Manik operation theater main hota hai jab nandani manvi ko goud main liye aati hai aur.
Nandani _ maa papa manik thik hai na.
Nyu _ rote hue nahi hai thik woh woh kabhi gadi tej nahi chalta phir aaj kyu osne itni rush driving ki samgh nahi aa raha mughe beta woh itna laparwahi se gadi nahi chalta hai tumse koi baat hui thi kya oski.
Nandani ye sun kar shoked reh jati hai aur.
Nandani _ han maa mairi oske sath baat hui thi issliye woh gusse main waha se chala gaya tha par mughe nahi pata tha ki woh driving karta hua accident karwa bethe ga.
Mr malhotra _ kis baat par beta.
Nandani _ woh chhoti si baat ke liye sorry bol raha tha tab maine kaha jab itna bada pap kiya to sorry nahi bola aaj itni si baat ke liye sorry bol rahe ho kyu kya woh sab tumhari najro msin sahi tha aur iske baad woh waha se chala gaya tha.
Mr malhotra _ nandani beta plese tum manik ke samne mat aana plese woh mafi kyu nahi mangi raha hum bhi heran hai par iss bat ke liye hum apne bete ko khatam nahi kar sakte hai Hamare sirf ek hi beta hai nandani teen char nahi bahut ignore kiya hai ose baht naraj rahe hai Osse aaj bhi maf nahi kar paye os oski galti ke liye par oss ke liye hum ose hamesha ke liye kho de nahi beta ye nahi ho sakta hai bangalore wale Dr se baat hui thi mairi aur maine ose sari baat batayi thi to osne mugh se mafi mangi thi.
Nandani _kis baat ke liye sorry.
Mr malhotra _ oske assistant ne mazak main trepel dose ki medisen di thi manik ko jiski wajha se woh itna violent hua tha agar normal dose woh leta to woh itna violent kabhi nahi hota tumhare sath Dr ne oss assistant ko job se nikal diya hai aur tums mafi mang raha tha ki oski wajha se ye sab hua tumhare sath kyunki agar normal dose one and half bhi leta to woh itna harsh nahi hota jitna hua tha issliye beta ab aage se manik ke samne mat aana plese it's a request Hume os zinda dekhna hai murda nahi nandani ke samne hath jod dete hai aur nandani shoked si sab sun ti rehti hai aur tab hi Dr bahar aate hai.
Mr malhotra _ Dr kaisa hai maira beta thik to hai na woh.
Dr _ sorry Mr malhotra aapka beta bahut bedly injured hua hai pata nahi kiski dua thi ke woh bach gaya hai par six month ke liye woh bed se oth nahi payega oski back bone injured hui hai os proper bed rest par rehna hoga woh khada nahi ho sakta hai bed se six month ke liye hath bhi fracture hai oska head par bhi stich hai oske issliye aap ko onki baht carefully dekh bhal karni hogi nahi woh kabhi apne pairo par khade nahi ho payenge so be carefull aur Dr waha se chala jata hai aur Mr malhotra shoked se pas rakhi chair par lifeless se beth jate hai aur nyu jaldi se oske pass jati hai aur.
Nyu _manik ke papa sambhale apne aapko aap aise himmat hare nge to manik ko koun sambhale ga.
Mr malhotra _ kaha se laao himmat manik ki maa jab bap ka jawab beta zinda lash ban kar bed par leta ho to sar pakd kar rone lagte hai aur nandani dhere dhere mirror ke dosri tarf dekhti hai Jahan manik Patti yon main lipta hota hai be jaan sa leta hota hai ose aisa dekh kar nandani restless hone lagti hai aur gate khol kar ander jane lagti hai aur.
Mr malhotra _nandani plese ab aur nahi tum maire bete se dor rahogi oske pass to kya oske samne bhi nahi jaogi it's request to you plese manvi ko lekar ghar jaao bachchi ka yahan jyada rehna acha nahi hai tum jao ghar hum hai Hamare bete ke pass plese jaao nandani thoda gussa hokar bolte hai aur nandani first time Mr malhotra ko itne gusse main dekh thoda norvouse hoti hai aur aankho main aanson liye waha se chali jati hai aur.
Nyu _ye kya tha aap nandani ke sath aisa bihave kaise kar sakte hai.
Mr malhotra _ kyunki mughe maire bete ki zindagi chahiye mout nahi. Aur oth kar waha se Chale jate hai aur dosri tarf rote hue ghar main enter karti hai.aur samne jo kuchh dekhti hai woh ose heran kar jati hai.

ESTÁS LEYENDO
Sweet 16 mairi jaan (Complite)
Fanfictionit's a different kind of story of Manan nandani 16 years old and manik 26 years when destiny meat them and one day destiny playing game and they got marid what will happen when manik intimate her and innocent girl don't know about sex life so it's m...