In The Most Beautiful Place.. of the World
"Maata"
"Kesa ho Putra Garuda"
"Itna samaya pashchat apni maata lakshmi ko Shri Radha or Rukmini ka Roop mein dekh raha maata mera ridya atiyant prashan ho utha hai kaash mujhe mara Prabhu ke bhi Darshan ho paate"
Radha: "Isliya toh ham yaha aaya hai"
Garuda apni maata ko dekhta hua..
Rukmini:- tum narayan ke bhakt ho toh aapna Prabhu ke priyaa Utsav mein bhag toh lena hoga na
Garuda:- Priya Utsav kintu mata Prabhu ko toh sab Utsav Priya hai aap konsa Utsav ki baat kar rahi hain
Radha:- "Holi"
____<______>_______<_______>_______<______>__
Bhadra:- Araya ka priyaa Utsav ha holi
Mitravinda:- Satya Kaha tumne bhadra hame aarya ke liyaa yeah holi sabse sundar banani hai...
Bhadra:- yadi iss samay ham Dwarka mein hote toh Kitna Anand aata..
Jambavati:- ham toh shristhi ke Kand Kand mein bhadra Dwarka mein bhi or Shri Krishna ke man mein bhi.
Lakshmana: bilkul wesa jesa sumedh ji ke man mein hai Aditi...
Nagnajiti give Jambavati a teasing smile..
Jambavati glared at Her...________________________________
Satya come to Oberoi house.."Satyabhama" Satya stops after listen the name
"SATYABHAMA" FROM HIS AARYA
Satya look back and find sumedh comes toward her... she has tears
Satya:- kiya kaha aapne
Sumedh:- satyabhama
Arey tum toh meri satyabhama hone..Satya:- aapko
Sumedh:- sorry but Mallika ne kaha thana ki WhatsApp group mein tunhara naam satyabhama hai toh meina kaha
Satya look at him
_______________^_^______________
Jiji.
Rukmini:- kiya hua kalindi
Kalindi:- jiji wo holi aana ko hai or abhi tak kariya sampan nahi hua hai..
Rukmini:- kariyon ki cinta mat Karo
Kalindi:- kintu
"Kariya karna ke liya ham haina"
GARUDA COMES WITH RADHA
Kalindi:- "Garuda"
Garuda touched her feet
Gaurda:- kesi hai aap maata
Kalindi:- aapna Putra ko dekh atyadhik Prashan hun..
Radha:- kalindi aab kariyon ki cinta mat Karo Garuda haina wo sab kar lega...
Garuda:- ji maata....
_______________________________________________________________
Radhika:- Arey Satya kesa aana hua
Satya:- aunty wo invitation dena aayi hun zalak or Mallika ka naamkaran hona wala ha
Sumedh:- naamkaran?
Satya:- wo ek pandit ne bataya ki unka naam thik nahi unki kundali ke hisaab se toh sahi naam rakhna hoga Taki aaga koi samasya na ho...
_______________________________All are grather at Singh mention...
Sumedh was finding the girls just then he was about to fall but Garuda hold...He:- aap thik haina
Sumedh:- thanks yaar but tum kon yaha pehli baar dekha tumhe
He:- mein bhakt hun
Sumedh:- bhakt kiyaa naam hai
He:- aap mujhe bhakt gaur bula sakta hai main Mallika ji ka personal assistant hun wo jo kaam deti ha karta hun
Sumedh:- ohh accha tumhe Mallika ne assistant ke Roop mein rakha ha boss iska matlab bohutt mushkil hui hogi tumhe
He:- ji nahi aisa nahi hai
Sumedh:- toh kesa hai dekho mein usse janta hun wo bohuttt achii hai Par jo Faisala leti hai soch samjh ke leti ha tum me acchi quality hogi tabhi usne tumhe rakha... hmm very good Mallika ka or zalak ka dil jeetna bohut mushkil ha
Garu smile at him and they both talk randomly Garu has tears in eyes after a long time he meet his Prabhu
Here everyone has tears
Lakshmana:- hamara netron mein ashru..
Jambavati:- yeah bhakt ke Anshu jo unka maata ke netron se bahe raha hai
Satyabhama:- Satya kaha
Nagnajiti:- wesa aaj toh Radha jiji or rukmini jijji ka naamkaran hai tohhh kiyaa naam rakhaga
Satyabhama:- tayar kesa hona hai
Rukmini/radha:- tum apna dekho ham hamara dekh lenga
They all come downstairs where sumedh eyes stuck on them
Hope you'll like the chapter