Chapter 15

333 14 0
                                    


In Karachi

Khan without waiting sat on the sofa " dekha mera bara nahi hain tou mein aap kai behan ka liya khud apna proposal la kar aaiya hoon, kahan hain woh " he asked

" woh yahan nahi hai, woh kahan hai yeh bhi hum ko pata nahi hain " Zubiya Bhabi said and made face

" woh Neelam valley ka hospital mein kam karti hain " he said , Bhabi blink her eyes " hospital walo na tou bola tha ka woh yahan per hain " he said and stands

" woh iss ghar ko hamesha ka liya chor kar chali gai hai " she give a wicket smile and said

Zubiya Bhai walked in Khan introduce himself

" mein aap kai behan ko pasad karta hoon , aur mein uss se shadi " he couldn't complete his sentence as Zubiya brother raised his hand " mein zubiya ka rishta aap se nahi kar sakta " he said

"mein aap ko Neelum valley mein zameen doon ga, aur aik apna hotel aap kai behan ka naam kar doon ga " he said proudly

" meri behan koi cheez nahi hai , jaise kai aap qeemat laga raha hain " he shouted " woh jaise ko pasand kara gai mein uss se uss kai shadi karo ga" he said

" aap kai behen Dr Asfandyar Usman ko pasand karti hai, uss na tou uss ka liya goli bhi khali " he grins his teeth and said

" kya bola " Zubiya brother held his collar and asked Khan guards walk forward but he stopped them " mein Dr Zubiya ko nahi maar raha tha woh tou uss Dr Asfandyar ko bachna ka liya beech mein aa gai thi , hospital mein bhi nahi hain woh pata nahi kahan Dr Asfandyar na iss ko chupa kar rakha hain "he frees himself and said " Get out of my home , aur meri behan kai taraf dekhna bhi nahi mein tum ko maar doon ga " he warns him

In Neelum Valley

Asfand had a hectic day , it was lunch time he grab his keys " pata nahi kyun i feel there is something wrong " he after informing Dr Haroon he left for home

He everyone was having lunch , he find Zubiya missing , Gaiti noticed him worried and searching for her

" Asfi zara meri baat suna " she left Saim and walked to kitchen

"kya huwa bhabi " he asked her

" pata nahi subah se Zubiya na apna aap ko room mein lock kiya huwa hai , i called her several time but she said i am having headache i want to rest, tum check karlo" she pat his shoulder

He knocked at the door "Zubiya thek ho" he called her

"dekho na Asfi lunch bhi nahi kiya iss na" Gaiti said worriedly Asfand quickly finds the master key " Bhabi please ammi papa ko yahan aana na da " he said will unlocking it she nodded and walked out closing the door of library behind her , he open the door it was all dark in room , he saw her sitting on the floor wrapping her arms around her knee , she was resting her head on her knee

" Zubiya " he sat next to her " kya huwa hai why you have locked yourself in room like that tries to see her face

" mein na aap ka hospital se resign kardiya hai" she passed him a piece of paper

" what are you saying ? and why? he opens the curtains

"na khula na " she tries to stop him

"Kya halat kiya hai tum na apna " he noticed her eyes was all swollen up " huwa kya hai " he raised her chin and asked her

"Kuch nahi " she moved away his hand

" Zubiya jaldi bolo , don't test my patience " he this time forcefully turn her towards him " meri taraf dekho" he huskily asked

" please aap muhje ko bus stop per drop karda mein yahan se hamesha hamesha ka liya jana chahati hoon " she said in a low voice he could feel her lips tremble while saying it

" tum muhje se naarza ho " he asked this time she look in his eye

" nahi mein aap se naaraz nahi ho sakti " she bites her lips to control her tears but a droplet roll down her eyes

" huwa kya hai , kaise na kuch bola " he asked her she shakes her head

" mein achi larki nahi hoon , aap aur aap ka ghar wala mera bara mein kuch nahi janta hain , aap ko agar meri haqeeet pata chala gai tou aap bhi sub kai tarah muhje se nafart karna laga ga , mein aap kai aankhoon mein apna liya nafar nahi dekhe sakti " she hides her face in her knees and bitterly wipes , he warps his arm around her and pull her in a hug

" mein tum se itna pyar karta hoon ka mein tum se kabhi nafrat kar nahi sakta " he kissed on her head

" i am not getting what is bothering so much "he whispered she this time clench his shirt in her fist

" please jana da mujhe ko " she whispered

"never " he whispered " dekho i am getting late for hospital , mein tum se aa kar araam se baat karta hoon , you can share with me everything" he lean and find her resting her head on his chest " tum mera wait karo aur yeh rona band karo " he again kissed her head

" aap mera past ka bara mein kuch nahi janta hain " she whispered

"Zubiya i too have a past , every one has it , koi parsa nahi hai yahan per " he caress her back and said " mein jao " he take permission from her indirectly he wanted her to leave him , he saw her id card on floor" Oh God Zubiya you are crying because of this " he picked it up and waved in front of her eyes she blink her big eyes " sach mein pagal hoon tum , i saved you , i dropped you at your home and you think i will not trust you "he started laughing " tum se bar kar pagal koi nahi ho ga " he knocked on her forehead , she was looking adorable cute in his Tshirt

" aap ko pata tha " she asked him

" madam aik insan kai zindagi mein kitna aise incident hota hain ? when i read your CV i felt there was something familiar , and when you walked in the room on the interview day my all doubts were cleared " he smiled " ab tou aap ko kahin nahi jana na waise uss din bhi tum na mujhe ko kuch aise he pakra tha " he naughtily asked her she left his shirt and shakes hers head " you are crying since morning because of this ?" he asked her she nodded " tum sach mein pagal ho " he shakes his head and stands

" aap na yeh aaj tak apna paas kyun rakha hai " she asked him he offer her his hand to get up she held his hand

" to remind myself that in life I have done something that was worthy "he pull her up she bump into him "you know i never come at this hour home , today i had feeling something is wrong " he smiled as he find her staring at him " Gaiti bhabi ko handle karlo me leaving, and keep this back from where you have taken it out, it is precious for me " he placed the card on her hand and said

" lunch" she said as he turns he turns and kissed her cheek

" hogaya " he walked out from back side of home , she in shock stand still

to be continue

Yakeen ka SafarWhere stories live. Discover now