Part 9

646 83 64
                                    

Evening

Abhay with his mother was at Rikara's home..
Jhanvi and Abhay's mother were talking with each other.
And abhay was sitting with om.

Gauri came with tea for them.

Abhay : bhabi ap pehly kabi ayen ni Mumbai ?

Gauri : Nahi.. !

Abhay : to om bhaiya ap kabi ghumany hi ly jayen Bhabi ko

Om : haan na zaroor .. Banaty hain kch plan,,
________

Few days later

Sunday

Om was sitting in the small lawn in front of their home and was reading news paper.

Gauri brought coffee for him
And om smiled at her.
She smiled back.

Gauri : cheeni lana to hum bhool hi gaye..!
Abi laty hain

Om nodded and gauri ran inside.
Om's eyes fell at the ground where  pompom of her bangles were fallen. He bent and picked that up..!

Gauri came and he at once put that in pocket.

Om : Yaheen baith jao Thori dair,, mery pas.

Gauri nodded shyly and was going to sit on chair beside him when she saw motor bike coming towards them.
It was abhay,, and there was a girl sitting behind him.

He stopped bike and came to them.

Abhay : kysy Hain Om bhai ?

Om : mai fit.. Tm batao ,

Abhay : mai b thk hoon.. Hello bhabi

Gauri : hello !

Abhay : Yeh Bhavya hai,, meri dost,,
Kch arsa pehly hi dosti hue hai..
aur bhavya yeh om bhai hain.. Bataya tha na tumhy

Bhavya was watching RiKara curiously.

Om : hello bhavya !

Bhavya : hello..
(Shaking hand with gauri) hey.. Bhavya

Gauri : hello.. Hum Gauri..Ap ce mil k khusi hue

Were these the same Omkara and gauri about whom ajay was talking about ?! She thought.
But he told gauri was a cheater but this girl seemed so innocent.

Abhay : hum ghumny jaa rhy thy ,, yahan ce guzar rhy thy to socha ap logo ce b puch lain.

Bhavya (in mind) : yeh Acha Bahana Hai Jan'ny kaa ! Chalo abhay,, tm ce dosti kisi kaam to ai

(To om and gauri) haan Please, chaliye naa ! Bht maza aaye ga

Gauri : hum..

Bhavya : haan  naa chaliye !
Vaisy b agar mai ek larky k sath hue aur meri maasi tk khabar pohanchi to mera bahar ana jana band ho jayega !
Lekin agr ap log b sath hue to kahoon Gi apny shadi shuda doston k sath thi, ek group mai.. To problem nai ho gi..
Please maan jaiye naa

Om : okay ! Thk hai..
Gauri ?!

gauri nodded.

Gauri : hum maa ji to bta kr aye.

Om : bike ki chabi lyti ana..

Gauri : ji..,,

________

On the way,,

Om was driving not really fast but gauri was holding his shirt very tightly.

Om : comfortable ho ?

Gauri : thora.. Thora aista Chalaiye !
Dar lgta hai humy..

Om : yakeen kro nahi girny doon Ga tumhy !

Gauri smiled a little.

_________

At a worth visiting point in Mumbai.

Girls were walking while talking with each other and men walking behind them a little away.

Bhavya : kitna arsa ho gya shadi ko ?

Gauri : 2 mahiny ce kch upr hua hai !

Bhavya : ooh ! love marriage thi ya arrange ?

Gauri : arrange ,,!
Ap k ghr mai kon kon hai

Bhavya : bs meri maasi,, unhi k pas rehti hoon.. Aur tmhary sath?

Gauri : yahan to hum dono aur inki maa ji hain..
Aur humary Bhaiya bhabi aur unka beta, vo bareilly  mai hoty hain

Bhavya : ooh.. To bareilly ce ho!

Gauri : Ap kabi vahan gae hain ?!

Bhavya : abi tk itfaq nai hua

Gauri : kabi jaroor aiye ga..!

Bhavya : hmmm! (Smiling)
Gauri ?

Gauri : ji ?

Bhavya : tmhary parents ?  Nai hain kia ? I mean tm ny bataya nai naa,,

Gauri : oo.. Hum choty hi thy to unki accident mai maut ho gai thi,

Bhavya : Mery parents k sath b yehi hua tha !
Pta hai gauri,, yeh duniya naa bht zalim hai..
Maa baap k ilava koi apna nai hota

Gauri (almost in tears) : sahi kaha ap ny ..!

Bhavya : aur mumbai jaisy shehar mai.. Larki k lye to aur b mushkil hai,
Tmhary sath to phr b tmhara bhai tha na,, mery sath koi nai tha

Gauri : sayd ap thk keh rhi hain ,, pr jin ki gandi najar hoti hai naa Oo to hr ek ko khilona smjhty hain,, e sb nai dekhty

Bhavya : hmmm !
Tm phr b Qismat vali ho , tmhary pas ek parivaar to hai,  tmhari shadi ho gai hai,, pati b acha hai
Hr ek ki kismat mai nai hota

Gauri : ap.. Ap ki maasi ka ravaiya ap k sath saahi nai hai kaa ?

Bhavya : arey Choro naa.. Kahan ce kahan nikal gye.! enjoy krny aye hain chalo  enjoy kren

Gauri smiled a little and nodded.

.
.

Om : yar yeh Vakia hi inki pehli mulaqat hai ?

Abhay : mery khayal ce to pehli hi hai

Om : itni baten hum ny shyd kitni mulaqatoon mai b nai ki hon Gi.. Jitni inho ny abi hi kr leen !

and they shared a laugh.
________

Thank you ♥

Tu.. Muhabbat HaiWhere stories live. Discover now