Shot 1❤

3.6K 150 58
                                    

Do press ⭐ to vote for my story
........................................................
This starts from the day after monisha was exposed.
Preeta, Karan, kritika, sameer and srishti were sitting in a room. They were discussing about the past happenings.

Srishti : Jab se uss chudail se peecha choota hai.. Tab se kitna sukoon mil raha hai
Karan: Sahi kaha.. Warna woh chudail ghar aake roz sar par naachti thi

Everyone laughed....Suddenly Rakhi entered,

Rakhi: Kya baatein chal rahi hain?
Preeta: Arre... Rakhi aunty aap.. Hum toh Monisha ke baare mein baat kar rahe the.
Rakhi: Woh jangli billi sach mein iss ghar ke liye ek bura saaya thi.. Uska naam hi nahi
lena chahiye iss ghar mein.

They were all chit-chatting when Rishab entered.

Rishab: Mom
Rakhi: Arre Rishab tu itni jaldi aa gaya... Kya hua?
Rishab : Mom woh mere buisness partners hai na unhone hum sabko lunch par bulaaya hai.. Hume 3 ghante baad nikalna hai.
Rakhi: Chal theek hai.. Ready hojayenge hum sab.
Rishab: Srishti.. Preeta ji aap dono bhi chaliye na?
Rakhi: Haan puttar.. Tu bhi chal le.
Preeta and Srishti : Nahi aaj nahi.

They both looked at each other and laughed.

Preeta: Rakhi aunty.. Hame aaj bahaar jana hai.. Phir kabhi.
Srishti : Haan..bohot zaruri kaam hai.
Rakhi: Theek hai phir..par sirf iss baar.. Agli baar nahi
Preeta and Srishti: Ji

They chatted for some time and then preeta and srishti left for their home. They got ready and went somewhere.

On the other hand,
Luthras too got ready and were leaving for the lunch.
They arrived at the Sharma mansion.

Rishab : Mom, yeh hai hamare partners Khannas ka ghar.
Mahesh: Ghar toh bohot achha hai.. Chal andar chalte hain.
Rishab: Chaliye.

They went inside but there was no one in the hall. There was a servant working there.
Rishab: Excuse me... Rahul kahaan hai
Voice: Aap kaun?

There was a beautiful lady walking down the stairs. It was revealed to be Nupur Sharma.

Rishab: Actually hum khannas ke buisness partners hain.. Unhone invite kiya tha! Aap kaun?
Nupur: Luthras Right?
Rishab: ji
Nupur: Mujhe bataya tha Rahul ne..mein uski wife hoon.. Nupur.. Namaste!!
Rishab:Namaste.

She greeted all of them and asked them to sit.

Nupur: Woh actually na humari do bachpan ki dost aayi hai..ham 24 saal se dost hain toh baaki saaton upar hain.
Karan: Saaton kaun?
Rishab: 3 buisness partners hain Rahul, Aditya and Ranbir
Nupur: Aur unki biwiyaan yaani main, Zoya, aur ek aur dost jo saath mein rehti hai.. Kritika..aur humari do dost jo aaj aayi hain.
Rishab: Agar aap log abhi busy hai toh we can postpone this lunch.
Nupur: No please.. Infact hame achha laga..

Everyone smiled. Nupur was about to call others when a girl came down the stairs. All were shocked seeing her. It was revealed to be Preeta😳😳. She looked annoyed. 😵.She didn't notice the Luthras but they did. Karan was about to speak but Nupur started laughing.
Preeta glared her.

