Part 9

390 27 11
                                    

Part 9

Raman’s POV:

Yeh toh wahi Ishita hai whom I had meet in the art gallery. She is the only girl I was thinking about. Aaj tak kabhi bhi kise bhi ladki ke baare mai maine itna nahi socha tha jitna maine Ishita ke baare mai socha tha. Us din mai uske sath aur time spend karna chata tha aur pata nahi kyu but woh feeling bahut accha laga tha muze. Jab bhabhi ne muze woh radhakrishna ke painting dikhaye and bola Ishita ne gift kiya hai I was 100% sure woh yahi Ishita hoge and I wanted to meet her but it didnt happen. Bhabhi ne infact kaha bhi tha tabhi agar thoda jaldi aata toh I would have meet her and muze confirm bhi hojata yeh wahi Ishita hai but to my bad luck aise nahi hua. Ab muze use jaane ka chance mila hai lets see if she is really upto my expectations. I really want her to be at my expectations and muze woh bilkul mere types ke hai but Brain alerts him: “Arey Arey ruk Raman beta itne kis baat ke ghai hai tuze?? ruk jara first meet pe usne chaar acche baate ka kar liye tu toh use apna jeevan sathi banae ke aapne dekh raha hai!! Tuze use baate karne hai uske views jana hai so wait!!”

Ishita’s POV:

Aiyyooo yeh toh wahi Raman hai whom I had meet and maine unko salesperson assume kiya tha!!! Ohhh shitt I hope he do not remember about that incident. Mai kaise baat karne wale hu unse how embarrassing yaar!!

They both comes out of their thoughts when Simmi asks all to settle down for tea. Everyone settles down near pool.

Param (decides to speak up): Bala teen mahino pehle socha he nahi tha agle mulakaat aise hoge apne. But accha lag raha hai.

Bala: Bikul sahi kaha tune Param kabhi socha he nahi tha. All thanks to Vandita and Simmi agar yeh dono ek dusrse nahi milte toh hum shayad kabhi nahi mil paate.

Simmi: Hehehe kuch bhi Jiju. Waise amma aap itne shaant kyu hai?? Aap thik ho na?? Aapko kuch aur chaye kya??

Iyers knew why madhavi was silent but Madhavi speaks up: Aise nahi hai kanna its just travelling se thoda tired hu but ab tum sabse mile hu dekhna hojaunge normal.

Mr Iyer decides to come to the topic as Iyers wanted to know about Raman. Madhavi signals him to speak.

Mr.Iyer: So Raman what are your views about marriage?? Mai isley puch raha hu because tuze abhi yeh contract mila hai and hum sab bahut kush hai is baat se...toh age kya karne ka iradaa hai tumhara? Any more career plans??

(Listening to this Ishita becomes attentive as she wanted to know his plans what are his expectations and thinking)

Raman: Appa actually jab se muze sab samajne laga hai aur jaise jaise mai bada hota gaya maine bhai aur papa ko dekha hai and they are always whom I idolize so mai unke jaise bana chahta hu. Bas yahi dream and focus hai mera. Abhi jo contract mila hai this is the first step towards my dreams abhi aur bahut age jana hai aur sabse bada dream hai to maintain this contented smile on their faces ise bada focus toh aur kuch nahi hai.

Iyers were getting impressed the way  Raman was expressing his thoughts and how much he loves his family.

Where as Bhallas were proud of their upbringing. Mr.Bhalla had tears in his eyes to listen this.

Madhavi was still not satisfied with this and most of all how will their daughter will be treated in this family so she decided to speak up.

Mrs.Iyer: After Mrs.Bhalla ke guzar jane ke baad aap sabne kaise sambhala apne aapko? Mai jaante hu ke bahut difficult hota hai..kya aap...

Before any one could speak Raman took the charge as this is very sensative topic for all Bhallas as Toshi was most loved by all.

Raman: Amma to be very honest hum sab maa ko bahut jada miss karte hai Maa ke jagah koi nahi le sakta kyunki maa nahi hoti toh hum nahi hote aur humara yeh parivar nahi hota. Aaj hum jo kuch bhi hai woh sirf unke wajse hai. Aur aapko pata hai maa ke guzar jane ke baad hum sab bikhar gaye the life mai kuch motive he nahi raha tha aisa laga tha ke sab khatam hu aur tab bhabhi ne maa ki jimedari utha le hum sabko sambhala ghar ko sambhala agar aaj hum sab ek hai toh maa ke waje se aur unke jane ke baad use kayam bhabhi ne rakha. Unhone ne kabhi bhi maa kami ka ehsaas nahi dilaya. Woh sirf is ghar ke bahu nahi hai woh is ghar ke support system hai!! Woh mere sirf bhabhi nahi Maa hai woh mere. She has made so many sacrifices for us.

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Apr 30, 2018 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

Arrange Marraige~Bonding of Two souls~Where stories live. Discover now