ek misunderstanding ch3

841 59 1
                                    

IN MUMBAI
HM AND KA ARE. HAVING BREAKFAST JUST THEN A GIRL ENTERS
Girl- good morning people kya chal raha hai
Hm- hi Shreya
Sh- kya aisa sookha sookha hi Main itni din baad lauti hoon
Ka- sookha sookha nahi aise
SHE RUNS AND HUGS SH
SH- batta isse bhi patta hai par meri best friend ko nahi patta.......haye meri phooti kismat
Hm- thik hai thik hai kitna drama karti hai aaja nashta kar le
Sh- arre bilkul
Vaise anamika singh ko aaj humari yaad kaise aa gayi
Hm- aaj ka mera routine bohot hectic hai agar abhi jaoongi toh raat mein hi lautoongi Isley aaj tu Kashish ko school se lekar ghar le aayegi
Sh- kyun humari ghar ki Hitler kahan hai??
Hm- pehli baat Babita ma'am Hitler nahi hai aur doosri baat voh apne ghar par hai unka koi zaroori case hai jisse investigate kar rahi hai
Sh- ohh toh main toh khaali baithi hoon par apni iss choti shaitaan ke liye Shreya humesha khali hai.
THE CLOCK STRIKES 9:00
Hm- dekho Kashish school bus ka time ho gaya chaliye
Ka- ok mumma
THE SCHOOL BUS ARRIVE IN FRONT OF THEIR HOUSE KA LEAVES FOR HER SCHOOL
Hm- achha ab main bhi nakalti hoon
Sh- thik hai
HM LEAVES
THE SCENE CHANGES
AS REACHED THE THE SEA PORT AND SO DID HM SHE DID NOT REALISE IT WAS AS AS SHE WAS STANDING AT A DISTANCE AND AS HAD HIS BACK TOWARDS HER SOON A SHIP ARRIVED FROM WHICH  DRUGS WERE BROUGHT OUT AS ATTACKED THE GOONS HM WAS WATCHING THIS FROM A DISTANCE FROM THE TOP OF A TREE NOT REALISING IT WAS AS SHE HAD A SNIPER GUN IN HER HAND JUST IN CASE THINGS GO OUT OF CONTROL AS FOUGHT THE GOONS BUT THEN SHOT A BULLET AT AS IT HIT HIS ARM HE FELL DOWN THEY WERE GOING TO TARGET HIS HEART BUT BEFORE THEY COULD SHOOT HM SHOT EACH ONE OF THEM FROM A DISTANCE AS WAS CONFUSED HE LOOKED BACK BUT HE COULD ONLY SEE HM'S SHADOW AND HM WAS ALSO NOT ABLE TO RECOGNISE AS BEFORE SHE COULD GO TO HELP AS THE POLICE FORCE CAME AND AS LEFT
HM ALSO LEFT FOR THE HOSPITAL
THE SCENE CHANGES
HM IS IN HER CABIN WHEN A NURSE ARRIVES
Nurse- good morning doctor
Hm- good morning kya hua
Nurse- doctor singh voh ek paitent aaya hai chot lagi hai khoon kafi zyada beh gaya hai
Hm- kya paitent hosh mein hai
Nurse- ji
Hm-thik hai yeh achhi baat hai aap unhe ek pain killer ka injection dijiye hum aate hain
Nurse- ji
THE SCENE CHANGES AS IS IN A HOSPITAL ROOM HIS ARM IS BLEEDING THEN A NURSE ARRIVES
Nurse- humari doctor aa rahi hai tab unhone aapko pain killer injection dene ko bola hai
As- ji
THE NURSE GIVES THE INJECTION TILL THEN HM ARRIVES BOTH OF THEM ARE SHOCKED TO SEE EACH OTHER
AS- ha..haseena......aap...aa
Nurse- kya aa aa kar rahe hai aur kaun haseena yeh humari hospital ki heading surgeon hai Dr Anamika Singh
HM SNAPS OUT OF HER SHOCK SHE TELLS THE NURSE TO LEAVE
NOW  AND AS ARE ALONE IN A ROOM
HM IN HER MIND-  you are a doctor Haseena malik tumhara koi bhi personal relation tumhare professional decision ko affect nahi sakta bhale hi voh tera pati hi kyun naa ho abhi ke liye voh sirf tera ek paitent aur tu usse vaise hi treat karegi jaise tu apne paitent ko karti hai
HM TAKES A DEEP BREATH
Hm- aapko yeh chot kaise lagi
Humne aapko pain killer de diya hai thodi der main dard band ho gayega tab tak hum aapke haat pe jo bullet lagi hai usse dekh lete hai aur usse nikal deye hai
As- aap humari haseena hai na
HM HELD HIM BY HIS ARM AND SAT NEXT TO HIM ON THE BED SHE WAS DOING HIS FIRST AID
Hm- thoda dard hoga
As- haseena aap javab kyun nahi de rahi hum aapse kuch pooch rahe hai humse itna naraz ho gayi ki ghar chod ke chali gayi
Hm-hum aapki Goli nikal rahe hai hiliyega mat
HM REMOVES THE BULLET
As- aahhhh!!
Hm- humne kaha tha dard hoga
As- humme fark nahi padta
Hm-now let me take a look
As- aap humari haseena hai na boliye na
Hm- aapka tissue damage hua hai isse thik hone mein vakt lagega hum patti kar de rahe hai baki aap aram kijiye aap jitna apne haath ko aram denge voh utna jaldi thik hoga
As- aap humari baaton ka jawab kyun nahi de rahi hain
Hm- thik aapki patti ho gayi hai aaj raat ke liye aapko yahi under observation rehna hoga phir aap kal sham tak ja sakte hain
thankyou for your cooperation
HM GOT UP TO LEAVE BUT AS PULLED HER BACK DOWN
AS- aapne aisa kyun kia humare saath kyun gayi humme chod ke
Hm- hum aapki Haseena nahi hai
As- yeh jhoot hai
Hm-humara naam anamika singh hai hum yahan ke heading doctor hai aur aap humare paitent humare aur aapke beech aur koi rishta nahi hai
TILL THAT DOCTOR ARRIVES
DR- anamika
AS AND HM SEPARATE
Hm- ha..haan...haan bolo
Dr- ek urgent surgery hai chalo
Hm- haan thik hai
HM LEFT AS WAS ALONE IN THE ROOM HE WAS TALKING TO HIMSELF
AS- hum jante hai ki voh aap hi hain haseena patta nahi aap humme sach kyun nahi batta rahi hai par hum jante hai ki aap humari haseena hai kash uss raat.....
THE SCENE CHANGES HM IS PERFORMING A SURGERY AND THE SURGERY WAS A SUCCESS .

ek misunderstandingWhere stories live. Discover now