky: Bolo.

Karishma(dramatically): Humne na tumko kitna miss kiya par tumko toh humari koi parwah hi nahi hai. Pure ek hafte tumne humse baat nahi ki. I hate you Vicky.

Vicky: Accha phir kahe humpe bandariya ki tarah chad gayi tum.

Karishma: Woh flow flow mein hogaya. Ek minute par tum konsa acche ho, ka topagiri kar rahe te tum yaha? Agar hum tumko pehchante nahi toh maar maarke aspataal mein hote ab tak.

Vicky: Pehchane ke baad bhi tumne maara humko, woh bhi itne zor ka kantaap. Ouchh.

Karishma: Sorry sorry Vicky hum chid gaye te. Par galti bhi toh tumhari thi kahe kiya aisa? Woh toh humne tumko pehchan liya isiliye bas ek hi kantaap maara. Aisa hosakta hai ki koi sasura humko I love you bole aur woh sahi salamat ho.

Vicky: Ha e baat bhi hai.

Rajveer: Maddam yeh hi aapke pati hai kya?

Karishma: Nahi nahi Tomar ji e humara judwa bada bhai hai Vikrant Singh. Humare pati toh Amar Vidrohi hai.

Rajvir: Alambagh thane ke SHO Amar sir woh hai aapke pati.

Karishma: Ji.

Karishma slaps him again on his other cheek.

Vicky: Oucch ab phirse kahe maara?

Karishma: Tumhari iss topagiri ke kaaran. College mein bhi aisi cheezein karte te aur ab bhi jisse logon ko lagta tha ki tum humare boyfriend ho. Isliye toh tum single te itne saalon tak. Humko dekho humare kitne boyfriends te college mein ek do teen ja total das boyfriends te humare college mein par tumhari ek bhi girlfriend nahi kyunki tumko toh bas humare saare boyfriends ko maarne mein hi samay vyathit karna tha isliye toh saari ladkiya yeh samajhti thi ki tum boyfriend ho humare woh bhi possesive wale.

Vicky: Bas bas mateshwari galti humari hi hai joh humne tumse panga liya. Aur ha humne tumhare saare boyfriends ko thodi na dhoya hai, ek ko choda tha na humne. Yaad nahi Kairav Goenka ko woh bhi isliye kahe ki woh humare professor bhale hi temporary ho par te na.

Rajvir: Maddam aap apne college professor ko bhi patati thi?

Karishma: Bhakk topa aadmi e baat kahe kahi tumne Tomar ji ke saamne.

Rajvir: Koi baat nahi maddam sharminda mat hoyiye. Hum jaate hai apna kaam karne.

Vicky: Tara chalo tumhari pastry khaalo, Sonu keh rahi thi ki tumko iski craving horahi hai.

Karishma: Arey ha.

Karishma takes it and starts eating it as she was very hungry. Soon she finishes the pastry.

Vicky: Tara dawaiyon ka time hogaya hai chalo humare saamne hi lelo.

Karishma(irritated): Ha ha lerahe hai.

She takes the medicines while making faces making Vicky chuckle internally.

Karishma: Waise tum Lucknow mein kahe?

Vicky: Woh hum ek case ke silsile mein aaye te?

Karishma: Case ka hai?

Vicky: Pata nahi bas itna pata hai ki kisi private hospital ke patient ka case hai, patient ek human trafficking business ki rescue hai. Baaki ke details humko baadmein milenge.

Karishma: Ok.

They hear some noise outside so both go out.

Karishma: Ka hua Tomar ji Sharma ji aap dono aise chilla kahe rahe ho?

Aditya: Maddam dekhiye yeh aadmi kaise aaya hai thane mein.

Kavi's eyes fall on that man and they see that he is not wearing his pant, he is standing only in his shirt and coat.

Karishma: Ama tumhari maiya ki ganga maiya, himmat kaise hua bey tumhara humare thane mein aisa nirvastra aane ka?

Man: Kya maddam pehna toh hai.

Vicky sees that Karishma is looking at that man so he immediately covers her eyes.

Karishma: Ka kar rahe ho Vicky.

Vicky: Ama o topa aadmi ka hai yeh sab, sharam nahi aati aise ghumte hue? Arey kamse kam auraton ke saamne toh kapde pehenke aao.

Man: Arey par maine sab kuch toh pehna hai na.

Vicky: Ama o pant heen praani, pant kaha hai tumhari? Aise mogli banke ghumte ho sharam nahi aati.

Man: Arey par humne pehna toh hai, yeh dekhiye.

That man lifts his shirt up and shows the shorts he's wearing inside.

Vicky(relieved): Chalo pehna hai toh theek hai.

Vicky removes his hands out from Karishma's eyes.

Vicky: Ka babu dhang ki pant nahi pehen sakte joh aise tarzaan banke aaye ho. Dekho humari masoom si behen hai yaha, socha hai uspe kya asar hoga tumko aisa dekhar ? Umar hi kitni hai humari behen ki keval paanch varsh ki hai humari Tara.

Karishma looks at Vicky in disbelief hearing this.

Karishma: Wahh beta matlab tumhari vivahit behen joh garbhvati hai woh tumko masoom lagti hai. Ka kare hum iss gadhe ka? Hai bholenath ek hi vinti hai aapse humare lalla ko na chahe jiske bhi tarah banana ho bana sakte ho bas iss topa Vicky ki tarah mat banana. Ek Vicky ko hi hum mushkil se jhel rahe hai, do do Vicky hum sambhal nahi payenge. (In mind)

Later the man's case gets solved and he goes home.

Promo: Accident.

Chapter completed.
Hope you'll like it.
Do vote and comment.

Amrishma Where stories live. Discover now