𝔸𝕟 𝕠𝕧𝕖𝕣𝕨𝕙𝕖𝕝𝕞𝕚𝕟𝕘 𝕘𝕠𝕠𝕕 𝕟𝕖𝕨𝕤! 🤍

2.4K 101 6
                                    

This is a scene of 2-3 days later after that night.

In morning~~

Ani gets ready for kacheri .Bondita is making tea.

Ani:bondita tumhe pata hain na uss raat kya hua tha.

Bon:She is acting  innocent.Aree kaha kuch bhi to nahi.She feels shy.

Ani:Kuch bhi nahi.Kuch cheena hi nahi maine tumse.

Bon:Mujhse kabhi kuch nahi cheen sakte aap patiababu.samjhe?

Ani:Aisa kaha?Maine to tumhara sabse khaas cheez cheena hain kyun nahi cheena hain he said softly.

Bon gets shy and puts her head down.

Ani smiles and says i am leaving bondita for kacheri.Take care.

Bon:jiii...patibabu.Aap bhi apna khayal rakhna bahar andolan horaha na azaadi ke liye.

Ani gets a little bit thinkful then.

Bon:Kya hua ?patiababu?

Ani:aree bon mera kaam hi hain unlogo se door rehna tum tension mat karo.

Bon:jiii patiabu.

~~Ani left~~~

Bon was feeling vomiting and nauseous.

Bon:Aaj subeh se sar chakraha hain pata nahi kya ho gaya.Chalo thodi padhai kar leti hoon.

After a while~~~!

Ksj came on the door of anidita's hut.

Bahu bahu,hooo?

Bon was studying she stood up hurrily and went near the window.

Bon:ksj?aap?!

she lifted up the dupatta on her head.

Ksj:(Teary eyed)bahu kaisi hoo bahu?

Bon:Apke logo ke bina bilkul mann nahi lagta bhari babu ka khatti meethi baatein bhi yaad mujhe aati hain.

Bihari smiles!!

Ksj:Bahu bahar bahaut andolan hain angerzi afficers ke birodh?tum theek to ho na?Anirudh kahan hain?

Bon:Aree kaka wo to kacheri gi huye hain aur bahar se darwaza me taala lagake gaye meri sabdhani ki liye.

Ksj:Accha accga .bhalooo bhalooo.{good in bengali language}.

Suddenly bon was getting chakkars and one point she became unconsicious .

Ksj:Bahu bahu bihari darwaza khol iss ullu ke patthe ne band karke rakkha hain tod de .

Bihari:jii malik .he broke the door.

Bihari called a vaid babu and let him in the house.

Vaid ji checked bondita's condition and gave a sliight smile.

Ksj:kya hua vaid ji humari bahu theek to hain na ?

Vaid ji:Ek khushkhabri hain aap dada banne chale hain .

Ksj:Kya Kya hum dada banne chale hain

He got overwhelmed by the good news.

ksj:Areee wahhh!!Humara waaris aaraha aree bihari jaa mithiyya baat pure gaon ko!! jaa jaaa jald.

Bon was regaining her senses.She was murmuring "patibabu".

Ksj:Aree bahu hum hain kaka sasur ji tumhare .Bahu ek khushkhabri hain.Tum maa banne chali ho!

Bon:Hain?Main ?Maa!!

Ksj:Haan bahu maa!

Bon gets emosh.

Bon:Par patibabu kahan hain?

Ksj:Usko telephone kiya hain kaha ghar aaneko .Ajayega thodi der main bahu.Abb hum chalte hain.Sabko khushkhabri dene bhi to hain.tum aapna khayal rakhna theek hain?

Bon:Jii kaka sasur ji ^.^.

~~~~Ani came home~~

Ani : Aree ye kaka ne itni jaldi ghar kyun bulaya kyu tha aaj kya ho gaya .It was night.

Bon saw him and went excitedly to him.

ani:Patiababu aap aa gaye?

Ani:Haan bondita kuch hua hain kya .

Bon:Haan ek khushkhabri hain patibabu!

Ani:Accha kaisa ?

Bon:Koi aaraha hain jo aapko baba kehke bulayega!Main maa banne chali hoon aur aap baba!!

Ani :Kya kya?Shotti?

Bon:Shotti!!

Ani gets very emosh and says humaraa...baccha his wyes were filled with tears.

Bon:(Sentily)haan patibabu humara baccha!

{:They laughed with each other and lastly hugged each other.It was a moment of serene and happiness never like before ~~~~:}


So guys the next part will based on how ani will take care of bon in pregnancy times staying in a hut.More intersting twist and turns are coming ahead.And lemme know how did u feel reading this in the comment section.Stay tuned✨.

Just how fast the night changes🤍🌙Where stories live. Discover now