part 11

1.2K 131 23
                                    

Sorry, If there are any mistakes

Back to story

A luxurious car has been stopped before a house

A person in black tuxedo stepped out from the car

Putting on goggles moving very fastily

Cabir knocks the calling bell

A middle aged person of 40 years opens the door

Cabir: aap shehnaaz ki papa haina??

Shz dad: ji aap kaun??

Cabir : andar toh aane dijiye phir batata hun..

Shz dad: ji ayiyee..

Cabir and Manik comes into the house

Manik removes the goggles and observes the house and sits on sofa

Shz dad : ab batayiye aap kaun hai ? Yaha kyu aaya??

Manik: ji mein Sidharth ki chota bhai hu..

Shz dad: acha ab samaj gya mein.. niklo tum dono yaha se .. chali jayiye

Manik: ji.. hum toh chalenge bas mere sawalon ka jawab dijiye phir mein khud chala jaunga..

Shz dad glares at Manik irritatedly

Manik : aap kyu Sidharth ko apni beti ke saath shaadi kyu nahi kar sakte??

Shz dad : kyu karna hai ? Meri beti ko best milega

Manik: theeke hai  toh aapke hisaab se Sidharth best nahi hai

Shz dad: nahi hai

Manik: aap itni confidence se kaise keh sakte ho mera bhai perfect nahi hai

Shz dad: woh  abhi padayi kar rha hai aur woh daru pita hai aur unke saath koi apna nahi hai matlab parents bhi nahi hai .. sirf paisa hai..

Jiska matlab yahi hai na jo log paise hota hai toh woh kuch bhi kar sakta hai .. yahi vishwas hai na tum jaise ameeron ki ..

Manik in a cool way: uncle ji aap galat soch rhe ho

Ha aapne jo kuch bhi kaha woh sahi hai but paisa hai toh kuch bhi kar sakta hum ye bahot galat baat hai

Theeke hai mein dusra question puchta hu..

Aapke hisab se aapko kaise damad chahiye

Shz dad:  dil se acha wala.. aur sab ki izzat karne wala aur mera beti ko bahot pyar karne wala

Manik: toh apne beti pyar kiya hai na .. toh dijiye na usko uski pyar

Shz dad: ha de sakta hu par uss ghar mein bade log nahi hai ..apke parents nahi hai  toh mein apni beti ko ek joint family ke ghar mein shaadi karna chahta hu ..

Cabir murmers aree isko toh kuch na kuch reason chahiye.. uff..

Manik : acha uncle ji aap batayiye aap apni beti ki shaadi gharwalon se kar rha hai ya ladke ke saath

Uncle ji agar do log pyar karta hai toh hum kaun hai rokne wale ..

Wo dono ek dusre ke saath hi khush hai please try to understand says by joining his hands before shehnaaz dad

All this scenario was observing by shehnaaz,nandini and shehnaaz mom from upstairs

Shehnaaz is sobbing continuously and Nandu is holding shehnaaz tightly

Shz dad : tum kuch bhi kaho mein nahi de sakta apni beti ko

Manik: uncle ji mein chahu toh mein abhi ke abhi un dono ka shaadi kar sakta hu..kyu ki woh adults hai woh khud apna decisions le sakta hai..

Par mein apka izzat nahi mitana chahta hu..issliye please accept kijiye na

Shz dad : nahi

Manik: ab kya rok rahi hai apko aap nah keh raha hai

Shz dad thinks for a while and says CASTE

Manik looks shehnaaz dad weirdly and looks at cabir

Cabir also looks at Manik and says WHAT??

shz dad: ha mere relatives ke saath mera izzat ka kya ?? Tum hamare caste ki log nahi hai na

Manik: ji aap kya bol rhe ho ? Iss zamana mein kaun dekhe ga ye sab

Shz dad: mein dekhta hu

Manik presses his forehead with thumb and forefinger and takes a deep breathe

Manik in mind : lagta hai uncle nahi mannane vala .. ab mein bhi kuch nahi kar sakta..

Ab kya karu..

Cabir understands Manik worries

Cabir :Hi bhabi says looking at shehnaaz

Shz dad glares at cabir angrily

Manik lifts his head and sees cabir and then Shehnaaz who is standing in upstair

Cabir gives a wide grin to manik

Cabir: ha bhabi aap ko bula rha hu mein..

Shehnaaz comes downwards :ji

Cabir: kya haina aap ke pitaji accept nahi kar rha hai

Toh iska matlab aap hamare saath nahi aa sakta hai.. hum jaante hai ye baat aap apne pitaji ke aganist nahi kar sakte

Shehnaaz looks towards floor and sobs

Manik: uncle dekha na woh nahi aana chahti apke permission ke bina..  that's the respect she gives to you

So why can't you give her what she want??

Shz dad turns his face to other side

Manik: theeke bhabi mein apko lene ke liye aaya hu yaha par .. lagta hai yaha mamla bahot hi complicated hai..

Aur aap apni papa ke permission ke bina aap ek kadam bhi nahi bahar rakh sakte .. theeke hai bhabi

Ek aur baat.. kya haina mera bhai bahot hi bura haal kardiya apne aap ke saath..pyar mein itna dub gaya ki ..sirf aapki baare mein soch rha hai .. na kuch kha rha hai...

Aur apni halath bahot kharab karke ab patient ban gya.. din mein do do salines rakh raha hai..

Ro rokar ankhe suj gya.. sach keh rha hu bhabi mein ne bhai ko aisa kabhi nahi dekha.. woh bahot strong hai.. abhi bhi woh mujhe ye sab nahi kaha par mein jaanta hu..

Bhabi mein sab kuch try kiya apni papa ko samjane ki par woh shayad sunne ke liye ready nahi hai aur aap bhi sunliya na uska reason CASTE hai toh mein kuch bhi nahi keh sakta

Shehnaaz cries loudly

Manik : ab mein chalta hu bhabi .. aap bhi bhul jayiye Sidharth ko MOVE ON karne ki baare mein sochiye

Mein bhi bhai ko London ya newyork lekar jaunga kuch din ya kuch mahine ya kuch saal mein kabhi na kabhi aapko bhul jayega woh bhi

Aap chinta mat karo unka

Manik turns and walks slowly  followed by cabir

Shehnaaz feels like her world is collapsing..tears are continuously flowing ..

Manik stepping his foot out from the house

BUT....

Mein itna discussion Manik ke saath issliye likha tha ki Manik character ko jaane ke liye.. matlab woh bahot hi soft hai .. woh gussa kabhi bhi nahi ho ga..



That's it for today 🙂


Eternal Love 💞Tahanan ng mga kuwento. Tumuklas ngayon