10. Inayat- A link to past

891 71 9
                                    

Anubhav called haseena to a room just next to their room....haseena entered and saw that everything was so beautifully decorated....both with things that haseena likes and some for the baby...hm's favourite books...her chair...some baby toys....and a small cradle cum bed for the baby...

She was overwhelmed to see these arrangements done by her beloved husband...

As-jaan humne woh sab kiya jo hume laga aapko pasand hoga....kaisa hai ?

Hm- anu....(hugging him) its beautiful....aapne kitne pyaar se yeh sab sajaya hai...baby ke cheeze bhi...anu aapko pata hai...na jana kyu...
par huke aise bachho ke cheeze dekh ke bohot sukoon milta hai...

As- hmmm...ab toh 3-4 mahino mein baby bhi a jayega (back hugging her and puts her hand oh her baby bump) phir aap khelna apne baby ke saath...khyaal bhi rakhna padega aapko

Hm-hmm...

As-par jaan (sitting on the sofa set) aapka pyaar humare prati kam nahi hona chahiye (sat with a cute frown like babies)

Hm- bilkul nahi hoga...(sitting next to him with her head on his shoulder)

•——————————————•

Time flew by and hm was in the hospital... (for her delivery) she was unconscious due to medicines...and soon after...the baby was born 🥰 It was a girl...a sweet angel....whose cries were heard by anubhav...and ammi....(maa and mpt were not there as many people were not allowed )

Doc came out....

As-haseena aur baby theek hai ???

Doc- umm...baby theek hai use bas incubator mein rakha gaya hai kuchh der ke liye....par haseena......

As-kya hua jaan ko ?

Doc- woh thodi weak hai....medicines ke asar jitna der hona chahiye usse thoda zyaada asar hua hai....woh abhi bhi behosh hai....chinta ki koi baat nahi hai yeh kabhi kabhi hota hai
Waise congratulations aapko beti hui hai

As- thankyou (doc went inside)

A- mai nani bann gyi....anubhav tum khush ho na ladki se ?

As-haan maa...hum toh beti hi chahte the...waise aapne aisa kyu poochha ?

A-bohot log ladki nahi chahte hai na...

As-ammi hum waise nahi hai...beta beti hamare liye dono ek saman hai...hum bas yahi chahte hai ki aapki beti aur ab meri beti bhi bass tandrust rahe....

A- hmmm...haseena bohot bhagyashali hai ki use tum jaise shohar mile....jo uski itni parwah kare

(Doc angain came to inform anubhav that haseena is conscious now...)

In her room (hospital) ~

Hm- anu baby theek hai ??

As-hmm...hume beti hui hai...aur woh filhaal incubator mein hai....

Hm- hume humari shehzaadi mil gyi 💖
Inayat

As-bohot hi pyaara naam hai...

A-tumhe ab bhi yaad hai ?

Hm- hmm

As-kya ?

Hm- phir kabhi batayenge

A-tum dono hamesha aise hi khush raho....

Hm- waise hume discharge kab milega ? (To doc)

Doc- 2 din observation mein rakhne ke baad discharge mil jayega

•——————————————•

4 months later ~

In anuseena's room...

Hm is laying down on the bed and anubhav is reading a novel sitting beside her....

Hm- anu....yeh kitab rakho na...aur sone aao plz

As-itni jaldi ? Abhi bass 8 baje hai

Hm- anu abhi so jayie...raat ko inu ki wajah se jaagna hi hai...

As-yeh bhi sahi hai

Hm- jab tak woh so rahi hai tab tak hume shanti hai

(Both chukle)

Hm- anu dheere...jag Jayegi

As-hmmm...ab so jaao

•——————————————•

At 1:30 am~

Our naughty inayat started crying
Anuseena woke up and haseena took inu in her arms and patted her back until she stopped crying...she took rounds around the room humming a tune...until inu fell asleep

Hm placed her gently on the cradle and sat on the bed

As-aapne kitni asani se ise sula diya....hum pichhle 4 dino se koshish kar rahe the magar yeh so hi nahi rahi thi

Hm- hahaaa....ab toh adat ho gyi hai hume aur yeh tune...jab bhi hum bachpan mein sunte the hume bohot achha lagta tha...abbu inayat ke liye gaate the

As gave her a confused look

Hm-pata hai aap nahi samjhe....inayat humari chhoti behn thi...jo ek din khelte khelte ball lane ke liye...road par chali gyi....aur accident mein uski death ho gyi...abbu humesha se chahte the ki jab bhi humari koi beti hogi hum uska naam inayat rakhe...isse hume humari behn aur abbu dono ki saath mehsus hoti hai
(A tear rolled down her eye)

As-(side hugged her) aapne hume kabhi bataya kyu nahi aapki behn ke baare mein..??

Hm- hume bohot hurt hota hai aur guilty bhi feel hota hai...

As-guilty kyu...??

Hm- kyuki shayad kisi na kisi tarah se inayat ki maut ki wajah hum hi hai....

As-kaise ?

Hm- hum dono khel rahe the aur ball lane ke liye humne hi use kaha tha...woh bass 4 saal thi...usse accidents ya cars ke baare main pata hi nahi thi....hum phirbhi usse thode bare the hume akal tha par firbhi humne use bheja aur yeh guilt hume aaj bhi satata hai....

As-jaan aapki galti nahi hai...aap bhi bachhi thi...aur aapko kya pata tha ki aisa kuchh hone wala hai....Iska dosh aap khudko mat dijiye...

Hm- hmmm...

•——————————————•

Aaj ke liye itna hi✌️

Note- maine jo name use ki 'inayat' woh agar aapko copied lage toh aisa nahi hai...yeh naam mujhe personally bohot close lagta hai...pata nahi kyu
Aur jo kuchh ff writers hm ke nick name ko noor batate hai na yeh bhi sabse pehle maine hi likha tha apne story mein (anuseena-aapke ideas)
So better see before you speak ❤️
No offence

(Yeh mujhe random idea aaya toh maine ek hi baar mein pura likh diya....1 ghanta laga...plz vote aur comment kar dena)

Upcoming- asha chachi ne aake kiya hungama
Stay tuned
Bye guys

Thankyou
~admin

Anuseena ~ A never ending love story Where stories live. Discover now