Part -20

545 53 3
                                    

Manik is standing there like a lifeless person . Maharaj surya singh come ans put his hand on his shoulder.
Manik - Maharaj surya singh said .
Aaj tak jis sach ke sath main jee rha tha woh sach toh mera tha nhi aur jo aaj mera sach hai main uske layak nhi hoon ab main kya karoon - Manik said.
Kisne kaha tum iske layak nhi ho . Manik tum jo aaj tak karte aaye ho woh Maricha ke kehne par karte the lekin sach toh yeh hai tum bahut ache ho tunhare ander koi burai nhi hai aur tum akele nhi ho hum hai na tumhare sath - Maharaj surya singh said .
Aur hum bhi - Shivangi said .
Aur main bhi - Aditya said .
Aur main bhi - Kartik said .
Manik see Kartik with amazed face .
Jab main tumse mila tha toh main tumhe bilkul pasand nhi karta tha . Nandini mujhse hamesha kehti thi ki tumhara pyar jhut nhi tha lekin maine kabhi uski baat nhi mani lekin aaj tumhe Nandini aur hamare liye jo kiya hai uske liye main tumhara jitna dhanyawad karun utna kam hai - Kartik said .
Manik hug Kartik and said - tumhe mafi mangne ki koi zaroorat nhi hai tumne wahi kiya jo ek bhai ko karna chahiye tha aur mafi toh mujhe mangni chahiye kyunki jane anjane main hi sahi maine tum sab ko bahut takleef di hai - Manik said seeing Nandini .
Manik hum chahte hai ki tum hamare sath naugarh chalo .tumhari maa kabse tumhara intezar kar rahi hai - Maharaj surya singh said. Manik nodded his head.
Maharaj surya singh go to Nandini father and said - Maharaj hum chahte hai ki aap sab bhi hamare sath naugarh chale aur Manik ke is naye safar main use ashirwad de .
Zaroor maharaj hum aaj sham ko hi chalte hai.  Hum chalne ki taiyari karwate hai tab tak ap log thoda aram kar lijiye - Nandini father said.
Then every one go inside the palace . Nandini did not see Manik and immediately go to his room without looking him.
Shivangi see this and come to Manik and said - aap chinta mat kijiye aaj rajkumari nandini ke sath itna kuch hua hai woh bas khud ko sambhal nahi paa rahi hai unhe thoda sa Samay dijiye woh thik ho jayengi .
Manik nodded his head and shivangi leave for there.
Manik said to himself - Main janta hoon Nandini maine tumhe bahut dard diya hai lekin ab main hi tumhare dard ko khushi main badlunga. Tumhari wajah se mujhe ek nayi duniya Mili hai lekin is duniya main main akele nahi reh sakta mujhe tumhari zaroorat hai nandini aur main tumhe wapas apne pas lakar rahunga ye wada hai mera tumse.

Mohabbat Ka IntehanWhere stories live. Discover now