Wait... My Brother Is Korean?

200 7 0
                                    

Vidyut jamwal pov
Abe yarr... Yeh professor ko kya problem hai merese.... Haad hai... Upar se papa ki dusri biwi kon hai bhagwan jane. ( Oh my.. What problem does the professor has with me... It jsut sucks... And then again who is my father's second wife God knows....)

Papa ne toh keh diya hai ki mujhe aur mere bhai ko saath saath rehna hai... Woh nahi ayenge... Matlab mujhe utne bare ghar mein akele rehna padega..... Chalo fir bhi.... Koi toh rehega... ( now father has said that I and my brother has to stay together.. He won't come back.. This means I have to stay alone in such a big house... But let it go... At least someone will stay...)

Kuch hi din  mein naya admission hoga humare class mein... Kon ayega ab bhai... Ladki na ho toh hi sahi hai... Ek toh chali gayi... Aur ek ko mujhe jhelna bhi nahi hai... ( within some days we are having new admission in this class... Now who will come brother... I hope its not a girl then its fine... One left me... And I have no intention to handle one more...)

Aur isse yaad aaya... Papa ne kuch kaha toh tha... ( saying so... Father said something like...)

Papa : beta.... Tu kya saari zindagi kuwara rahega? ( will you stay a bachelor your whole life son?)

Vidyut : haa... Zarurat pare toh rahunga... Aap please yeh sab baatein fir se shuru maat kijiye... ( yes.. If necessary then I will... Just don't start this conversation again now...)

Papa : tujhse budha hu par abhi bhi ladkiyan deewani hai meri.. Dekh.. ( i am older than you but still I am charming for women..)

Vidyut : toh... Usme meri kya galti hai? ( so... Is that my fault?)

Papa : teri galti nahi reh.... Meri hi galti hai... Tujhe kuch nahi sikha paya... ( not your fault.. Its my fault only.. I couldn't teach you anything)

Vidyut : achha hua kuch nahi sikhaya... Khush hu zindagi mein.. ( good that I didn't learn anything from you.. I am quite happy in my life for that...)

Papa : mujhe apne pota poti ka muh nahi dikhaoge? (I won't see the face of my grandchildren then?)

Vidyut : zarurat pare kuwara marjaunga.... Par shaadi nahi karunga... ( if necessary I will die virgin but I won't marry)

Papa : teri toh... ( you ...)

Vidyut : kya? Aap ko shaadi karni hai toh karo na.... Mujhe kyun faswa rahe ho? ( what? If you want to marry then marry na... Why are you planning to trap me?)

Papa: yeh sab choor... Ayega na shaadi mein...? ( leave all this.. You will come to my marriage right?)

Vidyut : 5 mahine baad hai.... Abhi kya mujhe achar dalna hai? ( it is nearly 5 months late.. What will I do now? Make pickles? )

Papa : nahi re bhai... Tujhe aapne bhai ke saath rehna hai... After all... Tum dono akele hi rahoge na... Yaha... ( no.. You just have to stay with your brother... After all you both will stay here alone)

Vidyut : itne bare ghar hum do bhatakti hui aatma... ( in this big house we both alone...)

Papa : pagal hai tu... Aur dono ko mujhe yeh ghar dena hai... ( are you mad? I am planning to let two more people stay..)

Vidyut : kisko? (who?)

Papa : Sharmaji yaad hai...? ( remember Sharmaji?)

Vidyut : Rohit Sharma ke papa? ( Rohit Sharma's father?)

Papa : gadha kahika... Kisse mila hai tujhe yeh dimag??( donkey.. From whom you have inherited your brain?)

Vidyut : aapse... Aur kon hai bhai... ( who else other than you...)

Papa : Kamla... Mera chappal kidher hai... Dikhai nahi de raha hai... ( Kamla .. Where is my slipper? I can't see them...)

Kamla : mereko kya malum saheb... Aapne pehne ke rakha hoga.... ( how will I know master? You must be wearing it)

Papa : oh.. Haan... Thanks... Jo bhi ho... Mayank Sharma... ( oh yes thanks... Mayank Sharma)

Vidyut : oh... Aapke school best friend? (oh.. Your school bestie?)

Papa : haan... Unki 2 betiyan rehne ayengi... Na maat karna beta... Bohot umeed se unhone kaha hai... 😭😭 ( yeah his 2 daughters will come and stay.. Don't say no son... With very big faith he said so... 😭😭)

Vidyut : emotional blackmailing koi aapse sikhe... Haan thik hai... Aa sakti hai... ( people should learn how to emotional blackmail someone... Ok.. They can come...)

Papa : jo bhi ho... Aaj hi tere bhai ko drop karne aunga... ( whatever happens... Today your brother is coming.. I will drop him off)

Vidyut : jaisi aapki agya Maharaj..

Itna kuch hua hai na ki mera sir ghum raha hai. Ladkiyaan, mera bhai... Kitna kuch... Baab re... Mujhe sona hai...

*Class ended*
Hua khatam... Ab ayega.. Ponchu... Mereko alag se lecture dene ke liye... Zindagi jhaand bana diya hai...

Professor ( Ponchu) : hua... Shanti hua... Sara time class ke bahar rehte ho... Sharam toh hai nahi.. Jo bhi ho... Tumhe is kaam ke liye Head sir ne layak samjha hai... Karna.... Dimag khaye bina mera... Jo nayi student ayegi use samhal ne ka kaam tera...

Vidyut : *thinking * keh toh aise raha hai jaise student nahi... Paas ke desh ki Maharani ayi hai.. Mujhe ladkiyon se dur rehna hai... Aur ise unko mere pass lana hai...
Haan sir thik hai... Ho jayega..

Chalo... Kahtam hua yeh college ka chakkar... Par ghar pe pehli baar ayega... Kuch le kar chalu par kya?

Haan... Snacks ki dukaan le jata hu... Movie night kar lenge...

After reaching home
Vidyut : PAPA!!

Papa : aya puttar...

Vidyut : kaha hai.. Mera bhai?

Papa : woh raha... Tere peche...

Vidyut : hi...

??? : hello, my name is Jeon Jungkook, nice to meet you.

Vidyut : papa... Mujhe iske saath ghar mein English mein baat karni hogi...?

Jk: nahi... Mujhe hindi aati hai..

Vidyut : tujhe hindi aati hai?

Jk: Korean se pehle mummy ne Hindi sikhaya tha...

Vidyut : wah... So... Movie night? Baas hum do bhai?

Jk: sure...

Papa : chalo main fir rukh jata hu...

Vidyut : nikaliye... Jayiye... Mujhe iske saath chor dijiye..

Papa : bhai aya baap ko bhul gaya...

Vidyut : bekar ke emotional blackmailing maat kijiye...

Papa : bye bye bhailog bro log...

Vidyut /Jk : bye Papa...

Indian Bhai ka Korean Bro (Hiatus And Under Editing For A Better Read) Where stories live. Discover now