ek misunderstanding ch 2

930 62 1
                                    

WHEN ALL THIS WAS HAPPENING IN MUMBAI IN LUCKNOW IN MPT
KS ENTERS
Everyone- jai hind Madam sir
Ks-kitni baar aapko bola hai humme iss naam se nahi bulaya kariye yeh naam sirf Haseena madam ka hai aur unka hi rahega
Hum madam sir ke cabin mein hain agar koi zaroorat ho toh bula lijiyega.
Everyone- ji madam
KS ENTERS THE CABIN
OUTSIDE
Ps- 5 saal ho gaye aaj bhi karishma madam haseena madam ko ho iss thane ki SHO manti hai na unki name plate hatayi hai na unki kudsi pe baithti hai na humme unhe madam sir bulane deti aur abhi bhi unke liye yeh Haseena madam ka cabin hai Bohot garv hai humme unpar
Ss-koi kuch bhi kahe yeh madam sir ka thana tha aur unka hi rahega
THE GARLAND ON HM'S PHOTO FELL DOWN PS WENT TO PUT IT BACK JUST THEN AS ENTERED HE WAS FURIOUS TO SEE PS PUTTING GARLAND ON HM'S PHOTO
As- humne aapko kitni baar bola hai ki meri Haseena ki photo par koi haar nahi chadayega samjhe
KS HEARD THE SHOUTING AND CAME OUT AS WAS FURIOUS
Ks- shaant ho jaiye bhaiya koi baat nahi h hatta dete hain abhi hatta dete hain
KS REMOVES THE GARLAND
Ks- lijiye hat gaya ab shant ho jaiye
As- meri Haseena ko kuch nahi hua hai voh bass mujhse naraz hai isliye mujhse door hai
Ks- aapki galti nahi thi voh bas ek accident tha
As- humari galti thi humne kyun unse voh...
Ks-voh kya bhaiya??
As- humme jana chahiye
AS LEAVES HM WAS CONFUSED HE HAD NEVER BROUGHT THAT UP BEFORE AS WENT INSIDE THE CAR HE WAS SHOCKED TO SEE THIS
Hm-kya hua anubhav gadi nahi chalayege
As- aap
Hm- Kyun nahi aa sakte
As-aap hi ke toh aane ka wait kar rahe hai
Aap hur baar humare sapno mein hi toh aati hai pata nahi asal zindagi mein kab hum dono ek ho paayenge
Hm- humne ek khooni se pyar kabhi nahi kar sakte
As- khooni??
Hm- haan humare khooni kyun nahi bataya na kissi ko ki kaise mara tha aapne humme haan voh ek accident tha par galti aapki thi kyun gaye hum ghar chod ke kyun chalayi humne full speed mein gaadi kyun hua humara uss truck ke saath accident kyun gaye hum aap sabko chod ke kyunki aapne humme majboor kiya  khooni hain aap humare khooni
As- jhoot bol rahi hai aap chale jaiye yahan se jaiye
HE CLOSED HIS EYES AND SHUT HIS EARS WHEN HE OPENED THEM HM WAS GONE AS DROVE THE CAR HOME ENTERED HIS ROOM AND CRIED HIS HEART OUT JUST THEN HIS PHONE RANG IT WAS A CALL FROM HQ HE WAS CALLED THERE IMMEDIATELY
THE SCENE CHANGES AS IS STANDING IN CO CABIN
Co- ek  bohot badi drug smuggling hone vaali hai Mumbai port se tum kal hi mumbai ke liye niklo
As- ji sir jai hind
HE LEAVES
THE SCENE CHANGES
IT WAS MUMBAI HM WAS IN A CABIN SITTING AND A MAN IS SITTING IN FRONT OF HIM
Man- agent H kal Mumbai port pe ek bohot badi smuggling hone vaali hai vaise police force ke ek kabil officer aa rahe hai vahan but  I want you to still be there door se hi sahi poore mamle pe aapki nazar honi chahiye aur agar koi gadbad hoti hai toh take a move
Clear
Hm-crystal
Man- should be
Hm- ji jai hind sir
THE SCENE CHANGES
IN LUCKNOW AS IS SITTING IN HIS BACKYARD WHEN KS ARRIVES
KS- bhaiya voh
As- kal hum mumbai ja rahe hain
Ks- mumbai par aapki aur bhabhi ki
As- hum jante hai kal kya hai isiliye aaj raat hum haseena aur uski yaadon ke saath bitana chahte hai kyunki kal hum apna farz nibha rahe honge
Ks- thik hai
THE SENE CHANGES AS IS IN HIS ROOM THE ROOM IS BEAUTIFULLY DECORATED AND THERE IS A CAKE ON THE TABLE
AS CUTS THE CAKE
AS- salgirah ki hardik badhai haseena ji
Aaj humari shadi ko 6 saal ho gaye
THE SCENE CHANGES HM IS IN THE BALCONY OF THE HOSPITAL SHE HAS A SLIGHT SMILE ON HER FACE THINKING ABOUT AS.
HM- happy anniversary anubhav ji .
AS AND HM BOTH ARE THINKING ABOUT THEIR FIRST MARRIAGE ANIVERSARY THAT THEY SPENT TOGETHER
FLASHBACK STARTS
HM WAS SITTING IN HER CABIN NO ONE ELSE IS THERE SHE IS ON NIGHT DUTY SHE HAS COMPLETELY FORGOT ABOUT THEIR MARRIAGE ANIVERSARY
WHEN AS ENTERS
As- kaisi hai priye
Hm-aap yahan kya kar rahe hai ghar pe mumma pareshan ho jayengi na
As- humari mata shri bhi janti hai ki aaj toh hum dono saath hi rahenge
Hm-aaj kyun aaj kya hai
As- aap bhool gayi
Hm- ohhh sorry sorry humare dimag se poore tarah se utar gaya kaam ke chakar mein aaj humari
As- ji aaj humari saalgirah hai
Hm-I am so sorry
As-ab itne pyar se sorry bolengi toh toh haaye
Hm- plan kya hai
As- aaiye humare saath
HE TOOK HER OUTSIDE IN FRONT OF MPT IT WAS DECORATED WITH ROSE PETELS AND WITH FAIRY LIGHTS IT SAID HAPPY ANIVERSARY HM WAS IN TEARS
AS- arre aap toh rone lagi
Hm- nahi voh toh yeh bohot khoobsurat hai
AS WIPES HER TEARS
AS- kyun ro ro rahi hai
Hm- itna special humme kabhi kissi ne feel nahi karaya abba ke jane ke baad saari zimmedari saari humpar aa gayi toh kabhi khudke liye kuch karne ke liye say hi nahi milla
As- haseena ji
HM HUGS HIM
AS HUGS HER BACK
As- aap kya karna chahti hain
Hm- kuch nahi bass zindagi bhar aapke saath rehna chahte hain
As- hum vada karte hain ki hum apko kabhi chod ke nahi jaayenge
Aur ki kabhi kabhi aapko dhoka nahi denge
Hm- hum bhi vada karte hain
THEY BREAK THE HUG AND ENJOY THEIR BEAUTIFUL NIGHT
FLASHBACK ENDS.
BOTH OF THEM ARE IN TEARS AND BOTH OF THEM ARE LOOKING AT THE SKY.

ek misunderstandingTempat cerita menjadi hidup. Temukan sekarang