Chapter 22

1.6K 178 15
                                    

Next Day, Purvi Got Ready To Go To Meet Maitri In A Cafe. She Came Out Of Her Room And Started Leaving For The Cafe But Prabha Stopped Her,

Prabha: Purvi Kahan Jaa Rahi Hai Beta?...Aaj To College Band Hai Na?

Purvi Didn't Look At Her As She Didn't Want Her To Notice Her Tears.

Purvi: Isi Liye To Jaa Rahi Hoon Maa...Papa Ki Nazron Se Jitna Door Rahoongi, Utni Takleef Kam Hogi Unhe.

Saying This, She Started Leaving From There.

Prabha: Purvi...

Purvi Left Without Replying Her. Prabha Felt Bad And Worried For Her.

Purvi Reached The Cafe After Sometime. She Saw Maitri And Went Near Her. Maitri Looked At Her,

Maitri: Yaar Hum Is Cafe Mein Kyun Aaye Hain?...Maine To Socha Tha Tere Ghar Par Baat Karenge.

Purvi: Mujhe Kuchh Sochna Tha Maitri Isliye Hum Yahan Aaye Hain.

Maitri: Are Sochne Se Kuchh Badal Jaayega Kya?...Dekh Yaar Dimag Ko Na Thoda Thoda Kar Ke Istemaal Karna Chahiye...To Jyada Din Chalega.

Purvi Looked At Her,

Purvi: Ye Mazaak Nahin Hai Maitri...Meri Life Ka Sawal Hai...Aisa Sawal Jiska Koi Jawab Hi Nahin Mil Raha...Cut By Maitri.

Maitri (Smiling): Kyunki Tu Jyada Soch Rahi Hai...Mera Maan'na Hai Har Sawal Ka Ek Aasan Sa Jawab Hota Hai.

Purvi Looked At Her And Nodded Her Head In Disbelief.

Maitri (Smiling): Achchha Ab No Mazaak...Main Kuchh Sochti Hoon.

Purvi: Hmmm.

Maitri (Smiling): Idea...

Purvi Looked At Her With A Wide Smile.

Maitri (Smiling): Hum Dono Na Koi Job Karte Hain...Is Se Tu Ghar Par Kam Rahegi Aur Tujhe Un Sab Baaton Ke Baare Mein Sochne Ka Time Bhi Nahin Milega.

Purvi: Achchha...Kounsi Job?

Maitri (Happily): Yaar Parso Hi Mujhe Ek Ad Agency Se Call Aaya Tha, Wo Mujhe Interview Ke Liye Bula Rahe Hain.

Purvi (Smiling): Wow! That's Great Yaar.

Maitri Smiled.

Purvi: Lekin Main Ye Nahin Karna Chahti Maitri...Main Kuchh Aisa Karna Chahti Hoon Jis Se Papa Khush Ho.

Maitri Looked At Her While She Continued,

Purvi (Smiling): Papa Hamesha Se Hi Mere Hero Rahe Hain Maitri...Jab Sab Unki Bahaduri Ki Kahaniyan Sunate The Tab Main Sochti Thi Ki Main Badi Hokar Unke Jaisi Banoongi...Meri Bhi Tareef Hogi...Aur Papa Proud Feel Karenge.

She Looked At Maitri,

Purvi (Smiling): Maitri Kuchh To Karna Hai Mujhe...Kuchh Khaas...Jis Se Main Papa Ke Dil Mein Apni Jagah Bana Sakoon...Jis Se Papa Ye Bhool Jaaein Ki Unka Beta Nahin Beti Hai...Kuchh To Karna Hoga Mujhe Maitri.

Maitri: Dekh Yaar Mera Dimag To Bahut Kam Hai...Par Itne Bade Uncleji Ki Itni Chhoti Soch Hai. Ye Unki Galti Hai Aur Tu Jo Apne Aap Ko Zimmedaar Samajh Rahi Hai Na Ye Aur Bhi Badi Galti Hai.

Purvi Became Sad After Hearing Her While She Continued,

Maitri (Smiling): Kuchh Karne Ki Zaroorat Nahin Hai Tujhe...Dekhna Wo Ek Din Khud Samajh Jaayenge Ki Tu Kitni Special Hai...Cut By Purvi.

Dil Kya Kare ✓Where stories live. Discover now