humari team chapter 5

384 23 0
                                    

THE NEXT MORNING
(STILL THE BACK STORY IS GOING ON STILL IT IS HM FLASHBACK THAT WE WE ARE SEEING)
HM IS IN THE HOSPITAL WITH MAHIPAL SINGH THEY ARE SITTING IN A SORT OF CONFERENCE ROOM AND TALKING
Hm- kya hua chachu itne pareshan kyun ho
Ms- beta tu samajh nahi rahi hai bhale hi ab corona sankraman ki raftar dheere ho gayi hai par corona zyada jaanleva ho gaya hai aur upar se yeh black fungus beta hum hospital mein doctors kam pad rahe hain medical supplies kam pad rahi hai beds kam bad rahe hain aur media ne sir humari naak mein dam kia hua hai
Hm- hum kuch karte hai hum medical board se keh ke beds aur medecine ka intizaam karate hain aap fikr na kare aur rahi baat doctors ki toh sare doctors ji jaan se lage hue hain hum unpe aur pressure nahi dal sakte
Ms- tu sahi keh rahi hai beta thik hum bhi bast karte hai
Hm- ji par ab hum chalte hain haan thane mein sab humara intezaar kar rahe honge
HM LEAVES FOR MPT
THE SCENE CHANGES
IT IS JANKIPURAM THANA AND KARISHMA SINGH IS DOING HER WORK WHEN A MESSAGE POPS UP ON HER PHONE FROM A UNKNOWN NUMBER SHE OPENS THE MESSAGE IT IS A VOICEMAIL AND IT IS HM VOICE IT SAYS "karishma singh ka humare bina koi vajood nahi hai"
KARISHMA SINGH IS FURIOUS RT HEARS THE VOICEMAIL TOO
Ks- madam sir aap aisa sochti hain humare barre mein aur humne appe yakeen kia tha
RT- madam ji voh hase....humara matlab hai ki aapki madam sir toh kitni izzat karti hain aapki kitna pyar karti hain aapse voh aapke bare mein yeh sab kyun bolengi
Ks- voh toh vahan ja ke hi pata chalega
IN MPT
HM ENTERS THERE WAS WATER THERE SHE WAS ABOUT TO SLIP BUT CONTROLED HERSELF BUT TWISTED HER ANKLE
Hm- ahhh...!!
EVERYONE WENT TOWARDS HER
Ps- madam sir aap thik hai??
SHE WAS ABOUT TO HOLD HER FROM THE SHOULDER BUT HM STOPS HER
Hm- nahi nahi pushpa ji yeh kya kar rahi hai
Ps- aapke pair pe chot aayi hai na
Hm- haan par hum hospital se aa rahe hain aur poore gande humme jaake change kar lete phir aaram se baat karenge
Ps-ji madam
HM COMES BACK AFTER CHANGING INTO HER HER UNIFORM
PS MAKES HER SIT ON A CHAIR BECAUSE HER LEG IS PAINING VERY MUCH
TILL THAT KS ENTERS
Ks- madam sir humme aapse baat karni hai
Hm- kya baat hai karishma singh aap pareshan lag rahi hain
Ks- ab kya kare madam sir aapne kar hi diya hai itna pareshan
Hm- humne kya kiya
Ks- aap sach mein nahi janti ya na janne ka natak kar rahi hai
Hm- aap toh humse aise baat kar rahi hai jaise him koi criminal ho
Ks- criminal se kam bhi nahi hai humare liye madam sir
Hm- yeh kaisi baatein kar rahi hai aap
Kaunsa gunah kia humne
Rt- kuch Nahi has.....madam karishma madam ko zaroor koi galat fayami Hui hai hum unhe samjhane ki koshish kar rahe hain par voh maan nahi rahi
Ks- hum batate hain kya gunah kia hai
SHE PLAYS THE VOICEMAIL IN FRONT OF EVERYONE
Ps- madam sir??
