I Will Still Love Her

739 49 0
                                    

After Bondita truth come out that she's do a drama to being vaijanti .....
Anirudh can't believe what happen he never image bondita can do that with him....But Anirudh think he should hear this from her and conform....
Anriudh:-  vaijanti main tumhare muh seh sunna chahta hu kya yeh sab sach keh rahe hai ......
Trilochan:- tuh yeh kyu puch raha hai Anirudh sach toh tere samne hai.....
Anirudh:- kaka mujhe sach ishke muh seh sunna hai.....bolo kya yeh sach hai ....
Bondita silent....
Anirudh hold her hand.....but he eyes fall on her wrist ......he read there was written anirudh and bondita....he recall something.....

He eyes become tearly but he hide her but bondita notice this

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

He eyes become tearly but he hide her but bondita notice this.....
Anirudh:- mtlb sab sahi keh rahe the tum bondita ho ....khukhi yeh toh bondita keh hi haath per likha hua hai .....tum bondita ho....and left her hand......
Bondita:- sak....
Anirudh:- ek shabad nhi ek shabad nhi samjhi tum( shouted)
Bondita:- ek baar...
Anirudh:- aur kya jhuth bolna bakki reh gaya hai tumhe aur kya jhuth bolna baaki hai bolo (shouted)
Bondita:- mera yakeen kijiye sakha babu maine...
Anirudh:- yakeen tum per yakeen karu main bondita jishne abhi mera yakeen todha hai jishne mujhse dhoka diya hai aur ish anirudh roy chaudhari ko dhokar seh nafarat hai nafarat hai mujhe dhoke seh .....
Bondita:- maine koyi dhoka nhi diya main sach keh rahi hu sakha babu maine koyi dhoka nhi diya apko meri baat sunn lijiye.....
Anirudh:- mujhe tumhari koyi baat nhi sunni mujhe apni shakal dubara mat dikha tum ....tum woh bondita nhi rhi aab jishe hum jante the tum aab koyi aur bondita ho aur aab tumhara humshe koyi rista nhi samjhi tum koyi rista nhi.....kaka neh sahi kaha hum maar gaye hai tumahre liye maar gaye hai ...... samjhi...
Bondita become shocked she can't handle this words from anirudh.....her legs become unbalanced.....she about to fall but some one catch her.....
Everyone look over and the person was her londan friend Aditya.......
Bondita:- Aditya tum yaha ......
Aditya made her stand....
Aditya:- aana hi padha aur tumhare saath yeh sab dekh kar toh mujhe yeh lag raha hai yaha aakhar sahi kiya maine.....
Anirudh:- kon ho tum.....
Aditya:- bondita kah dost .....
Bondita:- Aditya dekho nah sakha babu neh kya kaha woh aisa kaise keh sakte hai woh mujhe nhi jante kya main aisa kabhi nahi karungi woh apni bondita ko nhi jante kya ...
Aditya:- bondita bondita aaram seh aaram seh warna tumhe attacks aane lagenge ....
Anirudh ( confuse): attacks....
Aditya:- haa attacks bondita ko attacks aate hai ....
Bondita:- Aditya....
Aditya:- nhi bondita batane doh inhe....toh suniye anirudh babu apke londan seh jaane keh baad bondita ko bure sapne aate the jishme aap hote the aur apke saath kuch bura ho raha hai aise sapne aate the ishe aur phir apke baare main aacha soch kar yeh thik ho jati thi ush din jab apne tukra diya ishe tab bhi attacks aaye hoge ishe.....
Tapur:- haa ush din didi sunn ho gyi thi phir bahut mushkil seh thik hue...
