KAREENA UNITED

2.9K 181 8
                                    

HM reached the park and saw KS sitting on the bench putting her head on the backrest with closed eyes. Seeing her in that state HM shouted on top of her lungs.

HM- KARISHMAA SINGHH

But there was no response from KS. HM hurriedly ran towards and called her again but she still did not respond. Tears were continuously flowing from her eyes. She fell on her knees crying and her tears fell on KS's hand. KS felt something wet on her hand and opened her eyes only to find HM on her knees crying. 

KS- MS aap yaha is waqt? aur aap ro kahe rahi hai?

HM looked to her face and was happy to see her alive. She immediately engulfed her in a bone crushing hug. KS was shocked at her sudden move but was extremely happy HM was hugging her for the first time after 5 years. She also hugged her back. HM was crying continuously.

HM- Allah ka shukr hai aap zinda....ham to ghabra gaye the...agar aapko kuch ho jata toh ham khud ko kabhi maaf nahi kar paate.

KS(breaking the hug)- hamko kya hoga? aur aap itni ghabrayi hui kyu hai? aur aap ro kahe rahi hai?

HM- woh hame phone aya...kisi ne kaha ki aap ko maar denge...aur ham yaha aakar dekha toh...aur aap hamari awaz bhi nahi suni toh hame laga hamne aapko phirse kho diya.

KS- are woh toh ham gaane sun rahe the isliye aapki awaj nahi sunayi di...aap ghabrayiye mat ham bilkul teekh hai...aap yaha aayiye upar baithiye

HM- Hame sach mei laga hamne aapko phirse kho diya(still crying)

KS- are pehle toh aap yeh rona band keejiye...dekho hamari taraf ham bilkul teekh hai...She gain hugs her and HM hugs her back.

KS- waise ek baat batayiye...aap hamko lekar itna pareshan kaahe ho gayi thi? ham toh bas aapke junior hai na?

HM just then realised she was not in talking terms with KS. She broke the hug and began to leave. But KS held her wrist and stopped her.

KS- aaj aapko hamko jawab dena hi padega? aap kahe itna pareshan thi hamko lekar?

HM- woh aap hamari junior hai na...ham aapko kaise kuch hone dete? apna junior ka dhyaan rakhna hamara farz hai

KS- ohh toh aap apna junior ke liye itna ro rahi thi?  agar ham aapke liye sirf ek junior hai toh hamara diya hua gift aaj tak aapke gale mei kya kar raha hai?

Just then HM realised that the locket had come out in all this rush. She tried to avoid any conversation with KS and tried to leave.

HM- KS bohot raat ho chuki hai...aap ab ghar chali jao...ham bhi chalte hai

KS- MS aaj aapko hamse baat karni padegi warna ham aapko jane nahi denge. ham jaante hai hamse bohot badi wali galti hui...hamko aapse baat karni chahiye thi...aapko batane ka mauka dena chahiye tha...ham maante hai hamari galti thi....par uss galti ki ham bohot badi keemat de chuke hai....ham 5 saal aapse door rahe hai....ham yeh nahi keh rahe hai ki in 5 saalo mai ham kabhi khushiya nahi manayi, manayi hai lekin aapke bina hamari har khushi hame adhoori lagti thi...in 5 saalo mai hamne aapko dhoondne ki bohot koshish ki....aapke jaane baad ham aapke ghar gaye the....lekin waha jaake pata chala ki aap ne toh woh ghar hi bech di aur apni behen ko kisi hostel mei rakha hai aur aap toh khud transfer leke chali gayi....hamne department mei bhi enquiry ki thi lekin hame yeh pata nahi chala ki aapka transfer kaha hua hai...ham har pal har waqt aapko yaad karte the...aur jab aap wapas ayi toh ham bohot khush hue lekin aap hamse baat nahi kar rahi thi iss baat ka dukh toh tha lekin phir bhi ham yeh soch kar khush ho jate the ki atleast aap hamare samne toh ho....ham aapse har ek cheez ke liye maafi maangte hai...please hamko maaf kar do...hamko ek aakhri mauka dedo

Past BFFs- KarEena😍Where stories live. Discover now