Hm- yeh jhoot hai humme fasaya ja raha hai
SHE TRIES TO GET UP FROM THE CHAIR BUT IS UNABLE TO AND FALLS BACK ON THE CHAIR
Ps- sambhal ke madam sir
Hm- yeh..ahh...yeh jhoot hai karishma singh
Ks- yeh aapki awaaz nahi madam sir
Hm- humari hi awaz hai par
Ks- aapne yeh nahi kaha
Hm- humne kaha tha par uske alwa bhi bohot kuch kaha tha jo...
Ks- oh toh humare barre mein aapne aur bhi burayiya ki hai humare peeth ke peeche aapko kya laga humme iss bare mein patta nahi chalega
Hm- nahi karishma singh aapko pura sach..
Ks- humme jitna sach pata hai humare liye utna kafi hai
Hm- aapka yeh gussa aapko barbaad kar dega karishma singh
Ks- barbaad hone ki baari ab aapki hai
Ps- ek baar unki baat toh suniye
KS IGNORES PS AND LEAVES.
HM TRIES TO GET UP AGAIN BUT WAS WAS ABOUT TO FALL DOWN BUT CC HOLD HER.
Cc- sambhal ke madam sir
Ps- haan madam sir aap apne pair ko aaram dijiye
Ss-madam sir aap andar rest kar lijiye rest room mein
THE SCENE IT IS ALMOST NIGHT TIME KS ENTERS THE REST ROOM HM WAS RESTING SHE WAS SLEEPING KS CAME SHE SAW HM LEG WAS ACTUALLY HURT SHE GENTLY TOUCH HER LEG BUT IT HAD PAIN SO HM WOKE UP
Hm- tauba tauba karishma singh yeh aa kya kar rahi hai humare pair ko haath mat lagayiye achha nahi lagta
Ks- madam sir aap uth kyun gayi....
Voh aapke pair mein chot lagi thi toh hum bas vahi dekh rahe the
Hm- ohh zyada chot nahi bas thodi si moch aa gayi
Ks- madam sir voh humne jaise react kiya humme vaise react nahi karna chahiye tha hum gusse mein aake kuch zyada hi bol gaye
Hm- koi baat nahi karishma singh
Ks-madam sir sorry bolne him aapko chai pilana chahte the par chai toh mili nahi kahin pe par juice mila hai aap piyengi
SHE TAKES OUT A BOTTLE OF JUICE AND TAKES SOME OF THE JUICE OUT IN A GLASS.
Hm- karishma singh abhi toh humme bilkul pyaas nahi hai par aap agar kehti hai toh
KS HANDS THE GLASS OVER TO HM
HM DRINKS THE JUICE.
Ks- kaisa tha madam sir juice
Hm- bohot acha tha karishma singh
Dekhiye hum jante hain aapko humari baat par(SUDDENLY HM FEELS DIZZY).....
Ks- kya hua Madam
Hm- kuch hum bas itna keh rahe the ki hum jante aapko humari baat par yakeen nahi hai par aap ek baar bulbul Pandey ka Phone check karke dekhiye hum jante humme poora yakeen hai ki voh....voh in sab mein
HM'S DIZZINESS WAS INCREASING
Ks- kya hua madam sir
Hm- patta nahi karishma singh chakar aa rahe hai
Ks- bas do minute madam sir
TILL THAT PUSHPA JI ENTERS TO CHECK ON HM AND
Ps- karishma madam aap yahan aur madam kya hua aapko
Hm- karishma singh......aap..... aapne... kyun
Ks- madam sir
Hm- kya milaya tha aapne juice mein
Ps- karishma madam aapne madam sir ke juice mein
Ks- amma haan humne madam sir ke juice mein nashe ki dawai milayi
SS CC AND RT ALSO ENTER
Rt- kyun??
