Is duniya ki ek ulzan hain
Ki ye duniya hi ek ulzan hainIn ulzi ulzi bato ko
samazana bhi ek ulzan hainHar pal badalati duniya ka
Badalana bhi ek ulzan hainIn ati jati hawao ka
Theherana bhi ek ulzan hainKhamosh juba me bato ka
Hona bhi ek ulzan hainNa jane kyu is duniya me
Ulzan hi ulzan hain...........
![](https://img.wattpad.com/cover/208481208-288-k479688.jpg)