New beginning with old memories..

2.1K 69 19
                                    

This story Continue form Tere Liye-A pure relationship...If don't read it then read that story  first to understand this stroy..To read visit my profile...

Have a nice reading experience...

After 2 and half year from that cliff incident...

At balcony of YuRav(Yukti+Aarav)..
Yukti is stand there and look at sky..Aarav enter in room and saw her ..He went to near here and stand beside her...

Aarav:Aaru Di ko dundh rahi ho aashamaan mein..

Yukti: Nahi...Di to mere dil mein hai ..Unhe main bahar nahi dundhti..Kuch soch rahi hu..

Aarav:Kyaa...

Yukti;Yahi ki koi insaan itna jyada accha kaise ho sakta hai..Aur itni acchi tarah se kaise future ko kaise badal sakta hain...Apne andar itne sare tufaan leke dusro ki problem kaise samjh sakta hain...I mean us din RS mansion mein main aur Bhavu ap logo se rishta tod dege ye baat Di ko kaise pata thi..Ki uska solution unho ne past mein hi kar diya tha...Unho ne humari life is had secure ki hai ki koi problem aa hi nahi sakti...Kaise koi insaan ek baat se puri zindagi badal sakta hain..Mera ,Hum sabka gussa bhi unhe pata tha pahele se..Bas ek letter se sab kuch thik kar diya unho..Hum sab ka gussa shaant kar diya...Jine ki umeed de di.. Kaise koi insaan is had tak dusro ke bare sochkar unki Zindagi savar sakta hain..

Aarav: Aisa insaan Aaru ke alwa aur koi ho bhi nahi sakta.. Aaru ek gem thi jiski koi parakh nahi kar paya..Jo humari sari problem solve karti thi par uski hi kadar nahi ki humne..Aaru jo deserve karti thi vo unhe kabhi nahi mila..Aur hum unhe deserve hi nahi karte the fir bhi vo hume mili..Aaru jaise koi nahi ho sakta..

Yukti: Pata hain Aarav us din Di khai kudi na vo baat dil aaj tak manne ko taiyaar nahi hain..I mean jisne ladki mujhe, Bhavu ko ,Sid ko ,hum ko sabko jina shikhaya.. Zindagi ka asli matlab Samjhya..Dusro ki ahemiyat smjhai.. Strong banna shikhaya ...Vo ladki is tarh haar nahi man sakti...Is tarah apki life sacrifice nahi kar sakti..Us din ki vo Khaufnaak  manzar apne aakho se dekhne ke baad bhi dil kahi na kahi ye kaheta hain..Jo dikha vo sach nahi hain..Aisa lagta hain mano abhi Di aayegi aur bolegi "baccha I Miss you"...(Tears come from her eyes).

Aarav hugged her..She hugged him back..

Aarav:Sab log yahi chahte hai ki kash kisi tarah vo din badala jaa sake..Tum ro mat..Di ko accha nahi lagega...

Yukti(broken voice):I miss her..Nahi sambhal sakti main ye sab jis tarah vo sambhalti thi..Jaise vo khyal rakti thi main us tarah nahi kar sakti akele..I want her besides me..I am not strong like her..I need her support..I Miss her..

Aarav(Teary eyed): Bass...Aaru Tumhare saath hi hai...Vo kahi nahi gai ... Shaant ho jao(rubbing her back)...

Aarav manage to make sleep Yukti..

Sense Swift to Kabir's room..

Each and every wall of room is full  with small chits.. Something written on chit..Kabir add a new chit on wall..

Kabir took a pic of Aaravi

And started talking with pic

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

And started talking with pic..

Kabir: Aaravi tumhe pata hain..Aaj fir mujhe  ek ne purpose kiya tha...Par maine reject kar diya..Kyuki main sirf tumhara hu...Par mere mana karne ek aur vajah hain....Jis Insan ko apne pyaar pe trust na ho usse koi haq nahi hain kisi aur ki zindagi mein jane ki...

He hugged the photo...And started sobbing...