HM WAS DIZZY SHE ABOUT TO FALL BACK BUT KS HELD HER FROM HER SHOULDER
Ks- chup karo sab
Iss nashe ki dawai ki vajah se madam sir jhoot nahi bol payegi
Toh bataiye madam sir kya aapne kaha tha yeh sab
HM NODDED IN YES
KS- dekha
RT TOOK OVER
Rt- kya aapko yeh sab zabardasti kehelvaya gaya tha
HM AGAIN NODDED IN YES
Rt- kya yeh recording poora sach hai
HM NODDED IN NO
Ks- toh poora sach kya hai madam sir
Ss- bas ho gaya karishma madam
Cc- santu ji sahi keh rahi madam zara halat toh dekhiye haseena madam ki
Ps- karishma madam aap.....aapko lagta voh iss samay baat karne ki halat mein hain
Aap bahar aaiye humare saath
PS PULLS KS FROM THE HAND SS AND CC ALSO FOLLOW HER RT MAKES HM LIE DOWN NICELY ON THE BED
RT WHISPERS INTO HM EARS
Rt- yeh karishma singh ne thik nahi kia haseena unhe tere saath aisa nahi karna chahiye tha
HM DOZED OFF AS SHE WAS UNDER THE EFFECT OF THE MEDICINE
RT GENTLY STROKED HER HAIR AND WENT OUTSIDE.
THE SCENE CHANGES IT IS MORNING HM IS STILL SLEEPING AND EVERY ONE IS WAITING FOR HER TO GET UP
Ps- patta nahi madam sir ko kab hosh aayega
Ks- aa jayega thodi der mein pushpa ji
Ss- sorry madam par aap na hi bole toh achha hoga
Cc- haan madam aap kuch na hi kahe toh hi behtar hoga
Ks- arre par
Ps- chup!! Ek dum chup ek aur shabd hum nahi sunenge aapke mooh se
HM SLOWLY GAINS CONSCIOUSNESS
Ps- madam sir
Hm- pushpa ji?
Ps- ji hum hi hain
HM SLOWLY GETS UP PS HELPS HER KS WAS ALSO GOING TO BUT PS STOPED HER
Hm- kyun kia aapne aisa??
Ks-madam sir hum sirf sach janna chahte the aur sach janne ke liye humne jo kia uske liye hum maafi nahi mangege
RT LOOK AT KS IN ANGER THEN HM AND RT HAVE A EYE CONTACT AND LIKE RT UNDERSTOOD WHAT SHE WANTED TO SAY RT CALMED HIMSELF DOWN .
Ps- aapko zara sa bhi pachtava nahi hai na jo aapne madam sir ke saath kia uska
Ks- kis baat ka pachtava pushpa ji humne toh sirf sach jana
Cc- aise madam agar iss dawai ka madam sir pe koi ulta asar ho jata ya koi reaction ho jata toh toh madam sir ki jaan khatre mein aa sakti thi na
Ss- aapne yeh sahi nahi kia madam
Ks- amma dekho humme jo soojha humne voh kia aur vaise koi humme kitna bhi kuch kahe kitna bhi majboor kare hum madam sir ke barre mein kabhi aisa kuch na kahen
Toh isme thodi galti madam sir ki bhi hai
Hm- haan bilkul humari galti hai humme zyada sambhal ke rehna chahiye tha ki kiska bharosa karna hai aur kiska nahi humme yakeen nahi hota karishma singh ki aap itna neeche gir jayengi hum......I could trust you with life itna bharosa tha humme aap par socha tha ki ek baar poori duniya humare khilaaf ho sakti hai par karishma singh humara bharosa kabhi nahi todengi par sabse pehle aapne hi.......
Ks- dekhiye madam sir
Hm- get out
KS FELL SILENT
Hm- get out karishma Singh
Ps- suna nahi humari madam ne kya kaha
Cc- haan aap ab aur humare thane mein kaam nahi karti
Ss- aur iss vakt madam sir ko aram ki zaroorat hai aur apne mahila police Thane parivar ki kissi anjaan ke savlon ki nahi
Ps- aap yahan se ja sakti hain sho karishma singh.
KS AND RT LEFT.

humari teamWhere stories live. Discover now