on air to paris

736 61 5
                                    

Hey guys I am back with a new chapter. sorry for not updating yesterday. as I was busy in other stuffs. there is a double update today. thanks for ur vote and comments. silent readers plz respond by ur votes and comments. happy reading. love you all my truthful readers. ok no more bak bak, lets peep into the story.

NEXT DAY

MORNING

anika's outfit

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

anika's outfit.

A- Gm everyone.

Ar- Gm princess.

K- packing hogayi.

A- yup bhabhi. I will leave after having breakfast.

Ar- shivaay aa raha haina tume pic karne

A- haa but mujhe OM mein kuch kaam iss liye mai kabir [driver] ko leke jaa rahi hoon . wo mujhe OM mein drop karke wapas ayega.

manorama- hello hii bye bye arnav tume tho pasandh nahi hota jab honey kaha jaa thi but tum ab utavla horahi ho usse shivaay ke saat bhejne ke liye.

Ar- mujhe chinta hota tha iss liye darta tha usse bhejne ke liye. but uske saat shivaay haina. iss liye mujhe koi dar nahi hai.

Manorama- shivaay pe itne barosa kyu.

Ar- kyonki shivaay he jotha jisne princess ki dyaan rakha and bakkhi zindagi rakega. and aaj tak mujhe lagta tha ki iss duniya mein princess ko mujhse zyaada aur koi pyaar nahi kar sakta. but I was wrong. iss 2 months mein pata chala ki shivaay se zyaada pyaar aur care iss duniya mein anika koi nahi kar sakta hai. you know jab shivaay ne mujhe phone kar ke saara such bataya I was so angry at him . but baad mein  mujhe uski voice mein guilty aur princess ke liye pyaar dekha I thought to give him a chance. and iss 2 months mein I got to know shivaay is the best for anika and anika ko shivaay se accha ladka kabhi aur kahi nahi mil sakta. they are made for each other. and mujhe shivaay se poora barosa hai ki wo meri behan ka bahut accha kyaal rakega

anika felt surprised and also happy for that.

anika had her breakfast. and left to OM.

G- bhojai aap yaha .

anirivyada had a hug . later aniomruhi had the hug. anika took elders blessings. meanwhile shivaay came there.

S- tuu yaha kya kar rahe hai.

A- kyu, apne ghar mein aane ke liye bhi mujhe aap ki permission chahiye kya.

S- mera matlab wo nahi hai. maine kaha tha ki mai tume pic karunga. but tum yaha agayi iss liye poocha hoon.

A- Haa wo ek kaam tha yaha iss liye aagayi. kabir ne mujhe drop karke chal gaya.

O- kaounsi kaam bhabhi.

She gives some papers to gauri.

G- yeh ka hai bhojai.

A- khol ke dekhlo.

meri dhadkan (Completed)Where stories live. Discover now