part 12

10 1 8
                                    

Rishi : soch lo...abhi bhi time hai lift le lo..😌

But tanuja usse ignore kar deti hai and apni watch mai time dekhti hai

Tanuja in mind : yeh ahana abhi tak ayi kyu nhi...pata nhi yeh ladki kaha par hai or kya kar rahi hai...🤨

Pan to ahana

Ahana car ke bahar khadi Thi and ek ladke ka collar pakad rakha tha

Ahana : oye..tu andha hai kya..itni badi gadi nhi dikhi tujhe ek toh gadi thok di...or upar se...sorry bolne ki jagh tu mujhe moti keh raha hai...

Boy : mera collar chod moti...warna bata Raha hu.. police ko bula lunga..

Ahana : tujhe jisko bulana haina bula le...Mai bhi dekhti hu..kon tujhe mere hatho chudwata hai...😡

Pan to tanshi

Rishi : arey yr...aab kab tak khada rahogi...beith jao...Mai tumhe tumhare Ghar chod dunga...

Tanuja kuch sochne lagti hai and beith jati hai and Rishi smile karta hai and car start karta hai

But tanuja usse zyada baat nhi karti and Rishi car chalate chalate usse hi dekhe Jaa raha tha...

Tanuja : car ki taraf dhyan do...😒

Rishi : aa..haa...😅

And rishi drive karne par focus karne lagta hai suddenly he play music 🎵

(Tera hua song)

Tere karib aa raha hu......🎶
Khud se mai dur Jaa raha hu.....

And tanuja Rishi ki taraf dekhti hai and Rishi also and tanuja window ki taraf face kar leti hai and Rishi tanuja ki taraf dekhne lagta hai..

Yeh bewajah toh nhi hai....🎶
Tu jo mila.....

Dheere dheere se..Tera hua...hole hole se
Tera hua......rafta rafta Tera hua...

And rishi aage ki taraf dekhne lagta hai and car ki window open karta hai jiski wajah se tanuja tanuja ka dupatta uske face par aa jata hai and tanuja ka dhyan uspar nhi jata but rishi lost in her dupatta...😍

Tere bin mai hu...be nishaan....
Dheere dheere se tera hua....🎶
Hole hole se..Tera hua....

And rishi tanuja ke dupatte ko apne haath Mai leta hai and tanuja ki taraf dekhta hai and smile karne lagta hai and car drive karta hai

Rishi in mind : tum jitni koshish kar lo...Mai tumhe aaise toh khone nhi dunga...tum humesha meri hi rahogi...chahe kuch bhi ho jaye...☺️❤️

Rafta rafta Tera hua....
Tere bin mai hu be nishaan......
>3........🎶

Samjho Zara samjho ishara....
Tera hu mai..sara ka sara....❤️

Jaise mujhe tumse hua hai...yeh pyar na
Hoga dubara....🎶

And rishi bahar ki taraf dekhne lagta hai and tanuja ka dupatta abhi bhi uske haath mai tha and tanuja uski taraf dekhti hai and apna dupatta uske haath mai dekhti hai and dekhti hai ki Rishi uske dupatta ko pakad kar smile karta hua car drive kar raha tha...

Tanuja in mind : pata nhi kyu...maine iss itna kuch kaha par....fir bhi yeh muskura Raha hai..pata nhi..isse mere bolne se kuch fark padta bhi yaan nhi...Maine uske sath rudely baat ki..fir bhi yeh mere sath sweetly baat kar raha hai...😟

And tanuja bhi rishi ko hi dekhne lagti hai

Dil Mai Teri Jo jagah hai ...
Uski koi toh wajah hai....

Yeh bewajah toh nhi hai....
Tu jo mila.....

Dheere dheere se....Tera hua...
Hole hole se tera hua...
Rafta rafta Tera hua.....

Tere bin Mai hu be nishaan......❤️

After sometime

Tanuja ka Ghar aa jata hai and tanuja apni sense Mai aati hai and bahar ki taraf dekhne lagti hai

Rishi : toh yeh Ghar hai tumhara...

Tanuja : hmm... thanks for lift..🙂

Rishi : iski koi zarurat nhi hai...☺️

And tanuja apna saman bahar nikalti hai and and gahr ke andar jati hai and Rishi usse andar jate hue dekhta hai and smile karte hue chala jata hai

love Connection 💕Where stories live. Discover now