269

1.8K 121 50
                                    

Hello 👋. Aaj ke din ka teesra update. Enjoy!!!

Ise pichla mujhse nahi likha jayega. Khud dekh lena sonyliv par.
*****************************************
Here after the doing the sagaai of Sameer and shalini,hm came back in her room. She was totally shocked due to everything which ks told. She sat on the bed.

Hm:- Anubhav ne humein phirse dhoka diya nahi nahi aaisa nahi ho sakta humne dekha unki aankhon mein sach, unki aankhon mein humare liye pyaar. Phir yeh sab, kahin unki koi majburi to nahi. Kahin unki jaan ko khatra to nahi. Lekin phir Karishma Singh ne unke baare mein aaisa kyun kaha, kahin woh humse Jhoot to nahi bol rahi. Humein kal hi insab ke bare mein unse poochna hoga.

And here ks ki baatein sunlo Sorry padhlo.

Ks:- Hey bholenath yeh kya ho raha hai. Kitni mushkilon se to bhaiya aur hassena Maddam ko ek kiya tha aur ab woh phir alag hojayenge. Nahi nahi hum aaisa nahi hone de sakte. Humein jald se jald kuch karna hoga.

Then a plan comes in her mind.

Ks:- Haan yehi sahi rahega isise poori department ki aakhein khulengi. Hum kal subah hi ise anjaam dena hoga.

Next morning, isese pehle ki hm ks se mile she went to dhoodhwale uncle. Ab yaar woh commissioner ya IG to honge nahi. Agar hote uniform mein hote. Ab unki post show waalon ne batayie nahi to main to dhoodhwale uncle hi kahungi. To dhoodhwale uncle(du) ke office mein.

Vanya:- Kahaan tabella.

Me:- Are woh jagah to unhone anu Bhaiya ke liye book ki thi😂😂 unki behan ke liye nahi.

In dhoodhwale uncle's office.

Ks:- Jai Hind sir

Du:- Jai Hind. Kahiye kaise aana hua.

👻:- Aapka sar khaane ka man tha inka isiliye aagayi yeh

Du:- 🤨🤨

Ks:- Sir woh yeh poochne ki aapne anu bhaiya ko aaisa kyun kaha hai ki woh yeh sagaai nahi kar sakte

Du:- Dekhiye karishma Singh yeh mission Bohot zyada important hai aur hum nahi chahte the ki mission se pehle hi woh kisi jazbaati rishte main band kar kamzor pad jaye.

Ks:- Lekin yeh aap kaise keh sakte hain ki hassena Maddam se sagaai karne ke baad woh kamzor pad jayenge. Hm ke liye khud desh pehle aata hai aur pyaar takat hota hai naki kamzori.

Du:- Aur yeh aap kaise keh sakti hain ki pyaar takat hota hai.

Ks:- Hum sabit kardete hain. Aap ek team dhoondh rahe ho na Bhaiya ke saath mission par bhejne ke liye to aap humare mpt ki team ko bhejdo. Humari team unke liye pariwar se kam nahi hai, to isese yeh sabit hojayega ki pyaar kamzori nahi hai.

Milkman uncle knew that mpt will be best option for the mission.

Du:- To theek hai hum aapke thane ko is mission mein onboard lete hain.

He drafted the letter and signed it and gave her. She came back to mpt and entered Hm's cabin.

Ks:- Jai Hind Maddam sir

Hm:- Jai Hind. Karishma Singh Humein aapse Anubhav ke baare mein kuch zaroori baat karni hai.

Ks:- Humein pata hai aapko kya poochhna hai. (Loudly) jo log oil checking kar rahe hain kripya andar aajayein.

Cheetoshpa came inside.

Trio:- Jai Hind

Kareena:- Jai Hind.

Kuch Lamhe DubaraWaar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu