promo

2K 159 10
                                    

Manik _  nandani.

Nandani _don't call me my name ok.

Manik _ ok Mrs malhotra bol deta hon  past ki bhi present ki bhi aur future ki bhi kyu ye sahi hai na.

Nandani _ just shut up jao yahan se.

Manik _  kitna gussa karti ho yar aage badi pareshani hogi mughe to aise gussa karogi to din ki ek fight to hum dono ki pakki hua karegi aur Hamare bachche enjoy kiya karenge.

Nandani _ bachche .chonk kar bolti hai aur.

Manik _ han bachche tum ne kya soucha Aarav ke baad hum dosra baby plane nahi karenge kya smirk karke bolta hai aur nandani first time ambress fill karke Headown karke dosri tarf dekhne lagti hai

Manik _ don't fill ambress Mrs malhotra ye to hoga hi hum 17 main nahi roke to ab to Hume sab pata hai to baat hi kuchh aur hogi wink karke bolta hai aur.

Nandani _ such a seamless person you are jane lagti hai shy fill karte hue aur.

Manik _ are suno to would be Mrs malhotra barat lekar kab aao.

Nandani _ shut up aur chali jati hai aur manik ose jata hua dekhta rehta hai aur.
Manik pov chali gayi koi baat nahi mana longa ek din bas shadi karle hum dono ek bar phir se phir woh hogi aur main oske sath rahonga to sari bitterness khatam kar donga main Ayr bed par lete Aarav ke pass jata hai jo ab bhi bhi so raha tha par khatre se bahar tha.

innocent Manan ka cute love. (Complite)Where stories live. Discover now