ek misunderstanding ch5

810 59 1
                                    

AS FOLLOWS HM HOME AND WAS SHOCKED TO SEE A LITTLE GIRL WITH HER BUT STILL DID NOT REALISE THAT THIS LITTLE GIRL IS HIS DAUGHTER

HM WALKED UP TO KA AND
hm- toh chale ghoomne
Ka- haan main na poore tarah se taiyaar hu
Hm- main bhi baby
Ka- I love you
Hm- I love you too
SHE PICKS HER UP IN HER ARMS AND KISSES HER ON HER CHEEKS.
AS-(WHISPERING) humne apni haseena ko itna galat kaise samajh liya voh toh iss bachi se baat kar rahi thi.
THEY LEAVE FOR THE BEACH
AS FOLLOWS THEM
THE SCENE CHANGES
HM IS SITTING ON A BENCH AND AS IS STANDING BEHIND A TREE JUST BEHIND THE BENCH AND KA IS PLAYING IN THE SAND IN FRONT OF HM
Ka- mumma suno Mumma!!
Hm- kya hua Kashish yahi aapke samne toh baithi hoon shout kyun kar rahi hain aap
As-(WHISPERING) Mumma!!
Ka- aap phir se kisi ke thoughts mein kho gayi thi toh zor shout karna pada
Hm- hmmm....achha bataiye kya hua
Ka- kal father's day hai toh mere papa kahan hai
Hm- Papa......
Ka- haan aap ne kabhi nahi bataya toh aaj aapko batana padega Varna main aapse nazaar ho jaungi
Hm- nazaar....ohh naraaz
Ka- haan vahi nazaar
Toh batao kaun hai mere papa kahan hai voh?
Hm- Kashish.....voh aapke papa....(SHE TAKES A DEEP BREATH) aapke papa na sirf mumma ki aur baby ki hi nahi poori country ki protection karte hai isliye voh humare Saath nahi rahte
Ka- toh mere papa superhero hai
Hm- haan aapke papa superhero hain
Ka- sachi
Hm-sachi
Ka- papa ke paas superhero suit bhi hai
Hm- superhero suit nahi usse vardi kehte hai ek khaki vardi
SHE KNEELS DOWN TO KASHISH
jisme khandho pe sitare sir pe topi aur dil mein desh ki sewa karne ki ek chingaari jo iss vardi ko pehente hi jalte huye aangaro mein badal jaati hai
Ka- matlab
Hm- matlab papa ki unki desh ke prati jo duty hai voh sabse important hai
Ka- mumma aur baby se bhi zyada important
Hm- haan humse bhi zyada important isley toh hum aur aap yahan reh rahe hai papa se door
Ka- jisse unhe disturb na ho
Hm- haan jisse unhe disturb na ho
Achha ab hum log yahan bohot der se khel rahe hai ab ghar chalte hain
Ka-ok mumma
THEY LEAVE FOR THEIR HOME
AS WAS NOW SURE THAT IT WAS HER HM AND WAS ALSO HEARTBROKEN TO SEE HM MANAGING ALL THIS ON HER OWN
THE SCENE CHANGES
HM IS SITTING ON HER DINING TABLE AND COUNTING SOME MONEY AND AS IS SILENTLY WATCHING HER FROM A DISTANCE OUTSIDE THE WINDOW
Hm- yeh kya iss phir Kashish ki schools ki fees fir uniform books sab kuch sara hisab bigad gaya phir abhi toh ghar ke bills groceries ka kharcha abhi toh bohot sara kaam hai phirse paiso ki tangi ho gayi abhi ghar ka kiraya bhi dena hai 60,000 mein ab sara ghar ka kharcha kaise chalalo
Bs- toh humne kitni baar kaha hai ki humse madat le lo
Hm- nahi ma'am aap bohot achhe se janti hain humare andar khuddari koot koot ke bhari hui hai aap hi ne toh bhari hai aap hi ki student hoon karoongi toh sab khud aur vaise bhi Kashish ke kharcho ke liye mere paas paise hain
Aur abhi meri salary bhi toh aani hai na
Bs-hmmmm..... Kashish ke kharcho ke liye tere paas paise hain aur apne liye pichle paanch saalon se tu sirf Kashish ke liye soch rahi hai kabhi kudh ke barein mein bhi soch
Hm- main zinda hoon kyunki main Kashish ki maa hu varna anubhav Singh ki patni toh uss din us accident mein mar gayi thi
Bs-tu kyun uss raat ko pakad ke baithi hai bhool ja usse
Hm- Ma'am mai nahi bhool sakti agar uss raat anubhav ne humari baat sun li hoti toh.....
AS-WHISPERING hum....aap pichle panch saalon se humare bina humari beti.....
AS BURST OUT IN TEARS AND LEAVES HE GOES TO HOTEL AND CHEKS IN THERE AND CALLS KS AND TELLS HER MEET HIM THERE AS SOON AS SHE ARRIVES
THE NEXT MORNING 🌅

ek misunderstandingWhere stories live. Discover now