Aditya:- sunna aur aaj phir bondita ko wahi hone wala tha aap baar baar bondita ko dard kaise deh sakte hai apko ush per todha sah bhi fakar mehsuh nhi hota kya itna sah barosha  nhi aako ush per kya apne itna hi jaana hai bondita ko.....
Anirudh feel guilty but suddenly samporna spoke..
Samporna:- aap jish bondita ki baat kar rahe the woh yeh nhi hai yeh toh humhe apna dushman manti hai isliye ushne yeh sab kiya ....humshe jhuth bola aur vaijanti bankar humare samane aayi thaki humare khilaf shadish kar sakhe kyu bondita
Bondita:- nhi didi maine aisa kuch nhi kiya sach main aap log keh saath bura kyu karungi maine kuch nhi kiya mujhe batane kah ek mokha doh ...
Trilochan:- nhi dena koyi mokha hum yaha seh jah rahe hai ...manou apne chal bazzi ki jeth tum krishn nagar wale ......
Bondita:- kaka sasurji.....
Trilochan:- mat bolna ish naam seh tum nah humari woh bondita bahu aur aur nah hun tumahre woh kaka sasur sab maar gaye hai tumahre liye samjhi.....chal anirudh...
Bondita:- sakha babu meri baat ek baar sunn lijiye...
Kalindi:- chal yaha seh bondita.....aur kal panchayat main baat hogi ish per kal panchayat main milte hai hum ...... barrrister babu....aur tuh dushmano seh milna ho gaya ho toh chal yaha seh ....and hold her hand and take her away.....
Bondita:- sakha babu ek baar mujh per bharosa kariye main sach keh rhi hu maine kuch nhi kiya ....
And Aditya turn on Anirudh and say
Aditya:- aap bondita ko nhi samjh paye anirudh babu aur nah ushke pyaar ko ....and left from there behind bondita....
Anirudh and other family members also left ............
In Roy Chowdhury Haweli:-
Anirudh sitting alone in room and thinking....the words saying by Aditya
Anirudh:- maine bondita ko joh kaha kya woh sahi tha meri bondita kabhi bhi aisa nhi kar sakti kabhi bhi nhi... kuch bhi ho jaye woh kabhi galt kah sath nhi degi magar joh samporna maa neh kaha aur joh dikha ushse toh bondita hi galt lag rhi hai mujhe samjh nhi aah raha kon sahi hai aur kon galt..... bondita keh ankho main jhuth nhi tha ....main kya bass itna hi janata hu apni bondita ko...aaj maine dubara ushka dil todh diya ..... bondita sahi hai yah galt mujhe kuch samajh nhi aah raha ........
Suddenly, Two Bondita's appear there......
One in white aur second in black......
Anirudh:- tum dono kya kar rahi ho yaha.....
I using white for pure soul and black for bad soul....
White:- sakha babu kya aap bhi apni bondita ko galt samjhte hai kya apko bhi main galt lagti hu kya aap bhi mere barre main aisa sochte hai sakha babu boliye .....kya apko meri ankho main sach nhi dikh raha...apki bondita ko apne jhuth bolna nhi sikhaya hai sakha babu  ....aap toh humesha sach kah sath dete hai nah toh kya ish baar mere rakshak babu mera sath nhi denge.....
Anirudh:- magar main kya karu bondita saare sabut tumare khilaf hai ....mujhe kuch samjh nhi aah raha...
Black:- main aur dusmani nhi chahti ....aisa nhi hai barrrister babu main aab aapki dusman hu dushman agar dost hoti toh apke sath aisa karti kya sochiye sochiye......
White:- sakha babu agar mujhe dushmani nibhani hoti toh main kyu apko bondita ki baate yaad dilati kyu baar baar aisi baate karti jishse aap khush ho aur bondita ko yaad kare bataiye....
Black:- nhi baarister babu mere ish bhole chehare per mat jaiyeh gah yeh sirf apko dhokha dega aur aap phir ish bhole chehre main aah kar fisal jayenge....
