dar

44 3 0
                                    

Zindagi me phaeli dafa mjje kisi ne mara who bhi shayan ne janwaro ki tarha mera jism dard se tarap raha tha sukhar he hamarai parosi me se

.
.
Kisi ne ammi ko boulwaliya me boht dar gai thi mjhe hospital me laijanai ke bajai ammi clinic legai  thi
Takkai koi police wagera ka masla na ho
Mjhe nem bhihoshi ki halat me merai sar me 2 tankai ae thai sedhai hath ki haddi toot gai thi aur jism se khun jaga jaga se nikal raha pura jism sojh gaya tha

.
.
.
Mjhe yakeen nhi araha tha itni takleef ke bad bhi me zinda kese hun

.
.
.Mene ammi se kuch nhi kaha ammi boht pareshan thi kyn ki me 2 din tk behosh thi me ammi ke ghar me hi thi

.
.
.
.
Mene shayaan ko nhi dekha me itnai dard me thi itnai dard me allah ka shukar tha mene shayaan ko nhi dekha bs isi bat ka sukoon raha tha
.
.
.
.
lekn shayyan ke zehan me kiya he ye bs wohi jantai thai
Aur me  in sab shazishoun se anjan sirf is bat or kush thi kai me apnai ammi abu ke pass hn☺

Jo mjhse boht pyar krtai hai abu mere liyai rozana phal  doodh khareed kr latai thai mjhe pata tha
Mere abu boht gareeb hain who pura din puri raat kam krkai mere liyai  ye sab latai hain☹
.
.
.
.Me ne abu ko boht mana kiya lekn abu nhi,mantai tha abu ne kbhi mjhe name se nhi abu ko jb bhi mjh pr pyar ata mjhe ammi  kehke bulaitai thai abbu mjhe kehtai thai ke abu ki ammi ka  intaqal boht jaldi hogaya tha abu ke koi bhai behn bhi nhi thai
.

.
.
.
Abu kehtai thai me bilkul dadi jesi dikhti hn jab  abbu ne dekha ke mjhe shayaan ne kesai mara he abbu ne usi waqt faisla kr liya ke ab me nhi jaungi shayaan ke sath

.
.
.
abbu mjhse mafi mangrahe thai  us din se abbu mjhe ammi hi boltai thai abu mjhse boht pyar krtai thai

abbu ki ankho ki

Sharmandagi mjhse bardasht hi nhi hoti thi me abu ko hazar dafa kechuki thi ke mjhse mafi nhi manga karai

Mene abu ko boht dafa tanhai me rotai hoi bhi dekh tha  me abu ko sharminda hotai hoi nhi dekhsakti is me abu ki koi galti bhi nhi thi ye sab mere naseeb me tha me karun to bhi kis sai shika karti
Naseeb ka likha koi nhi badalsakta
😭😭😭😭

Ammi bhi boht ro rahi thi
ammi ko boht shiddat se is bat ka ahsas hogaya tha ke

ammi ne sirf khubsorti aur  paisa dekha shayaan ka

Aur kisi bhi pouch tach ke bageer hi meri shadi krwadi

Ammi ne  logo ki bato me akr mera naseeb kharab kiya

mjhse mera bachpan cheen liya  mere pholo jese  jism ko laholuhan krdiyan

mere masomiyat ka qatal krdiya

Mere masoom zehn me aik haiwan ka dar bhait gaya jo bazahir to shezada he lekn jo kubhsurat shezadai ki soraat me 1 khofnak janwar
Jis ka dil nhi pthar

😭😭😭😭

ammi bhi mjhse boht

Mafi mangrahi thi

Mjhe ammi ke ghar ae 1 mahina hogaya tha us waqt tk shayaan ne akr mjhe dekha bhi nhi me shukoon se ammi ke ghar me tb shayaan ke pas nhi jana chati thi
Me us waqt zehni tor par bhi bemaar hogai thi
Rat ko neend ne cheekh kr uth jana ghanto ghanto rona har ahat pr drjana ke

Kahin shayaan mjhe lainai to nhi agay

In dino ammi abu aur aur mere bhai ne mera boht khayal rakha me ahista ahista sahi horahi thi

Is bat se anjaan abhi boht lambi zindagi katni ne aur is duniya me har qadam me azmaish he har insaan ko boht dukh uthana insaan ko is duniya me jenai keliyai boht kuch krna

Apni khuwahishat ka qatal krna he 

Zarori nhi hamesha apka acha waqt hi chal raha hota
Acha waqt hasil krnai keliyai apko aik boht sabr krna hota he takleef dukh gam in sab cheezon se guzr kr hi insan ko acha waqt naseeb
Insaan ko sabr ka 1 lamba ghoont peena hota he apni khushioun keliyai

Kynki sabr ka ajar allah zaroor deta he .😢😢😢😢

Sabr aur shukr aisai asnai he jo
Kamiyabiyou ka dhai insan ke
Qadmo me lakr rakh detai hain❤🥀🌹❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤

To be continuted...........🦋

sabrWhere stories live. Discover now