aniav talk

673 63 15
                                    

Hey guys I am back with a new chappy. Thanks for your votes and comments. Silent readers please respond by voting or commenting. Ok no more bak bak lets peep into the story.

Imagine this bgm for anika.


CONTINUE:

Anika is standing in balcony and watching the moon. Meanwhile arnav came there and absorbed tears in her eyes.

Ar- kya hua Princess tum ro rahe ho
A- nahi bhaiyaa *wiping the tears* khushike aasu hai.
Ar- per kyu
A- ek tho wakth tha jab mujhe lagta tha ki mujhse zyaada bad kismat kisi ka nahi ho saktha. But ab mujhe lagta hai ki mai bahut lucky hoon ki mujhe itna pyaar karne parivaar mila hai.

Meanwhile shivaay entered to give her a box which she forgot in the car. But aniav doesn't absorb that.

A- aap ko pata hai yeh NKK jo hai bachpan se meri zindagi mein bahut badi raita phailaya hai. But mujhe iss cheez ke dukh thi ki mujhe parivaar nahi hai. Mujhe yeh surname ki tag jo hai usse na tab koi matlab tha aur naa ab hai aur na kabhi rahega. Mai ASR bankar bhi anika se he khush hoon.

A- aap ko pata hai bhaiyaa mujhe na pyaar ka matlab bhi nahi pata hai. Mai family ke baremein sirf logon se suna tha. Pehli baar maine tab dekha jab dadi ne prinku ke liye dikhayi. Jab maine waha kaam karti thi na unn sabh ke beech jo bonding dekhe mai hamesha sochti thi kash mera bhi aise family hota. Mujhe bhi shivaay jaise ek bhai hota jo baat apni family ki ayegi tho kuch bhi karle kaas kar apne behan aur bhaiyon ke liye. Pata hai mujhe dadi kabhi ehsaas nahi hone diya ki mai waha kaam karti thi. Shaadi ke baad tho mai bul gayi thi ki mai anadh hoon. Itna pyaar mila mujhe. Omru mujhe devar kam bhai zyaada hai.
Dadi bade papa badi maa papa pinky maa sabh bahut acche bahut pyaare hai.
Aur ab shivaay ke baremein kya batao wo tho imperfectly perfect hai

Shivaay smiles.
Ar- haa
A- weird lag raha haina par wo hai he aise. Bahar se stone singh oberoi hai but andhar se sweet singh oberoi. Thoda nahi bahut gusse wale hai lekin wo bhi tab jab baat apne parivaar ki aati hai. Warna wo insaafi ke liye kuch bhi karte hai. Pata hai wo agar kisi ko dil se apna liya na uss ke liye kuch bhi kar sakthe hai apna jaan ki parvaa yaa duniya mein kisi cheez ka parva nahi hota. Shayad mujhe unn ki usse baat se pyaar hogaya. Pata hai mujhe unn se tab pyaar hua jab actually mujhe unse nafrat karni chahiye. Jab wo stone singh
Oberoi the tabhi mujhe pyaar hogaya
Ab jab wo sweet singh oberoi  bangaye pata nahi mujhe kya hoga unn se.
Wo tho such mein shivaay hai
Ar- wo tho shivaay he hai
A- meri matlab jaise shivji ne sahar kake duniya ko amrut prasad kiya. Yeh jo mera shivaay haina wo saare dukh sehke apna parivaar ko sirf khushiyaa dethe hai.
Wo bahut aacha pota bahut acha beta bahut acha bhai bahut acha dosth bahut acha pati bahut accha insaan hai. Chahe bahar se wo kaisa bhi ho andhar se saaf aur acche hai. Bahut rare piece hai wo
And I feel happy and proud ki wo rare piece sirf mera hai.
Ar- tumari baaton se mujge lag raha hai ki shaadi ke baad na tum mujhe bul he dhoge.
A- bhaiyaa

She hugs arnav.

A- mai aap ki princess hoon aur hamesha rahungi samjhi. Aur mai apna bhai
ko kabhi nahi bul sakti. Aap ko pata haina aap mere liye kya hai. Iss liye don't ever tell that. Aaj keh diya but dubara kabhi math karna. Warna mai aap se baat nahi karungi.
Ar- accha baba sorry. Galati hogayi.
A- accha hua the great Arnav Singh Raizada ko galati ka ehsaas hogaya.
Ar- pagli.

Meanwhile khushi enters.

K- arre shivaay aap yahi hai abhi tak.

She saw aniav.

K- accha aap iss liye chup hai. Yeh dono kabhi shuru hojate hai. Pata nahi arnav ji bidaai ke time mein kya karenge.

Aniav observed khushi and shivaay. So they broke the hug.

A- arre aap kabh aye
Ar- wo bhi iss time pe
S- wo tum yeh earrings bul gayi iss liye dene aayi
A- oh
K- per tum dono ka drama dhek liya hoga. Iss liye aise he khade rahe the.
A- bhabhi aap he apna LORD GOVERNER ko samjao. Yeh keh raha hai ki mai unne bul jaoungi.
K- Arnav ji. Aap ko such mein aisa lagta hai.
Ar- arre galati se keh diya. Ab dono lecture dena bandh karo.
A- waise bhabhi ab tho aap ko apna lord governer ko akela handle karna padega. Waise bhaiyaa I need a promise from you
Ar- kaounsa
A- pehle promise karo
Ar- ARNAV SINGH RAIZADA  bina information proceed nahi hota. Aur bina kuch jaane promise nahi karta
A- so attitude.
Ar- 😕
A- accha tho aap ko promise karna hai ki aap apna gussa control karenge. Aur bhabhi pe tho bilkul nahi dikhayenge apna gussa
K- rehne dho honey. Wo inn se kabhi nahi hoga. 7 saal se dekh rahi hoon.
A- waise mere paas ek idea hai. Agar bhaiyaa gussa karenge na tho aap unpe paani fek dho.
K- ek baar galti se fekne ke liye he poora ghar ko sar pe uta liya. Fir fekungi na tho
A- chill bhabhi agar kuch kia tho mujhe bus ek call laga dho. Why fear when anika is here.
Ar- 😓
A- ab aap phirse shuru honge na tho mai abhi chali jaathi. Chaliye SHIV
Ar- arre nahi.
A- haa pata hai aap jab emotional hote hai bilkul alien ki tarah lagte. Mr. ASR and SSO ko emotional and senti words bilkul suit nahi hote. Samjhi.
Ar- ok baba.
S- accha ab mai chaltha hoon. Already its too late.

Anika hugged shivaay and kissed his cheek.
He was shocked and also blushed. As she kissed him in front of her bhaiyaa and bhabhi.

Ar- princess behave hum yahi pe hai

She broke the hug.

A- mai koi anjaan ko hug and kiss nahi kia. Apna hone wala pati ko kia. And mujhe total rights hai. Ok.

Being embarrassed.
Shivaay though to leave .

S- accha bye jaan
A- bye SHIV
K- Hum bhi hai yaha pe
S- bye aaru. Bye khushi
Ar- bye.
K- bye

He left.

A- accha mujhe neend aa rahi hai. Mai jaa rahi hoon sone. Good night
K- haa neend tho mujhe bhi aa rahi hai. Good night
Ar- good night.

Anika left

K- ab aap bhi chaliye.

They too left.

Everyone one bid bye to the day and drowned into the sleep.

Precap: shivika's engagement.

So thats it for today guys.
How is the chapter?
Drop your comments on it. Please don't forget to vote.


meri dhadkan (Completed)Where stories live. Discover now