Kabir:Aaravi I love you...Main sirf tumse pyaar karta hu..Par main tumhare layak nahi...You deserve a pure hearted man...Main Tumhari kadar nahi kar paya..Bahut jyada bura kiya hain main tumhare saath.. Please Aaravi ek baar aa jao sirf mujhe apni galti sudharni hain .. Tumhe vo izzat deni hain jo tum deserve karti ho.. Mujhe mera guilt kam karna hai..Mujhe apni galti ka prayashchit karne ka ek moka chahiye.. I promise main tumhari zindagi kabhi us jagah nahi aayuga jaha mera haq nahi hain ... Please ek baar aa jao.. Please Aaravi...

Kabir started crying in same position..
One hand hold his shoulder..Kabir lift his face saw Aayesha standing there..Kabir immediately hugged her..And started crying..She hugged back him and rubbing his back..

Kabir (Crying):Aayu sab meri vajah se hua hain..Vo meri vajah se hum sab ko aise chod ke chali gai..

Aayu:Apne kuch nahi kiya hain bhai..Apne ap ko blame mat kijiye..Bhai galti hum sab ki.. Don't blame yourself..Agar ye baat Di ko pata chali to..Vo bhi apse pyar karti thi unko bhi dard hoga apke aanshu dekhkar..Dhai saal ho gaye hain..

Kabir:Dhai saal nahi 2 saal 7 mahine 25 din 17 ghante 46 minute huye hain Aaravi ko hum sab ko chod ke gaye huye..

Aayu(teary eyed):Itna pyaar karte ho bhai ..

Kabir:Apne fajood se jyada pyaar karta hu..Par kabhi nibha nahi paya ...

Aayu:Bhai..Shaant ho jao..Ap humari strength ho bhai..Di ke liye shaant ho jao..

Kabir wiped his tears...

At VRS room...

VRS look his and Yug photo...

VRS:Yug tu jab mujhe chod ke gaya tha na mujhe bahut gussa aaya tha kyuki tu humari dosti adhuri chod ke gaya tha ..Par achanak Ek 18 saal ki ladki aati hain..Jisne mujhe teri yaad dilai..Bikull teri tarah thi..Haav,Sabhav aur Fitrat bhi ...Jaise tu meri problem slove karta tha vaise vo bhi..Jaise tu joke bolta tha vaise vo bhi..Puri ki puri teri photocopy thi.. Sach mein teri photocopy thi last mujhe chod ke chali gai...Aaravi teri parachai thi Yug...Har ek chij Tumhari tarh..Par pata hain..Dil dimag ki ladai mein maine use galat samjh liya..Apni beti ko galat samjh liya..Kash us din maine use galat na samjha hota ...Par teri photocopy thi na har ek chij is tarah se ki ..Ke koi bhi dushman man le ...Vo thi to meri beti par hamesha farz bade hone ka nibhaya hain..Sach mein Yug main sochta tha ki Tumhari tarah is duniya koi nahi hoga ...But Aaravi ne mujhe galat sabit kar diya..Usne bahut kuch Saha hain..Kash ek baar vo vapas aa jay...Ek baap hone ka farz nibha na chahta hu ...Rishta Khoon ka na sahi  par usse kam bhi nahi ...

Sid grown up very quickly..And become responsible...

Bhavu also become strength of her sister ...

All life change completely..

All were broken and pray to God for second chance....All want to give Aaravi her respect ..Her right place...

Zindagi mein kabhi bhi kis insaan ko ek baar judge nahi karna chahiye..Kyuki kabhi kabhi zindagi dusra change nahi deti....


Let's see what happened...

Their life gone as is going Or destiny has other plans...

Janke ke liye padte rahiye ye story...Byyy

And update 2-3 din mein aayega ..Thoda late ho sakta hai.. Because meri jani dusman online classes..

And plzz batana jarur kaisa laga..

So aaj ke liye itna hi...

Kaisa laga comment kar ke batai.... Or agar accha laga ho to niche diye gaye star wale button ko press karke vote kijeye...

Or koi suggestion ho ya koi demand ho to comment kare yaar direct massage kare...

Byeee. Take care

Game of  Destiny-Time is biggest game changerWhere stories live. Discover now