Un Barisho Se Dosti Achi Nahi

7 3 0
                                    

Un Barisho Se Dosti Achi Nahi
Kaccha Tera Makaan Hai Kuch Toh Khayal Kar.
Maryam reminded herself, adhi raat jiske baare mei sochne mei guzaar di aakhir wo barisho ki hi tarah toh hain, aur maryam? us makaan ki tarah jo barsaat ko usme aane ki toheen nahi kar sakhta, warna dewaare gir jayegi, aur ye maryam hargiz nahi hone de sakhti.

Where as,
Kabhi Aao Toh Hamare Shaher Tumhari Pareshan Aankho Ki Pareshani Hmare Tap Water Se Baha Denge
Ye ajeeb si shayari zahid ne bna liya tha jab usey maryam ke wo pareshan aankho ka khayal aaya.

Ab plan ke mutabiq teeno dost hostel se nikal chuke the, aur un un jagah par khade the jahan hostel ki larkiya aa sakhti hain.

'koi milaa?' bazil ne bluetooth pehna hua tha Jisme zahid aur shahzaib connected the call par

Zahid ne cafe ke paas ek larki notice ki jo hostel ki lag rahi thi or ittefaaq se zahid usey janta bhi tha.

'wait shayad milgayi'

'we are coming there' both disconnected the call

'hey miraa!' zahid acted while approaching her

'akele kyu baithi ho? Mind if i join?' zahid ne pucha and mira couldn't be more happier

'oh no please sit' mira politely replied

'yaar mai itna bore ho raha tha na, jabse us larki ne meri date kharab ki hain! koi larki mere kareeb aane bhi darti hain!' zahid acted

'kyun darti hain?' mira asked confusedly

'aare unko lagta hai mai us larki ko date kr rha hu aur wo larki serious type ki hai shayad mjhe tamanna bata rahi thi ki sabko lgta hai mai uske baare mei serious hu isiliye koi mere paas hi nahi aati' zahid pouted cutely

'hahaha zahid you are so cute'
'toh tum usey date nahi kr rahe?' mira asked

'nahi yaar wo toh us din liza ke piche aayi thi larkiyo ko pakadne'

'ahan..aur mujhe laga sharifa sirf sharif hone ki acting krti hain' mira whispered but little did she feel guilty about her doing.

'aare sachme Itni serious larki maine aaj tak nahi dekhi! Bhai enjoy kro kiya hai maze kro, fun kro!' zahid acted like he don't care.

'hai na! Mujhe bhi wo bilkul bhi nahi pasand, jab dekho tab hamesha lecture dete rehti hain!' mira frustratedly said

'waise agar koi nahi hain toh mai...' mira waited for his signal

'mere sath coffee peena pasand karogi?' zahid asked and she instantly agreed, little did she know anything.

.........
' Toh kya hua koi evidence mila?
'shahzaib asked
' nahi par agar ye kaam usne kiya hai
toh jald hi miljayega In Shaa Allaah '

' aur phir?'
Bazil ne pucha

' phir kya usko maafi mangni pregi, ki bina tehqeeq bina permission usne maryam ki photo kaise li! Har larkiya ek jaisi nahi hoti kuch ke liye izzat hi sab kuch hain! ' zahid replied

' aare wah hamare bhaiyya ko bht pta hain larkiyo izzat ke baare mei'
shahzaib laughed while putting her hand around zahid and he couldn't control his smile so zahid smiled
'ab itna bhi nhi'he replied shyly.

' phir?' bazil ne firse pucha, aur zahid ne pareshan hokar shahzaib ki taraf dekha,' phir phir kyu kar raha hai bhai kyu bhai ka dimagh phira raha hai'shabzaib replied

'aare jaani, tum log samjh nahi rahe ho'

'shahzaib when was the last time jab zahid ne kisi larki ke liye itni mehnat ki thi?' bazil looked him with questioning eyes and shahzaib looked at zahid

case no 39Where stories live. Discover now