leaving Ahemdabad forever

124 15 0
                                    

In evening

Naina reach home

Naina : mummy!! Mummy.

Rama come out of the her room.

Rama : Kya hua kyu chila rahi hai ?

Naina : mummy kal main Prerna ke Ghar night out Karne wali hu.

Rama : kyu aise achank??

Naina : ab mummy vo uske parents Ghar par nahi Haina Kal tho usne bola ki main ajao usske Ghar.

Rama : acha thik hai chali Jana.

Naina : thanks mummy love you ( hugs her mom ).

Rama : love you too beta.

Naina : mummy mujhe bahut nind aa rahi hai tho main jao sone.

Rama : thik hai jaa.

In Naina's room

Naina enters her room and locked the door and sat on the bed and starts crying.

Naina : sorry mummy Papa main yeh karna nahi chahti thi lekin mujhe yeh karna pad Raha hai main yeh sab aapne liye nahi apne Bache ke liye Kar rahi hu. Kal aap log mujhe aakhari baar ( last time ) dekhne wale hai.

She was continuously crying and after that she draft into sleep.

On other side
In Maheshwari mension

Nanu was sitting in his room on the rocking chair. Sameer knocking the door of the room.

Sameer : Nanu andar aa Jau??

Nanu : aree Sameer tu aan andar tujhe puchne Kiya jarurat hai.

Sameer : Nanu aapne davai le.

Nanu : haa leli.

Sameer : Nanu ab aapke sone ka samya ho Gaya hai aap Soo Jaye. Good night.

Nanu : good night.

Sameer switch of the light and go to his room and make a phone call. After the phone call he drafts into sleep.

( Phone call ke baare mein baad main pata chalega )

Next morning

All was normal everything was going on as per the routine.

In evening at 5 pm.

Naina : mummy main nikal rahi hu Prerna ke Ghar ke liye by.

Naina hugs her mom and gives a kiss on her checks.

Rama : haa thik hai par subha jaldi aa Jana.

Naina : haa mummy by.

Rama : apna khayal rakhna by.

Naina lives from her House (forever).

Naina (mind): sorry mummy agar ho saake tho mujhe maaf Kar dena Maine aapse jhut bola hai par aap agar Meri jagha hoti tho aap bhi shayad yahi karti.

Fir Naina auto main betha Kar Prerna ke Ghar ke liye nikal jaati hai.

On other side.

Sameer was in his room packing his clothes in his small bag and Aman was sitting on the couch.

Aman : yaar Sameer kuch paise rakha liye na.

Sameer : haa rakha liye hai par bahut kaam hai.

Aman : kitne hai??

Sameer : yahi kuch 20 see 21 hazar.

Aman : kuch nahi mere pass kuch 4se 5 hazar hai aur Naina bhi tho kuch paise la rahi hai na.

Pyaar Tune Kya Kiya (Completed)Where stories live. Discover now