Part -2

1.1K 73 4
                                    

Sabke jane ke baad nandini bhi apne room main chali gayi. Kuch time ke baad kartik aur maithili waha aaye aur nandini ko khoya dekh kar kartik   kehne laga - Dekha apne maithili humne apse kaha tha na nandini humse pyar nhi karti .
Aap aisa kyun keh rhe hai - nandini ne kaha.
To aur kya kahein hum sab yaha apke sath hai lekin phir bhi aap use lekar dukhi hai jo yaha nhi hai - Kartik ne kaha.
Ha nandini didi aap kyun unhe yaad karke dukhi ho jati hai jabki unhe aapki koi chinta nhi hai - Maithili ne kaha.
Kisne kaha unhe hamari chinta nahi hai . Woh aaj bhi humse pyar karte hai - nandini ne kaha.
Tumhe sach main aisa lagta hai nandini . Chunargarh ke yuvraj manik kisi se pyar nhi karte apne us ghatiya pita ko chod kar. Jiske liye woh kuch bhi kar sakta hai . Jiske kehne par usne pehle tumse pyar ka natak kiya aur phir tumhe chod kar chala gaya . Sach yeh hai ki woh bhi jhuta hai aur uska pyar bhi - Kartik ne kaha.
Aisa apko lagta hai kartik . Manik ne bhale hi humse jhut bola lekin unka pyar jhut nhi hai - nandini ne kaha.
Nandini - Karik ne kehna chaha lekin ek soldier ne aakar kaha - Maaf kijiye rajkumar lekin maharaj ne ap sab ko darbar main bulaya hai .
Kartik and maithili leave for there.
Kash hum apko samjha pate kartik ki woh pyar jhut nhi hai - Nandini ne kaha.

Sujangarh ke dur ek rajya chunargarh ke raj darbar main maharaj Maricha apne singhasan par baithe hai

Sujangarh ke dur ek rajya chunargarh ke raj darbar main maharaj Maricha apne singhasan par baithe hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

. Tabhi ek soldier kehta hai - Maharaj yuvraj manik aane ki anumati chahte hai .
Bulao use - Maharaj Maricha ne kaha.
Kuch time ke baad manik apne kuch soldiers aur cabir ke sath waha aata hai .
Manik hamare putra hume tum par garv hai aaj phir tumne ye siddh kar diya ki jab tak tum ho koi bhi Chunargarh par aankh utha kar nahi dekh sakta - Maricha ne kaha.
Dhanyawad pitaji - Manik ne kaha.
Tum thak gye hoge jakar apne kamre mein vishram karo - Maricha ne kaha.
Ji pita ji - Manik ne kaha aur waha se chala gaya.
Manik come to his room and lay on bed . Cabir also come there and say - Manik tu thik hai na.
Hoon mujhe kya hua hai - Manik ne kaha.
Kuch nhi bas aaj tu khush nhi lag rha hai - Cabir ne kaha .
Aisa kuch nhi hai cabir aaj humne ek aur rajya ko apne bas main kar liye hai main khush kyun nhi honga - Manik ne kaha.
Manik tu puri duniya se jhut bol sakta hai mujse nhi main bahut aache se janta hu ki tu kitna khush hai - Cabir ne kaha aur waha se chala gaya.
Janamdin mubarak ho nandini. Main dua karunga ki humesha khush raho aur ho sake to mujhse nafrat karna isi mein tumhara bhala hai  - Manik ne ankhen band karte hue kaha.

Sujangarh mein sab raj darbar mein jama hote hai aur Harshad bhi aa chuka hota hai .
Kya baat hai pitaji aapne sabko darbar mein kyun bulaya - Harshad ne pucha .
Aaj hamari dono betiyon ka janamdin hai isliye aaj hum ek bahut zaroori ghoshna karna chahte hai . Humne Faisla kiya hai ki aaj hum apna waris chunenge aur use yeh raj Singhasan par baithayenge - Maharaj ne kaha.
Listen this harshad is getting happy .

Aur woh waris hai Rajkumari nandini - Maharaj ne kaha.
Yeh sunkar sabhi khush hue lekin Harshad aur Soha shocked ho gye.

Mohabbat Ka IntehanWhere stories live. Discover now