Preeta: Haslo haslo.. Bada maza aaya na tumhe yeh sab karke.
Nupur nods. Preeta was going out of the house but Nupur interrupted.
Nupur: Aap kahaan chali?
Preeta: Himalaya.. Sanyas lene.. Aana hai. 😂😂
Nupur started laughing like anything. 🤣🤣🤣
Preeta: Matlab kaise jhelte ho in logo ko tum.. Mein toh 2 ghante mein pak gayi
Nupur: Isliye jab mein bolti hoon ki I live in a pagalkhaana..i mean it. 🤯🤯
Preeta narrowed her eyes.
Preeta: Itne faaltu ideas hai inke dimaag mein.. Kya bataun?
Suddenly, a group of 6 people came down.
It was revealed to be Rahul, Aditya, Ranbir, Zoya, Kritika and Srishti.
Ranbir: Pihu, Kahaan ja rahi hai?
Nupur(controlling her laughs) : Sanyaas lene. 😁😁
Rahul: Achanak kyu?
Preeta: Tum log aur tumhaare ideas se pak kar.. Bohot faaltu hain
Rahul, Aditya and Ranbir : Faaltu!! Hamaare ideas?
Preeta: Aur kya? (To girls) inhone mujhe bola ki tum logon ki anniversary pe waapas tumse shaadi karenge. Par iss baar mandap upar nahi swimming pool mein hoga.. Udhar phere lenge. 😅😅
Uske baad trampoline pe jump karke ek dusre ko varmaala pehnayenge. 😅😂
Aur fir fire loop mein se kood ke mangalsutra pehnayenge. 🤣😂😁
Girls widened their eyes and started coughing.
Boys: Toh itne toh unique ideas hai.. Kahaan se faaltu lag rahe hain?
Preeta: Har angle se.
Boys : Tu na.. Tu tu... Tu ruk.
They started running behind preeta.
Preeta: Arre, Bhaga kyun rahe ho.. Shaanti se khade raho na.
Boys: Tu ruk na phir.
Preeta: Pagal hu kya? Pitna thodi na hai.
The luthras observed this in shock.
The boys stopped: (dramatically) Sharam toh aati hai nahi bhaiyon ki beizzati karne mein. 😩😩
Preeta: Tum mere dimaag ki dahi nahi nahi lassi bana kar pee chuke ho.. Aur kya expect kar rahe ho? Kabse bhopu ki tarah patar patar kare ja rahe ho..
The girls shouted: Chup.. Ghar mein log aaye hain aur tum sab baith ke lado.. Preeta tu idhar aa(pulls her) sangat ka asar padega.
Aur tum log ek aur shabd muh se nikaala na toh muh tod dungi
The boys fearfully kept their fingers on their lips. 🤐🤐
Preeta: Waise tu kin logon ki baat kar rahi thi?
Kritika: In logon ke buisness partners aaye hai.. Woh dekh peeche
All turned back. Preeta and Srishti were shocked 😱
Preeta: Arre.. Aap log?
Zoya: Aap jaanti hain inhe?
Rahul: Tu kaise jaanti hai inko?
Preeta: Arre.. Maine bataya tha na tumhe ki mein kisi ki personal physio hoon aur unke treatment ke liye unke ghar jaati hoon.
All: haan
Preeta: Main inki dadi ka treatment karti hoon aur yeh(pointed towards Karan, Rishab and Sameer) mere best friends hain. 😊😊
Karan: Par tum yahaan kya kar rahi ho?
Nupur: Maine aap ko bataya tha na ki hamare do bachpan ki dost aayi hai.. Yahi hai woh dono
Aditya : Yeh toh bohot achha hua ki aap log ek dusre ko already jaante ho.
Everyone talked for some time.
Zoya: Aap log aaiye na, hum khaana laga dete hain.
All went to the dining table. All the girls except preeta were inside. Preeta was serving everybody.
Ranbir: Waise pihu.. Mai na aaj kal bohot bore ho raha hoon.. Soch raha hoon World tour pe chala jaun.. In Nalayakon se toh koi expectation nahi hai... Apan dono chalte hain.. Khoob masti karenge.
Karan was jealous hearing this.
Karan(in mind): Mera bas chale toh isse ek aisi laat maaroon.. Khud world tour karke aayega.. Free mein. 😠😠😠🤬
Preeta: (extra sweetly) Tumhe maaloom hai.. Insaanon ko kaam naam ki cheez hoti hai.. Jo mere paas bohot hai.. Tumhaara pata nahi.. Tum akele hi jao
Everyone giggled
Ranbir : Samajh raha hoon sab kuch..chal chod
Preeta then noticed Aditya lost somewhere
Preeta: Adi kahaan khoye hue ho?
Aditya comes back to sense
Aditya(flirtatiously): Tere khayaalon mein 😚😚
Karan's jealousy had no limit.
Karan(in mind): Iski toh mein.. Flirt karega.. Ruk tujhe dikhaata hoon. Aur meri babydoll se.. Ruk. 😠😠
Aditya was sitting in front of Karan. Karan kicked his leg very hard. He started shouting in pain.
Aditya: Aah.. Mera per.. Tod diya.. 😖😖😭
All were shocked
Rishab: Are you okay?....kisne toda
Karan(fakely): Arre.. Yeh sab kaise hua? (in mind) : Aur kar flirt..😎
Aditya: Pata nahi kisika per laga...
Preeta: Tum kuch bol rahe the.. (pointing towards her chappals) Ya flirt kar rahe the👠👠
Aditya:(made a crybaby face) Abhi lagi hai aur tu peetne ki baat kar rahi hai.. Baat hi nahi karni.
Everyone laughed.
Rahul: Arre.. Ladna band karo tum dono..hamesha bechari ko pakate rehte ho
Preeta(glared him): Tum bhi un mein se ek ho.
Rahul glared her and continued eating his food.
Aditya: Rishab, aaj raat ko aap, karan aur sameer yahin ruk jaiye na.. Pihu aur Srishti bhi yahin hai.. Saath mein masti kar lenge
Rishab: Arre.. No.. You guys carry on.
Rahul: Rishab, Karan, Sameer, I insist, please.
Luthra brothers: Theek hai
Ranbir: .That's great.. Ab aap log yahin hai toh Raat ko horror movie dekhni hai? 👻👻
Preeta angrily glares him.. He gulped in fear.
Ranbir(murmured): Aal..tu.. Jalal.. Tu.. Aayi bala ko taal tu☠️☠️
Preeta(extra sweetly): Horror movie dekhni hai tumhe?
Ranbir:nahi..bilkul nahi... Mujhe ggggollmaal dekhni hai
Preeta : Very good.

Precap: Trip Planning to Chandigarh
.........................................
Shaam ko karne waali thi par abhi kar diya
Only for Preeran_love...Hope y'all liked it. Do leave your feedbacks and suggestions.
Word count: 1421 words
Love
Khushi ❤

Preeran FF :Tu ChahiyeWhere stories live. Discover now