White:- sakha babu main bass itna kahungi ki koyi bhi faisla lene seh phele aap ek baar acche seh soch lijiye gah aur phir koyi Faisal lijiye gah ek baar dil ki sunn kar dikiyeh gah....
Black:- nhi dil ki mat suniye gah Barrister babu
White:- sakha babu aap ishki maat suniye
Black:- nhi ishki....
And they start fighting....
Anirudh:- chup ek dam chup jaou tum dono yaha seh akela chodh doh mujhe jaou.......
And the shadows dispaire........
Anirudh:- kis ki sunu aur kiski nhi kon sach bol raha hai aur kon jhuth kuch samjh nhi aah raha magar bondita aisa karegi mujhe nhi lagta meri bondita aisa nhi kar skati magar kisi ki chal bhi toh ho sakti hai nah joh bondita ko sayad humari nazar main ghirana chahta ho.....kahi yeh.............
And Anirudh walk out from room....
Das Haweli:-
Thakhumaa raise hand to slap bondita but Aditya hold her hand...
Aditya:- main yaha hu tab tak meri dost bondita ko koyi hath nhi laga sakta samjhi aap.....
Kalindi:- tujhe pata hai tuh kise rokh raha hai .....
Aditya:- pata hai ek aise inshan ko jiske liye ushke jhuthe ghamand seh badkar kuch bhi nhi ....
Kalindi:- aay....
Aditya:- chilaye mat khukhi main apse nhi dartha joh aaj ho raha hai nah kahi nah kahi aap zimmedar hai ishke liye aur apki galti hai aapki wajah seh anirudh babu dushmani keh modh per kadhe ho gaye warna unhone kitni koshish ki apko manne ki magar apki yeh jhuthe rudh beh neh apko samjhane nhi diya ...
Kalindi:- galti humari nhi unhki thi aur aaj bhi unhki hi hai ...
Aditya:- galti apki bhi thi unkhi bhi magar unhone maafi mangne keh liye hath aage badhaya tha magar aap magar aap nhi manni kyu sahi kaha nha maine.....
Kalindi:- khukhi .. khukhi mujhe ..
Aditya:- khukhi apko apna badla lena tha kyu sahi kaha nah kalindi ji. .....
Kalindi:- aisa nhi tha....
Aditya:- aisa hi tha aur apne ush badle keh liye bondita keh sapne unkhi khushi yaha tak ki har cheez ko daw per laga diya kyu. .....
Kalindi:- main main....woh maine isliye kiya taki bondita apni nayi zindagi banye aur aage badhe
Aditya:- magar bondita toh aisa nhi chahti thi nah. ..... bondita waha yahi dushmani katam karne gayi thi taki sab thik ho jaye are yeh toh ush din tuth gyi thi magar phir sambal kar ishe yeh sab kiya magar achhe irade seh .... Apki wajah seh bahut kuch bigra hai kalindi ji bahut kuch jara sochiye apke ish dushmani keh rah per kitne logo ki bali Cheri hai aur joh inshan khul karbe seh durr rehta tha joh Gandhi ji keh bato ko manta tha aaj woh bhi badal gaya sochiye.....and looking towards bondita...chalo bondita....
And took bondita ........
In bondita room:-
Aditya:- kal tuh kya karegi bondita....
Bondita:- sach aur sach hi kahungi ...
Aditya:- aur agar sach hi tere liye tera bura bann gaya toh bondita .....
Bondita:- agar sach bolne seh main barbad hoti hu toh yahi sahi .....
Aditya:- magar bondita...
Bondita:- tuh jah aaram kar adi mere wajah seh aaya hai itni dur seh tak gaya hoga kal kah kal dekhenge..,.
Aditya stood up and move outside but stop on door and turned
Aditya:- chahye tere Sakha babu joh kare main tere sath galt nhi hone dungi chahe kuch bhi ho.....
And left from there....
Bondita:- mujhe yakeen hai aap per sakha babu mere sakha babu mera kabhi bura nhi hone denge and smile......

ANIDITA:-ONE HOLDWhere stories live. Discover now