Hassena visits Anubhav

1K 92 13
                                    

Continued..

They all were back in Lucknow. Hassena decided to find out about the mission.

“Santosh, yeh! Ha vahi hai”, Hassena instructed to Santosh who was busy finding about Ayesha Gupta. “Madam, yeh vahi ladki hai jiske baare mein aapne mujhe pata lagane ke liye kaha tha. Par aap usse kaise jaanti hai madam?”, Santosh asked. “Voh saab chodiye humne aapko ek aur ladke ke baare mein pata lagane ke liye kaha tha uska kya hua?”, Hassena asked looking at the file. “Ha madam unka naam hai, ek Nayan Tiwari. RAW agent hai voh”, Santosh said. “Thik hai. Aap Jaye aur ha yeh kisiko pata nahi chalna chahiye. Varna aap jaanti hai ki hum aapko suspend kar denge aur maa baap aapki shaadi kar denge”, Hassena scared her. Santosh nodded in ‘No’ and zipped her mouth. “Jai Hind!”, Hassena said. “Jai Hind!”, Santosh said and left.

“Jai Hind Sir!”, Hassena saluted as she entered Anubhav's cabin. “Sir matlab baat thodi personal hai par aapne itni jaldi duty join kyu ki??”, Hassena asked. “Ghar par vaise bhi maan nahi lag raha tha. Isiliye duty join kar li. Vaise aap, yeh kyu puch rahi hai??”, Anubhav asked. Still he had the pale voice. “Sir, main toh sirf aapki bhalayi ke liye puch rahi thi aur kuch nahi. Vaise hume aapse jaruri baat karni hai”, Hassena said. “Kya??”, he asked. “Abhi nahi sham ko aapke ghar jab ayenge tab bataenge, agar aap ijajat de toh”, Hassena said. “Ha thik hain..par...” “Thik hai sir, hum chalte hai sham ko milte hai. Jai Hind!”, Hassena said excitingly as she didn't let Anubhav complete. Anubhav had regretted for allowing her to his house. He knew completely that she is planning to dig out the truth.

Hassena rang the bell of his house. Maa opened the door. ”Are Hassena. Kaisi hai??”, Maa said engluffing her into a hug. She hugged back. “Main bilkul thik hun Aunty ji. Vaise aap kahi ja rahi hai kya?”, Hassena asked eyeing her from head to toe. “Ha beta jara ek shaadi mein ja rahi hun. Mere ek behen ke bete ki shaadi hai. Unhe Anu ke saath jo hua pata nahi hai, toh jana padega. Humne Anu se nahi kaha kyuki hame pata tha ki voh mana karega. Main Karishma ko.... Chalo aab mujhe uski jyada chinta nahi hogi. Par tu yaha kuch kaam hoga haina??”, Maa asked. “Ha voh kuch kaam tha”, Hassena replied. “Lo, hum toh darvaje par hi duniya bhar ki panchayat lekar baith gaye andar aa na”, Maa invited her. “Tu kya legi Chai ya coffee??”, Maa asked. “Hume kuch nahi chahiye Aunty. Aapko late ho raha haina?”, Hassena said looking at the watch. “Are ha! Hum chalte hai. Dhyaan rakhna!”, Maa said and left.

“Anubhav sir”, Hassena called out knocking on the door. “Andar hi hai. Aa jaye”, Anubhav said and Hassena entered the room. The room was very dark. The only source of light was moonlight. Anubhav was standing leaning to the window. “Room mein itna andhera kyu hai?”, Hassena asked loudly, but no response. Finally, she switched on the lights with the help of her mobile torch. “Aab toh iss andhere ki adat si ho gayi hai”, He said calmly. Hassena was now fed up with his indirect sentences. She walked closer to him then was the time she noticed he is holding a photo frame. She took hold of the frame and was shocked to see his picture with a girl; the girl was non other than Ayesha Gupta. “Sir yeh aapke saath Ayesha ki tasveer?”, Hassena asked still shocked.

Anubhav got double shocked. “Aap Ayesha ko kaise jaanti hai?”, Anubhav asked. “Ha!” “Kaise lekin?” “Voh sab chodiye. Aap pehle bataye ki kya hua hai? Aapki chuppi hame andar se maar rahi hai Anubhav. Hame samajh mein nahi aa raha ki aap kyu sabse sab chupa rahe hai??”, Hassena said in louder tone. Anubhav just glanced at her and turned to leave. But Hassena held his hand. “Kya chahti hai aap??”, he was irritated. ”Sach sunna chahte hai hum!! Pata nahi aap sab se kyu chupa rahe hai?? Jo bhi hai please bata dijiye”, Hassena requested. “Hassena Mallik, aap kyu jaana chahti hai sach? Aapko kya fark padta hai?” “Hame padta hai fark. Aapne mission Jeet ke vakt bhi....” “Mission jeet! Yeh mission Jeet hi Karan hai ki hum aapko kuch bhi nahi batana chate. Aapne hi kaha tha na ki aap humare upar Bharosa nahi kar payengi”, he said as he spoke in between. Hassena was now silent.

“Kya hua Hassena Mallik?? Aapki khamoshi saaf saaf bata rahi hai ki aap humare upar Bharosa nahi karti hai. Yahi toh sabse badi pareshani hai Hassena ji. Aap se door rehkar haam pehle hi dukhi hai, yadi hum aapko sacchai bataenge toh hame daar hai ki aap hamse itni nafrat karengi ki hum uss nafrat ko jheel nahi payenge”, Anubhav said with heavy voice on verge of breaking down. “Yeh aap kya keh rahe hai?? Aaisa kya hua hai??”, Hassena asked. He looked away..

-To be continued

Jaane Kyu... Dil Jaanta Hai - By Janescripter✓Where stories live. Discover now