part 10 rishi's prapose tanuja

16 2 8
                                    

Tanuja phone dhund rahi thi and usse table par phone mil jata hai and wo room se bahar aati hai suddenly Rishi ko waha dekh kar dar jati hai and
Uska balance bigad jata hai isse pehle wo girti rishi uski waist ko pakad usse apni taraf pull karta hai and dono ke face ek dusre ke kafi close hote hai
And tanuja shocked thi yeh sab dekh kar
But rishi usse aaise dekh kar smile kar raha tha..

Tanuja bhi usse smile karte hue dekhti hai

Tanuja in mind : yeh muskura kyu Raha hai...😕

Tanuja : hello..hello..Rishi.....👋🏻

Rishi come his sense

Rishi : a...haa..😅

Tanuja : tum mujhe chodoge please....😐

Rishi : kyu....aa..Mera matlab ki...kyu nhi...😅

And wo uski waist se apna haath hatata hai and tanuja waha se chali jati hai and Rishi usse jate hue dekhta hai

Rishi : buddhu rishi...agar aaise hi usse chodd
ta raha toh pakdega kab...tu bhi na..😒🤦🏻

And wo bhi waha se aa jata hai

Vrinda to tanuja  : toh koi aa raha hai tumhe pick karne ke liye kal subha....

Tanuja : ahana..aane wali hai..mujhe lene ke liye....

Vrinda : ahana..?

Tanuja : aa...meri choti behen...wo kal aane wali hai mujhe yaha se lene ke liye...☺️

Vrinda : aacha....☺

And vrinda chali jati hai and undono ki batein rishi sun leta hai and tanuja bhi waha se chali jati hai

Rishi in mind : iska matlab yeh kal chali jayegi...toh mai isse kaha du dunga....or agar ye yaha se chali gayi toh mai isse na mil paunga or nhi kabhi yeh bata paunga ki...tch..kya karu😟

Rishi chup chap wahi par khada ho jata hai and Vivek usse upset dekhta hai and uske pass aata hai

Vivek  : kya hua...

Rishi : kuch nhi....

Vivek : oye...

Rishi : wo kal jaa rahi hai yr...aab kya karu...

Vivek : hmmmm..toh yeh mamla hai...toh tu ek kaam kyu nhi karta tu usse abhi prapose kar de...

Rishi : tera dimag toh thikana par haina.. matlab itni jaldi...agar usse aacha nhi laga toh..

Vivek : arey...dekh prapose kar de...agar Maan gayi toh theek...or agar mana kar diya..toh... kamse kam pata toh chalega ki uske dil mai kya hai tere liye.....😊

Rishi : haa..wo toh hai..par..

Vivek : arey mere bhai..ek baar koshish karke toh dekh...Kay pata maan jaye....☺️

Rishi sochne lagta hai

After sometime
Rishi : theek hai...dekhta hu..kya hota hai....

And rishi waha se chala jata hai

After vidai sabhi diya se gale milte hai and diya Vivek ke sath car Mai beith jati hai and Vivek rishi ki taraf dekta hai and Rishi bhi and Vivek usse thumbs-up karta hai and wo chale jate hai and Rishi tanuja ki taraf dekhta hai

Vrinda : tanuja..andar aaja...🗣️

And tanuja andar chali jati hai and Rishi bhi andar aa jata hai or tanuja apne room mai chali jati hai and vrinda rishi ko bhi uska room dikhati hai

After sometime

Tanuja tarace par chali jati hai Chand ko dekhne ke liye 🌝
And Chand ko dekhne lagti hai tabhi Rishi bhi waha aata hai and tanuja ko dekhta hai

Rishi in mind : batau yaa nhi...tch..bata deta hu Jo hoga dekha jayega...🙂

Rishi : tanuja..

Tanuja uski taraf turn hoti hai

Tanuja : haa...

Rishi : aamm..wo mujhe tumhe kuch batana hai...

Tanuja : haa...batao...🙂

Rishi in mind : kaise bolu...😬

And rishi uske pass jata hai and tanuja bhi uski taraf dekhti hai

Rishi : aa...wo..mujhe..tumhe..batana tha ki..Mai...

Tanuja :  kya batana hai..jaldi batao...🙂

Rishi : aa..wo..Mai...Mai...t..tumse..p..pyar karta hu..i.i..i love you..tanuja...

Tanuja was shocked 😳

Rishi : mai sach mai tumse bhout pyar karta hu...pata nhi kabse par..jab tumse pehli baar Mila tha tabse...tumse pyar ho gaya hai.. mujhe nhi pata ki tum mujhse pyar karti ho yaa nhi...par...Mai karta hu... bhout pyar karta hu...and mai tumhe force nhi karunga..ki tum bhi mujhse yeh kaho.. tumhari marzi ki tum mere praposal ko accept karogi yaa nhi...🙂

Tanuja abhi bhi chup thi and shocked thi 😳

Rishi : kuch toh bolo...dekho mujhe pata hai..maine thodi jaldi kar di...par mere pass or koi option nhi tha... kyunki tum kal chali jaogi tab shayad hi hum mil paye isliye maine socha ki abhi bata du...

Tanuja waha se Jane lagti hai but rishi hold her hand or usse rok deta hai

Tanuja : mera haath chodo.....

Rishi : mere question ka answer toh do...ki tum kya chahti ho...😐

Tanuja uski taraf dekhti hai

Tanuja : tum mera haath chodo....😐

Rishi : chod dunga par..kamse kam bata to do...
Tum mujhse pyar karti ho yaa nhi.. tumhara pata nhi aor Mai pyar karta hu...

Tanuja : mai nhi karti....mujhe nhi hai pyar tumse..bass bata diya maine aab Mera haath chodo...😐

Rishi :  o....o.. okay....🙂(💔)

And wo tanuja ka haath chod deta hai and tanuja waha se jaldi chali jati hai






love Connection 💕Where stories live. Discover now