humari team ch 8

381 24 0
                                    

THEY ENTERED AND THEY WERE SHOCKED TO SEE THAT THE JANKIPURAM THANA TEAM WAS ALSO THERE AND WERE VERY TENSED ON THE OTHER SIDE OF THE GLASS IT WAS BULBUL PANDEY DAUGHTER AND HM KS APPROACHED BP
Ks- kya hua pandey ji
Bp- humari beti ki tabyat achanak kharab ho gayi aur ab usse quarentine kar diya gaya hai voh sirf 3 saal ki hai
Ps- voh thik ho jayegi
DR RIYA AND HM APPROACHED THE GLASS KS WAS FOR THE FIRST TIME SEEING HM AS A DOCTOR HM WAS WEARING A PLAIN BLACK HIGH NECK FULL SLEAVE TOP AND BLUE DENIM JEANS AND OVER IT SHE WAS WEARING A WHITE COAT  WITH DR MALIK WRITTEN IN THE COAT WITH HER HAIR TIED IN A TOP MESSY BUN ON HER HEAD HM WAS ALSO SHOCKED TO SEE ALL OF THEM TOGETHER
Hm- aapki beti covid positive hai
Riya- I am so sorry sir par humme usse kuch dino ke liye under observation rakhna hoga par luckily uspe covid ka asar zyada nahi hua hai toh jahan tak hai kal sham tak uski reports negetive aa jaani chahiye
Hm- aur ek bar aapki beti ki reports negative aa gayi hum usse discharge kar denge
Bp- thankyou so much haseena madam
Kya hum apni beti se mil sakte hain
Hm- I am sorry par iss vakt usse aram karne denge toh zyada achha hoga
Don't worry hum aapse vada kar rahe hain aapki beti ko kuch nahi hoga
Bp- humne aapke..
Hm- hum ek doctor hain aur humare koi bhi personal relation humare medical decisions ko effect nahi karte
TIL THAT ONE OF THE DOCTORS CALL HM FROM THE BACK SHE LEAVES
Riya- aap chinta mat kariye sir aapki beti ka case iss shehar ki best cardiac surgeon aur iss hospital ki head of surgery personally dekh rahi hain aur dr malik ka record raha hai aaj tak koi paitent aisa nahi hai jiski problem Dr malik solve na kar payi hon she is our best doctor your daughter is in good hands
Rt- no doubt
Bp- bilkul shukriya
DR RIYA LEAVES
THE SCENE CHANGES
EVERYONE IS SITTING ON THE WAITING ROOM WATCHING HM WORK FROM THE OTHER SIDE OF THE GLASS
ON THE OTHER SIDE OF THE GLASS ONE OF THE NURSE CALL HM BP  DAUGHTERS BED
Hm- kya hua
Nurse- dr isse yeh injection lagana hai par voh lagwa hi nahi rahi
KS AND EVERYONE ELSE WERE WATCHING THIS FROM THE OTHER SIDE OF THE GLASS
Hm- hmm yeh toh problem ho gayi
Girl- kuch bhi ho jaye main yeh injection nahi lagwaoongi
HM IN HER MIND- bilkul apne papa pe gayi ziddi
DT RIYA ALSO REACHED THERE
Riya- kya hua dr malik everything alright
Hm- dr Riya aapko nahi lagta iss ER mein bohot zyada light hai humari toh aakhon mein chubh rahi hai
KS WAS CONFUSED WHAT SHE WAS TRYING TO DO
Ks- light aur injection ka ka connection hai
Ps- patta nahi
ON THE OTHER SIDE
Hm- itni saari hum. toh gin bhi pa rahe uncountable
Girl- nahi main gin sakti hoon na mujhe atta hai counting karna
Hm- nahi agar hum nahi gin paye toh tum kaise gin logi ho hi nahi sakta
Girl- main abhi dikhati hoon
THE GIRL STARTED COUNTING THE LIGHTS WHILE SHE WAS BUZY DOING THIS HM GENTLY GAVE HER THE INJECTION
girl- yahan 15 lights hain
Hm- achha aap toh bohot smart ho
Girl- voh toh main hoon
Hm- par hum aapse zyada smart hain
Girl- kaise??
Hm- lag gaya injection
Girl- kya!! Kaise mujhe toh pata bhi nahi chala?
