THE END

17 3 2
                                    

Anika- how tragic that must be. Cheee.... That bastard..

Jai- aur phir umar bhar durga akeli rahi.

Rajjo- haan.

Anika- par aapko inki kahaani kaise pata.

Rajjo- mere chacha bataya karte the. Ab toh na wo rahe aur na hi durga.

Jai- thanks aunty. We really think this is of great help.

Jai and anika take her leave.

His phone rings.

Jai- its roy.

Anika- haan tumhe batana bhul gayi thi. He had called up. Bata raha tha boss puch raha that tere bare mein.

Jai- bullshit.

Anika- iss baar kya kiya tumne?

Jai- ek min.

Jai attends the call and comes back.

Anika glares at him.

Jai- what?

She looks at him questioningly.

Jai- wo maine boss ko bola ki agar ye story hume cover karne de toh unka 4 days 5 nights ka program fix.

anika- tumhari kisi model ke saath kyun?

Jai- hmmmm. Kya karta yaar maan hi nahi raha tha toh bas hawa ka rukh badal diya.

TEZ KHABAR office

Jai- so what should we call this show as? "durga"?

Anika- no, ekaki...

Jai- matlab?

Anika- lonely.

Jai- suno rajjo ko bulaya hain maine show ki shoot dekhne.

Anika- aunty se seedha rajjo? Not bad.

Jai- who hain bhi utni cool.

The shoot gets over.

Rajjo- ani, this is for you.

She gifts ani a jewellery set.

Jai- mere liye?

Rajjo- this is for you..

It's a traditional ring.

Anika- but yeh sab?

Rajjo- award samajh lo. Mujhe ye kahaani toh kaise bhi logo tak pahuchani thi you both were the medium.

Jai reads the name on the box- durga jewels, Kolkata.

Rajjo nods.

Anika- toh yeh?

Rajjo- haan, reh gya bolna. Factory thi na raja ki? Kuch saal baad uska durga jewels ho gaya. Unki future generations ka income.

Anika- yeh bhi aapko chacha ne bataya?

Rajjo- yeh to maine khud dekha hain.

Jai- toh aap?

Rajjo- raja ki sabse choti beti.

Jai and anika remain stunned.

The show goes on air.

Anika hosts it.

"women empowerment kehte hain aj ke zamaane ki bala hain, lekin kaun yeh jaane yeh toh sadiyon se chali aa rahi hain. Main anika le chalti hoon aapko aise hi safar par jo shuru hua 1924 mein. Iss zamaane ki toh bas azaadi ki baatein hoti rahi, angrezon ki kahaniyan banti gayi, par aisa kya hua parde ke peecche jaane mere yaani anika ke saath.

The story continues...

V.O.

Aaye ho akele iss duniya mein, jaoge tum akele, kaabil banao khud ko itna ki tanhaayi se lad paoge, ekakipan ko durr kar paoge. Log toh bas jariya hain mann ko rijhane ka, akelapan toh khud hi mita sakoge.

Roy- kamala ka response mila hain ekaki ko and the credit goes to you ani.

Anika- mujhe nahi. You should thank jai for this. Par vo hain kaha?

She receives a text from jai.

" apne padosi ke ghar aao."

Anika- idiot.

Roy- jao he must be waiting.

Evening jai's residence

Anika knocks the door only to find it open. The hall is lit with candles.

Anika- jai.

Suddenly someone grabs her from behind. She screams.

Jai- its me.

Anika- yeh sab kya hai?

Jai kneels down in front of her with a ring in his hand.

Jai- will you marry me?

Anika- yes I will.

Jai- itni jaldi maan gayi?

Anika- you have lighted so many candles idiot. Sab kuch band hain, m sweating like hell. Please jaldi pehnao and get it over.

Jai- badi selfish ho.

Anika- durga kaisi lagi? Mujhe laga nahi that um iss story ko cover karoge.

Jai- hmmm, actually main bhaagne wala tha waha se but I felt something similar with durga.

Anika- as in?

Jai- ummmm dekho na main bhi akela toh hoon, ma pa the but both were so budsy in their individual lives. Even durga was alone throughout her life. Nobody to share what she felt.

Anika, holding his hand- par tumhare paas me hoon.

Jai- I guess that's the only difference.

*THE END*

EKAKIWhere stories live. Discover now