ɪᴍᴘᴏʀᴛᴀɴᴄᴇ ᴏꜰ ᴡᴀᴛᴇʀ

257 27 7
                                    

Sumedh was sitting in the temple and thinking about aditi their first meet, her soft eyes, her caring nature, her love..

Sumedh- kya mein aditi ko pasand karna laga hun.. hmm naa

"Aisa kuch bhi nahi hai wo bas sweet hai or acchi ladki hai jo sabko support karti hai or kuch bhi nahi"

Man- ladka yaha Kiya kar raha ho

Sumedh- bass betha hun

Man- betha betha kiya kar raha ho chalo pani bharna hai

Sumedh- pani?

Man- haan pani abhi sarkaar ka tankar aaya hai or phir dusra tankar 3 din baad aayaga isliyaa jaldi pani bhar lo..

Sumedh- lekin

Mallika- lekin kiyaa or aap yaha Kiya kar raha ha chaliyaa hamari madat karaiyaa

Sumedh- lekin mein kiya karun

Zalak- gagra, balti uthaiyaa or chaliyaa pani bhar kar laiyaa warna

Satya- pani nahi hai toh raat ko khana bhi nahi milaga or jakar kuya ka pass nahana padega

Yamini- kintu kuya ka pani toh khatam ho gaya hai phir nahaya ga kesa

Satya- arey chalo..

They take sumedh with them forcefully..
He was shocked to see so many peoples where fighting for water..

Sumedh- yeah log kiya kar raha hai

Mallika- tambu gaad raha hai dikhai nahi de raha pani bhar raha hai

Sumedh- aisa

Mallika- jii

Satya- ham log yaha Kiya kar raha hai chalooo

The girls enter in the jhund of water

1 lady- arey dekh pehle pani mein bharungi

2 lady- aabe tu kun bharagi pehle mein bharungi

3 lady- kun yeah tankar pe tera naam likha hai

1 lady- tera naam bhi toh nahi likha hai

All where fighting for water here sumedh was deeply shocked to see the view infront of him. He see Mallika and zalak they were from rich family but still they were fighting for water. He see everyone were fighting for water and so many water was wasted..

Neha and Mallika come to 2 buckets

Mallika- sumedh ji yeah pani ki buckets lijiya or ghar le jaiyaa..

Sumedh- lekin

Neha- jaiya naa hamne or pani bharna hai

Sumedh nod yes and like this they filled 10 buckets. And sumedh was tired

Sumedh- ahh mein thak gaya

Satya- ham bhi thak gaya

Sumedh- yaha hamesha aisa hi hota hai kiyaa

Neha- ji haan arey aaj toh phir bhi bada tankar aaya tha warna har din logo ko sirf 2 balti pani milta hai

Sumedh- mujhe toh pata hi nahi tha ki pani itnaa mehanaga hota hai

Zalak- or aap apna room ka shower on chod kar kuch nahi hua aisa bol raha the

Sumedh face fell

Mallika- ham log bade Ghar se hai. Hamara yaha pani 24/7 available hai par jinka yaha pani available nahi hai unka kiyaa..

Aditi- pani bohut kimati hai ham khana ka bina shayad 1-2 din raha le par pani ka bina nahi raha sakta hai

Satya- or isliyaa hame pani ki bachat karni cahiya usko waste nahi karna chahiye

Sumedh- I understand ki mujhe is tarah pani barbaad nahi karna cahiya tha.
Mein samjh gaya ki gaun ko pani ki kitni jarurat hai

Yamini- sirf pani ki nahi bijali ki

Aditi- school ki

Satya- hospital ki

Neha- suvachalya ki

Sumedh- hmm
Pata bachpan mein mom dad or teacher yeah sab batata the lekin mena kabhi seriously nahi liya kunki kabhi mena yeah anu.. anu whatt

Mallika- Anubhav

Sumedh- yaa kabhi Anubhav nahi kiyaa isliyaa samjh bhi nahi paya but now I realised ki I was wrong mein galat tha or isliyaa

He hold his hand and sit in front of zalak.

Sumedh- I am really sorry zalak mujhe aisa tumse jhagda nahi karna cahiya tha mein galat tha please mujhe maaf kar do
And tum sabko bhi sorry

All smile it him
ッ━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━ッ

⊱⋯ Autor's Word ⋯⊰
༄ ━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━༄
Thanks for reading
Hope you'll like the chapter.
SORRY for late update.
Do vote and comment and follow
Give your reviews about the story
And wear masks, drink more water and take care of your health
༄ ━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━━༄
Love you all my friends ッ

۰۪۫ ۪۫.𝐋𝐨𝐯𝐞 𝐂𝐡𝐚𝐧𝐠𝐞𝐬 𝐄𝐯𝐞𝐫𝐲𝐭𝐡𝐢𝐧𝐠۰۪۫ ۪۫.जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें