Truth..

453 52 39
                                    

Hello everyone...I hope sab acche hoge..First of all thank you for your love and support...

Khush rahiye aur padte rahiye...

So sorry for this huge Delay...

Ye part thoda boring ho sakta hain..Uske liye pahele hi sorry bol rahi ..Kaan padke sorry...

To bina der kiye shuru karte hain...

Gulki:Bhai bahen apni bahen ko pahechane mein Galti kar sakte hain par bacche apni maa ko pahechane mein kabhi galti nahi karte hain...

Mr.J:But..

Gulki:Jo baccha apni life ka pahela word hi Didi maa bole..Vo apni Didi maa ko nahi pahechanega..Jo bahene apni bahen ko apni maa ki tarah mano ho vo apni Didi maa nahi pahechanegi...

Mr.J:Haan..Bache apni maa ko pahechane lete hain Par....

Gulki:Apke par ka jwab ye hain ki ye story real hain...Aur vo baccha Siddharth Oberoi hain..

Mr.J:Kya....

Gulki:Ji haan..

Mr.J: Matlab us din vo tino tumhara face dekhkar nahi tumhare Ehesaas ko mahesoos karke tumhe gale lagaya tha...

Gulki:Ji...

Mr.J:Aaj tak tumse ye nahi pucha tumne ye kyu kiya... Par aaj puchta hu...Kyu kar rahi ho ye..

Gulki:Main khud bhi nahi karna chahti ye...Apne emotions ko control nahi karna Mujhe...Apni jaan ko takleef dene main Mujhe bhi koi maza nahi aata...

Mr.J :To kyu kar rahi ho..Tumhi ne ek din kaha tha ki apne bhai baheno ko takleef dene wale kisi ko nahi chodogi to kyu...

Gulki: Mujhe apne ap ko bhi nahi chodna tha...Us khai mein main marne ke liye hi kudi thi...Par us din sirf Qayamat mari aur Aaravi apne bachho ko dard dene ke liye bach gai...Kyuki mujhe mere Papa ne shikhaya tha ki agar aap kisiki zindagi sudharana chaho to uski zindagi se door jana ke bhi uske pass rahena chahiye..

Mr.J:Kya matlab...

Gulki stay quiet and looking towards moon..

Mr.J: Dekho...Mujhe pata hain..Tum Kisiko nahi batana chahti ki us din ke baare mein... Isliye maine tumse kabhi nahi pucha ki tum Aaravi se Gulki kyu bani..Par...(interrupt by Gulki ,Aaravi) - (Author- I am so Confuse ..To jo naam achha lage vo samjh lijiyega)

Gulki:Par aaj aap mujhse janna chahte ho ki maine ye kyu kiya..Haina

Mr.J nodded positively..

Gulki:Us din maine un logo ki aankh mein apne liye hadd se jyada izzat dekhi thi .. Isliye main Gulki bani kyuki apno ki aankho mein pyaar accha lagta hain hadd se jyada izzat nahi..Vo log mujh par depend hone lage the..Un logo ko independent banna tha..Un logo ko jinna shikhana tha mujhe...Apne dam par jinna aur har ladai jitna shikhana tha...Aur us din jo rishte tute the use jodna tha...

Mr.J:Par vo tum sath mein rahekar bhi kar sakti thi...

Gulki:Uncle...Is duniya mein wish se jyada last wish important hain... Moment se jyada last moment important hai..

Mr.J:But apne ap ko itni taklif kyu de rahi ho..Vo log to ek dusre ke liye..

Gulki:Apni puri zindagi un logo ko khushi ke laga di...Apna wajood gawa kar un logo ke jine lagi thi..Khud ki value bhul gai thi... Mujhe us mari huyi Aaravi zinda karna tha.. Isliye us din khai kudi taki vo Aaravi jo Qayamat banke sirf dusro ke liye  jinna janti thi vo mar jaye...Aur vo Aaravi jinda ho...Jo main asal mein hu...Khud ke liye jinna shikhu....

Mr.J:You trying to say tumhe koi dard nahi...How can you live with this pain without crying.??

Gulki:Sab kuch badal diya apne ap mein..Par jinne ke vajah... Aur emotions control karna nahi badal payi...Bahut kuch badal liya ..Par ab bhi apne bacche apni Yuku ke kandhe ke bina nahi ro sakti...Ek vahi hain jiske samne main apne ap ko ek khuli kitab ki tarah khol sakti hu...As Aaravi and As Gulki also... Sirf vohi hain jo meri dil mein kya chal raha vo bata sakti hain...

Mr.J(put hand on her shoulder):Maine dekha tum dono ka unconditional love and unbelievable understanding.. Isliye fikar hoti Tumhari beta...Maine tumhe kabhi apne tattoo ko chupte huye nahi...Par us din tumne vo bhi kar diya... Isliye dar lagta hain..I know main tumhare Papa ki jagah nahi le sakta but tum meri beti ban chuki ho isliye ek baap ke naate kahe raha hu ...Apne ap ko itna bhi mat majboot karo ki patthar bhi apke samne kamjor pad jaye ...

Aaravi turned towards him and hugged him...After some time she back the hug ...

Aaravi:Ab aap so jayae..Bahut rat ho gai hain...

Mr.J:Ohk..

Aaravi: Chaliye...

Aaravi held his hand and being him to his room..Aaravi came in room and shut the door...She stand in front of mirror...

Aaravi:Tumhe lagta hain ki tum sahi kar rahi ho...Un logo ko pata hain ko tu Aaravi hain.. Isliye tumhe yaha rok liya..Aur tum un logo ko takleef dene ke liye yaha ruk bhi gayi...Ye baat to tum bhi janti ho...Sab log Tumhari maa bhi ye maan chuki hain ki Tum Aaravi nahi Gulki ho...Par tumhare bhai aur baheno ko tum kuch bhi karlo par vo tino is baat par kabhi trust nahi karge ki tum unki Di nahi ho ,Tum unki Didi maa nahi ho..Agar ye baat uper se Bholenath utar ke bhi bol dege tab bhi vo tino ye baat nahi manege...

Aaravi quite sometime and countine..

Aaravi:Har rat vo teri aankho samne roke site huye dekha..Phir bhi tu itna selfish kaise ho sakti hain...Yuto har roj Gulki banne ke baad bhi balcony mein chadhkar un logo ke dekhti thi..Par kabhi unke aanshu pauchne nahi gai...Tu vahi Aaravi hain jo apne baccho ke aankho ke aanshu ki vajah ko khatam kar deti thi...Aur aaj unke aanshu ki vajah tum ho...How can you be Aaravi???

She move her hand towards her tattoo on Nape..

Aaravi:Ye tattoo tak chupa liya tune..Kaise tu itna sab kuch kar sakti...Sach tune pahele wali Aaravi urf Qayamat ko maar diya...Tu masi banne wali hain..Par phir bhi tu in logo ke samne nahi ja sakti...Why....

Aaravi sat with support of bad and hold her knee near cheast  and sleep...But she doesn't cry...

Next day....

Kabhi kabhi dusro ko kabil banne ke liye ...Ap apne ko itna dard de dete hain jo puri zindagi pachatane ki vajah ban jati hain...This is unbearable pain..

Aage Janke ke liye padte rahiye ye story...Byyy

And plzz batana jarur kaisa laga..

So aaj ke liye itna hi...

Kaisa laga comment kar ke batai.... Or agar accha laga ho to niche diye gaye star wale button ko press karke vote kijeye...

Or koi suggestion ho ya koi demand ho to comment kare yaar direct massage kare...

Byeee. Take care

Game of  Destiny-Time is biggest game changerWhere stories live. Discover now