Chapter Seventeen

912 62 35
                                    

In front of a fairly large mansion:-

*A guy is seen fidgeting with his fingers nervously and pacing back and forth supposedly waiting for someone*

Guy- Someone please tell me that I am wrong. I cant believe this is actually happening.

Ring ring*

*Suddenly his phone beeps and he picks it up*

Guy- Kaha ho tum log? Yaha mujhe dur dir tak koi nahi dikh raha hai.

Another guy- Yaar we are really sorry par hum na traffic mein fas gaye hai, tu tab tak andar jake baith na hum bas kuch hi der mein aate hai.

Guy- Par..

Another guy- Yaar Vishal hum tujhe humesha ke liye waha settle hone ko thori na keh rahe hai. Hum toh bas yeh keh rahe hai jab tak hum vapas nahi aa jate hain tab tak tu waha intezar karle.

Vishu- Hmm ok main dekhta hoon.

Another guy- Dekhta hoon nahi abhi ja andar woh tujhe kha nahi jayei.

Vishu- Ok par tum log jaldi aao.

*And with that the phone goes off*

While inside the house:-

*A girl is seen pacing the house, worry evident over her face while a boy is seen sitting on the sofa watching her*

Boy- Appi aapke aise idhar udhar karne se woh log yaha time se pehle nahi pohoch jayenge.

Girl- Hmm

Boy- Appi aap sun bhi rahe ho???

Girl- Oh haan tum kya keh rahe the?

Boy- Aap itna kyoun soch rahi ho, aa jayenge woh sab aur waise bhi jo chiz zyada use na ki gayi ho uspe ek hi baar mein itna zor nahi daalna chahiye. Toh aapko bhi apne dimaag mein itna zor nahi dena chahiye.

Girl- Accha,main apna dimag nahi use karti?

Boy- Ab maine Urdu mein toh nahi kaha...

Girl- Shut up Ayaan, tujhe kya humesha mazak hi sujhta hai? Aur waise bhi tujhe toh badminton classes ke liye jana tha na. Toh yaha mera sar kyoun kha raha hai?

(So the boy is revealed to be Ayaan Zubair)

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

(So the boy is revealed to be Ayaan Zubair)

Ayaan- Appi mujhe pata hai aap bas mujhe yaha se nikalna chahte ho.

Jaan- Aur main aisa kyoun chahungi?

Ayaan- Haan haan mujhe jaise kuch bhi nahi pata.

Jaan- Accha toh kya pata hai tujhe?

Ayaan- Aaj Vishal bhaiya aane wale hai na, aur isi liye aap itni tensed ho?

Jaan- Ma..main kyoun tensed hungi?

The BABY Project???#wattys2019Where stories live. Discover now