Urdu & Roman urdu (text)

2 1 0
                                    

1- اپنے رب کی رضا میں راضی ہونے کی سعادت بھی ہر کسی کو حاصل نہیں ہوتی!

1- Apne rab ki raza mein razi hone ki sa'aadat bhi har kisi ko hasil nahin hoti !

2- پھولوں کو اگر پانی نا ملے تو وہ مرجھا جاتے ہیں اور اگر رشتوں کو محبت اور توجہ کا پانی نا دیا جائے تو ان کے رنگ بھی پھیکے پڑ جاتے ہیں۔

2- Phoolon ko agar pani na mile to wo murjha jate hain aur agar rishton ko mohabbat aur tawajjah ka pani na diya jaye to unke rang bhi pheeke par jate hain.

3- ہر شے کے اختتام کا وقت مقرر ہے۔ کوئی بھی شے ہمیشہ باقی نہیں رہ سکتی۔

3- Har shaye ke ikhtitam ka waqt muqarrar hai. Koi bhi shaye hamesha baqi nahin reh sakti.

4- کثر ہماری کامیابی کے راستے پہ پڑا سب سے بڑا پتھر ہمارا دل ثابت ہوتا ہے۔

4- Aksar hamari kamyabi ke raste pe para sab se bara pathar hamara dil sabit hota hai.

5-محبت آنکھوں سے عیاں ہوتی ہے۔

5-. Mohabbat ankhon se ayaa'n hoti hai.

6- وقت کے اندھیروں میں کھوئے ہوئے اجالے بہت یاد آتے ہیں۔

6- Waqt ke andheron mein khoye hue ujale bahot yaad aate hain.

7- ہم کچھ کالز کا انتظار ساری زندگی کرتے ہیں اور وہ کالز اکثر زندگی کی مہلت ختم ہونے کے بعد کی جاتی ہیں۔

7- Ham kuxh calls ka intezar sari zindagi karte hain aur wo calls aksar zindagi ki mohlat khatm hone ke baf ki jati hain.

You've reached the end of published parts.

⏰ Last updated: Jul 05, 2020 ⏰

Add this story to your Library to get notified about new parts!

A collection of quotationsWhere stories live. Discover now