angry nandani shoked manik.

5.1K 390 36
                                        

Mr malhotra _ han han jaao bahar hi shift hokar batao mughe kiss Dar dikha rahe ho nandani kahi nahi jayegi na tumhe divorse degi woh samghe tum.
Manik _ to rakhe na apni so cold bahu ko apne pass mughe kuchh nahi lena dena Osse bag otha kar waha se nikal jata hai aur nandani shoked si khadi reh jati hai manik ki bate sunkar aur oske jane ke baad bachcho ki tarha couch par beth kar rone lagti hai aur Mr malhotra nyu oske rone se pareshan ho jate hai aur dadi oske pass aakar beth jati hai aur.
Dadi _ are kyu royi mairi beti han aise hi gusse main bol diya osne kahi nahi jayega tughe aur manvi ko chhod kar ke.
Nandani _ sobing karte hue manik ne aisa bola hi kyu ki woh divorse le lega aur nahi diya to shift ho jayega yahan se maine kitni mushkil se khud ko phir se iss rishte ko ek moqa diya hai aur woh jara sa bhi nahi souch raha hai iske bare main monster kahin ka khados kahin ka itna lamba hogaya hai par aqal jara bhi nahi hai bap ban gaya par khud aaj bhi bachcha bana hua hai manvi ko lekar apne room main chali jati hai aur Mr malhotra aur nyu pareshan se wahi beth jate hai sar pakd kar.
Nyu _ zindagi main jab se dono ki shadi hui hai hal chal machi rehti hai
Kabhi ye naraj kabhi woh naraj hai kabhi ye divorse le raha hai kabhi woh divorse le raha hai raj kya hoga Hamare ghar ke dono presents ban gayi hai par dono ka bachpana aaj tak nahi jaa raha hai.
Mr malhotra _ nandani ka you chalo man leta hon itni badi nahi hai par manik ko meture hai ose iss tarha se bihave karne ki kya jaror at thi.
Nyu _ tumhe to hamesha maire bete main hi kami najar aati hai kam to hamari ladli bahu bhi nahi hai.aur bete ki zindagi ko heran pareshan karke rakh diya hai osne woh aaj bhi 16 ka hi samghti hai khud ko badi to woh bhi nahi hui hai aaj tak.
Dadi _ ab tum dono bhi fight karna start kardo aur mughe kisi forest main chhod kar aajao take aaram se zindagi gujar sako main ki relif hi nahi hai life main.
Gusse main waha se chali jati hai aur raj nyu ek dosre ko dekh kar reh jati hai.

At night.

Dinner karke chup chap apne rom main jakar so jata hai  na manvi se baat karta hai  na kisi aur se nandani hurt fill karti hai aur aankho main aanso liye apne room main chali jati hai.

Nandani room

Nandani _ dekha manvi tumhare papa kitne jyada hard hogaye hai tumse bhi baat nahi ki kaise ajnabi ajnabi se hogaye hai kya karo main ki woh pehle jaise ho jaye tu janti hai na tere papa ke bina msin nahi Ji sakti hon main Jan basti hai on me mairi kaise jaane do onko khud se dor kabhi nahi bahut roli bahut jyada sar par chhad gaye hai tumhare papa kal batati hon onhe nandani kya chij hai.
Tab hi navya ka call aata hai aur nandani rone lagti hai aur
Navya _ nandani jaano kya hua kya manik ka dimag ab bhi sahi nahi hua kya.
Nandani _nahi woh bahar jane ki baat kar rahe hai di main kaise jane do onhe khud se dor manvi se dor achanak onhe hua kya hai.
Navya pov ye hi to samgh nahi aa raha phone par sari baat sunne ke baad manik ka ye reaction samgh nahi aa raha mughe to pov
end

Navya _ achha Rona band kar gudiya hum kal aate hsi waha baat karenge manik se ok.
Nandani _ ok di.

Aur bahar khade Mr malhotra helpless se nandani ko rota hua dekhte hai par kuchh bol nahi paate hai aur waha se chup chap chale jate hai.

Next morning.
Manik subha subha hi ghar se nikal jata hai aur evening main jab ghar aata hai apne rom main jakar fresh hota hai.aur niche aata hai aur.

Manik _main aaj rat ko UK ke liye nikal raha hon papa.
Dadi _ ye kya bachpana hai manik band karo ab kya laga rakha hai ye jaa raha hon jaa RAHI hon.

Nandani chup chap sunti rehti hai aur phir volcano blast hota hai aur manik ki halat kharab ho jati hai.

Nandani _ jaakar dikhao Mr malhotra tum bahar himmat hai to tumhari aur mairi jaan ek na kardi to kehna abhi abhi bed rest se othe ho phir se bed par jana hsi to tumhe rest ke liye to bahar qadam nikal kar dikhao manvi ki kasam pori zindagi bhar soucho ge maine aisa kyu kiya manik ki aankho main aankhe dal kar bolti hai aur manik shoked sa nandani ka ye roop dekhta hai aur hall main khade sabhi member apni smile ko hide karne main busy hote hai.
Mr malhotra _ nyu kya bahu mili hai Hume just time bomb tumhare bete ko hila kar rakh diya hai osne dekho kaise shoked khada hai bechara bahar shift hoga jaa beta hokar dikha shift bahar agar Teri unique wife tughe jane de to I just love my bachcha kya change hui hai ek rat main.
Nyu _ just shut up raj bete ki zindagi mazak ban kar reh gayi aur aapko mazak sujh raha hai disgusting .
Raj _ woh bhi osne khud hi banayi hai kya jarorat thi bekar ki bakwas karne ki nandani ke samne . divorse lega nahi degi to yahan se bahar shift ho jayega. Sab khud souch liya nandani ki marji pochhi osne ek baar bhi. Ab bhugto mughe to bada maza aa raha hai dono ki fight dekhne main. Dekhna hsi koun jite ga koun hareega ab.

Manik _ ye kya tarika hai nandani baat karne ka.
Nandani _ aapko normal language samgh nahi aati hai Mr malhotra issliye aise bolna pada mughe kya karo main maira pati aqal se paidal jo hai.
manik _ nandani gusse main bolta hai.
Nandani _ mughe sunayi deta hai aawaj dhere karke bole tej aawaj main bolna bhi aata hai mughe bhi.

Dadu _ nandani beta chup ho jao tum to

Nandani _ kyu chup ho jao main dadi ye jodil main aa raha hai kiye jaa rahe hai kyu divorse ka fesla khud leliya UK ke jane ka fesla bhi khud kar liya kyu reasion nahi batya mughe ek bhi kyu kya main koi pupit ho jo inke finger par nachongi pehle wajha bataye mughe phir jaaye yahan se Jahan jana hai maine nahi rokne wali inhe khud divorse de dongi in ko it's my promice manvi ko lekar khud yahan se chali jaongi but pehle batao mughe ye fesla manik ne kyu liya hai .

Main bata ta hon manik ne ye fesla kyu liya hai

Sab gate ki tarf turn karte hai Jahan cabir aur navya khade hote hai

Sweet 16 mairi jaan (Complite)Where stories live. Discover now