pareshan💔

19 2 2
                                    

2 monts later :
Hina ki walda: hina tm maria (hina aur shayn ki parosi)
ke ghar chalejao usnai tmhe bulaya he beta .unho ne kuch sochtai hoi bola
.
.
.

Hinnq:kyn ammi unho nai aj mjhe kesai bula liya .
Mere aur unki to bat chet bhi nhi he.
Ammi :pata nhi beta abhi usnai call ki thi ke tm ajou us ke ghar .
.
.

Hina :ammi mera dil nhi he mjhe bahar janai se darlgata he.
.
.
.
.
Ammi : beta chalejao tmhara bhi dil lagjai ga .who thora pareshan lag rahi thi hina ke inqar se.
.
.
.
Hina:ammi me bhai ya abu ke sath jaungi.
.
.
.
.
Ammi:nhi hina bhai subha se bahar gai he ghar pr nhi he aur tmharai abu bhi nhi he ghar me .
Shayad dair se ae tm chalaijao akailai
(Who thora dar gai thi)
.
.
.
.
.
.
HINA:ammi mjhe dar lagta he shayan ka ghar bhi to samnai hi he
agar unho ne mjhe daikh liya to unhai wese bhi mera kisi se bat krna nhi pasand

chahe who koi larki hi
Kyn na ho
.
.
.
Ammi :chalaijao beta (unho ne bezar laihjai me bola)

kb tk ghar me qaed raho gi thora bahar niklo

acha lagega aur shayan bhi kuch nhi kahai ga
Aur ab shayan itna bhi bura nhi he kbhi kbhi mard ko gussa ata he

who mardeta apni bivi ko kbhi kbhi
.
.
Hina ki ammi achanak gussai me agai
.(unho ne foran khud ko control kiya )
choro in batao
Jaldi niklo kitna dair karo gi acha aik kam karo me tmhai

hamarai parosi furqan sahab ke rishaw tk chor ati hn akelai bhi kesai jaogi
.
.
.
Hina :acha ammi ap gussa na karai me jarahi hn
.
.
.yeh keh kr hina 1 lambi chadar aour kr apni ammi ke stah ghar se nikal gai .
.
.

Hina ne dekha ghar ke bahar he furqan sahab phailai hi mojood thai

Hina thora heran hoi lekn usnai kuch bola nhi

.
.
.
Who apni ammi ko achanak gussai me dekh kr pareshan hogai thi
.
.
.
.
.
.
Hina ki ammi ne usai riksaw me bhitaya aur

furqan sahab ko rasta samjha kr paisai de diyai.
.
.
.
Aur who nikal gai maria ke ghar keliyai
.
.
.
Hina ki ammi ne usai door jatai hoi dekha
.
.
.
Aur unho ne me socha kya mene sahi kiya? (Unho ne dil me socha han mene bikul sahi kiya) .
.
.
.
Hina :me pareshan thi ke aj tk to ammi ne esa nhi kiya mjhe ijazat nhi thi ke me kbhi ghar se akailai .

To be continuted❤❤❤
Plz vote ,comment and share ❤

sabrΌπου ζουν οι ιστορίες. Ανακάλυψε τώρα