Riya- ab jab injection mein dard hota hi nahi hai kuch pata chalta hi nahi hai toh isse darne ki kya baat kyu. Dr sahi kaha na maine
Hm- arre haan bilkul
Girl- thik hai
Hm- thik hai abhi raat ho rahi hai so jaiye
SHE MADE HER LIE DOWN ON HER BED AND MADE HER FALL ASLEEP THEN CAME NEAR THE GLASS TO INFORM BP
Hm- aapki beti bilkul thik hai infact uski situation ki kafi improve kar rahi hai I am very confident ki hum usse jal tak discharge kar denge
Bp- humari beti ke liye aapne jo kuch bhi kiya uska ahesan hum kaise chukayenge
Hm- hum sirf apni duty kar rahe hain
Bp- humme maaf kar dijiye haseena madam humne aapko fasaya karishma singh ko aapke khilaaf kiya aapne toh karisa singh ka saath diya tha par humne karishma singh ko sirf utna part sunaya uss recording ka jitne se humme fayda ho humme maaf kar dijiye
Ks- aapne kya??
SHE HELD BP COLLAR
Ks- aapne humme madam sir ke khilaaf kiya humme bhadkaya madam sir ka istimal kiya aapki himmat kaise hui
Hm- chodaiye unhe karishma singh agar bhagwan bhi aake humme kehte ki aapne aisa kuch kia hai toh bhi hum na mante aur aapne ek aise aadmi ki baat mani jisse aap dhang se janti bhi nahi.
KS LEAVES HIS COLLAR AND CALMS
Ks- madam sir humme
TILL THAT HM PHONE RING IT WAS DGP
Hm- hello jai hind sir
DGP- jai hind miss malik
Karishma Singh ne aapke khilaaf complaint file ki hai aur departement ne yeh faisla liya hai ki agar aapne agle 24 ghanto main apni begunahi sabit nahi ki toh aapko suspend kar diya jaayega
Hm- kya ??
HM TAKES A DEEP BREATH
Hm- aap toh jaante hain sir ki hum yahan kyun aaye the
DGP- mahila police Thane ko dubara uske pairo pe khada karne ke liye
Hm- ji aur humara voh kaam ho gaya na
DGP- aap kehna kya chahti hai??
Hm- aap bohot achhe se jante hain hum kya kehna chahte hain sir
DGP- thik hai aap.....aapka tranfer letter aapke ghar pohoch jayega aapke saath kaam karke bohot achha laga aapke colonel bohot khush honge yeh Jan kar ki aap indian army vapis aa rahi hain
Hm- ji sir shukriya jai hind
DGP- jai hind major
THE CALL DISCONNECTS
Ps- kya hua madam sir
Hm- aap itna gir jayengi karishma singh humne kabhi nahi socha tha
Hum sahi the aap kudh ke alawa aur kissi ke barre mein nahi sochti
Rt- par hua kya??
Hm- inse poochiye Rajvir.....aap batayengi ya hum bataye
Ks-...........
Hm- thik hum hi batate hain karishma singh ne humare khilaf complaint file ki hai ek on duty officer ko insult karne jurm mein aur DGP sir ne humme 24 ghanto ka vakt diya hai humme khud ko innocent sabit karne ka varna voh humme suspend kar denge
Ps- aapne kiya yeh karishma ji
Ks- madam sir humme sach nahi pata tha
Hm- humne aapko mana toh nahi kiya tha par humme kahi na kahi yeh bharosa tha ki atleast......hum iss quarentine mein kaise khud ko innocent sabit kaise kare hum khudki madat kare ya humare paitents ki
Bp- aap chinta mat kariye hum jake DGP sir se baat karte hain
Hm- koi zaroorat nahi hai humne tranfer le liya hai
All- kya!!
Hm- humme maaf kar dijiye par aap log mane na mane hum aapki jid hai zaroorat nahi
Ks- nahi madam sir
Hm- hum aapko kabhi maaf nahi karenge
HM LEFT.


humari teamWhere stories live. Discover now